Market me Resistance level.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market me Resistance level.
    Market me resiatance level hota ha jo ky market ko pull back krta ha. Yani ky agr price nechy gir rahi ho to qo price ko brhany me madad krta harisiatance ki bhot ahmeyat hoti ha trading krty waqat is bat ka kheal rakhen ar resiatance level ko bhi dekh k rakhin agr market resistance level py ho to koahiah krin k trade na len. Jab resistance levelko crosskrti ha to is ka next level of resistance target ban jata ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market me Resistance level.

    Market mein do important. Hai ek ko kahate Hain resistance level aur dusre ko kahate Hain support level agar dekha jaaye to maximum credit ko iski importance ka pata hai lekin agar aapko yah pata chal jaega aapane trade hamesha resistance level aur support level se leni hai to aap ke liye koi bhi masla nahin hoga koshish karenge aap resistance level ko hi select Karen kyunki is Resistance level se market down jaati hai aur usi per wapas aati hai agar aap ki friend galat bhi lag jaaye to Koi masla nahin hota kyunki resistance resistance moon karna market ki ki best opportunity hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market me Resistance level.

      Forex 1 online business hai Ham ismein Agar Paisa Lagana Chahte Hain To Hamen market ke up down Ko samajhna Hoga Fir Bhi Ham munafa, Sakenge Forex Mein USA Jaise big countries involved Hain Forex Pakistan mein legal business Ban chuka hai agar Ham isliye learning ok kam Karenge To Hamen nuksan Ke Siva Kuchh Bhi Hasil Nahin hoga
      • #4 Collapse

        Re: Market me Resistance level.

        is forum main hamain level ko clear k akr hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay uar hamain mark main b i kam kar k hi hum achy say trade ka rk hi hum run karien gay uar hamain is forum main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karien gay aur market main expeirnce ho ga tab hi hum trade karny main b i koi prblm na ho saky gi ta k earn ho
        • #5 Collapse

          Re: Market me Resistance level.

          Aapki baat sahee ha k market me resistance level ka matlab ye ha k market me us level per selling ziada hoti ha aur market ko mazeed ooper janay se rok rahi hoti ha. lekin resistance level ka ek matlab aur bhi ha k market us point per pahunchti ha to wahan per buyers nahi hotay aur resultantly market ko neechay aana parrta ha.
          • #6 Collapse

            Re: Market me Resistance level.

            hamy market ky level ko achy sy check kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain hamy aony bonus ko bohat soch samaj kar use karna chahey agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hai is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qaoor nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Market me Resistance level.

              market mein resistance level increase ho jata hai so me skill level ko clear karke ki kitni trade karni hogi tabhi Ham honge yah bahut acchi job hai ismein part time job kar sakte hain full time job kar sakte hain sakte hain Ghar se bahar jaane ki zrort nahin hai it's best job for poor people
              • #8 Collapse

                Re: Market me Resistance level.

                Haan ji sahi kaha hai apny k resistance level hqmain kafi madad krta hai marjet ko trend change kqrny main yeah bhut zada madad krta ha q k hamain kafi madad milti hai is sy agar resistance.level na ho tu marjet trend kafi alag hoga r market ek jagha aa bhi ni.saky gi
                • #9 Collapse

                  Re: Market me Resistance level.

                  market mein har EK movement ko samajhna hota hai iske liye hamen market ko acchi tarah se analysis bhi karna hota hai isliye Ham sab kuchh chahie kya market ko acchi tarah se analysis karte Rahe aur acchi quality ka kam karte Rahe Taki Ham jyada se jyada acchi trading kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Market me Resistance level.

                    Dear agr to ham markeet mi resistance level dikhna chahty hain to hami markeet k movment ko chk krna pary ga kis point sa markeet bar bar takra k wps a rhi ha ham os point ko note kry is point k ham resistance point khty Hain hami os pint sa sell ki entry lty hain k market yaha sa opr ni jay g is point sa sell ki entry ly k ham apny profit yakini bnain gy lakin ya daikh ly phly k market bar bar hit kar k a rahi ho phr hi os pa trade ly
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market me Resistance level.

                      market ki movement ko jitna acchi tarah se samjhenge itna jyada accha result hasil hoga isliye Ham sabko message acchi quality ka kam karte rahana chahie daily basis per acchi tarah se practis karte rahana chahie aur acchi tarah se learning bhi karte rahana chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X