Account balance Ka Khyal rakhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Account balance Ka Khyal rakhen

    ji agar ham chahty hain k hamra account wah na ho to ham ko chahi hai k ham money mangement ka use karty hoy hamesha kam lot size ka istaml kary agar ham lot size ko apney balnce k hisab sey set kary geyai to ham ik acha or safe profit earn kar sky geyai . is lia ham ko lalach nahi karni chahi hai .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Account balance Ka Khyal rakhen

      Ji ha dear sahi kha hy aap ny forex market mein agar kamyab hona hy tu humy soch smajh kr kam krna chaiy humy apny account balance k mutabik ji lot use krni chaiy ya k hum free margin mentain or saky aur achi trading kr saky
      • #18 Collapse

        Re: Account balance Ka Khyal rakhen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
        dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn hmen lot size ka kas khial rakhna chayay aur hr trade mn lot size apnay account ballance k hisab sa rakhna chayay keun agr ap apnayaccount ballance ki brdasht sa ziada lot lgayn gay to jald he account wash bhi ho skta ha
        Forex main jab ap investment karty hain tu ap apny hisab se karty hain. ap ko pata hota hai kay kitna ap nay capital rahkna hai. ap apni trading main jab loss karty hain tu ap ka mind setup es bat pay bana hota hai kay humara capital bara hai es leye ap stop loss nahi use karty hain or na he lot size ka kiyal rahka jata hai or ap ko phir loss ho jata hai.
        • #19 Collapse

          Re: Account balance Ka Khyal rakhen

          G bilkul mere pyare dear friend aapki baat bilkul sahi hai ham log ko Yahan per Apne account balance Ka Khyal Rakhna chahie Kyunki Humko account balance matlab ham log ko jo bonus Milta Hai vah Ham Logon ke liye bahut important hai bonus hi Ham Hain hi Se Hi Ham Log Yahan per acchi profit Hasil kar sakte hain or kamyabi hasil kr suktay hain.
          • #20 Collapse

            Re: Account balance Ka Khyal rakhen

            G hn hmen trade krny sy phly apny acount blnce ko dekhna chahye phr usk mutabiq trade krni chahye is sy hmara acount safe rhy ga
            • #21 Collapse

              Re: Account balance Ka Khyal rakhen

              Pakistan Forex Forum say jama kia huwa bonus ko muft ka mal samjh kar by rehmi say trading men use na karen bal kay apki bhot ziada mehnat kay badlay men apko milta hay es lye jab bhi trading karen to ehtiat say karen ye mat sochen kay trade nikal gi to theek hay nai to kon sa ham nay apna pesa kharch kia hay to bhae aisi bat ni hay jab bhi koi chez milti hay wo apki mehnat kay badlay milti hay. es lye forem men dil laga kar kam karen aur milnay walay bonus ko ghanemat janen.
              • #22 Collapse

                Re: Account balance Ka Khyal rakhen

                Assalamu alaikum umeed karta hun ki aap sab log thik thak honge hamen apne account balance Ka khyal rakhna chahie hamari sabse pahle piritiya honi chahie ki Ham apne account ko security jab tak hamara account kyon nahin hoga tab tak hamara trading karne ka koi fayda nahin hamen chahie ki ham log acche se achcha work Karen ham log knowledge gain Karen Ham experience hasil Karen uske bad Ham trade lagaen aur hamen market ki movement Ka pata hona chahie ki kis time kya ho sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Account balance Ka Khyal rakhen

                  G blkol ham account balance ka khyal ni rakh paty to hamara trding krny ka faida so ham apny account balance ko mind mi rkhty hoy trade lgain ya na ho k hm asi hi trade lga dain jo hmi loss ki trf to ly chli sath sath account bi wash krvay lot size hmi soch smj k use krna honga ya na ho k ham lot size ki vja sa apna account sa hth dho baithy jo k aksar trader sa ho jata ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Account balance Ka Khyal rakhen

                    Forex trading mein Hamen money management se kam karna chahie aur koshish karen Jitna hamare paas balance hai apne balance ke mutabik lot choos Karen jyada risky trade nale direct trading mein agar Ham thoda thoda karke learn karne ki koshish karenge to Forex trading Se achcha fayda hasil karenge Forex trading mein vahi person kamyab Hain Jo money management se kam karte hain aur jyada risky trader nahin lete aur apne balance ke mutabik lot choose karte Hain new member ko chahie ke vaaste 8 mein currency pairs part rate Karen.
                    • #25 Collapse

                      Re: Account balance Ka Khyal rakhen

                      Forex trading mein Hamen apna account ke mutabik large choose Karen aur koshish karen ke zyada risky trade na liya Karen Jo Forex trading mein laalach karte hain aur badi lat laga kar apna account wash kar dete Hain Hamen chahie ke Ham money management se kam Karen aur hamare pass job balance Ho Apne balance ke mutabik small Karen jyada risk na len aur thoda thoda karke Karen jisse hamara knowledge bhi and create hota hai aur profit bhi.Forex trading mein vahi person kamyab hai jo Apne emotions ko control karte hain aur lalach nahin karte.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Account balance Ka Khyal rakhen

                        Dear friend Forex trading mein agar Ham lot size Chhota racket rate Karenge To Hamara account safe Rahega aur Hamara account was hone se bacha sakta hai Forex trading Mein Hamen money management ke sath kam karna chahie take profit aur stop loss use Karke check Karni chahie tabhi Ham Apne balance ko saaf Rakh Sakenge aur successful trade kar Sakenge aur acchi earning ka Sakenge Forex 1 online business hai forest Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur demo per practice Karke Achcha experience increase karna chahie Jitna Achcha experience Hoga trade karne ka itni acchi trade open karke acchi earning kar Sakenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X