Limited time kitna hota hai posting ke liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limited time kitna hota hai posting ke liye
    Limited time bahut hota hai posting ke liye aapko 1440 minutes mein aapko apna posting target company karna hoga Jaise aapko Achcha fayda hoga aap daily ka kam daily Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hijaab پيغام ديکھيے
    Limited time bahut hota hai posting ke liye aapko 1440 minutes mein aapko apna posting target company karna hoga Jaise aapko Achcha fayda hoga aap daily ka kam daily Karen
    Yeh time equal to twenty four hours hota hai ky ham one day main maximum fifty posts ker sakty hain jabky forum main threads ki limit four hai but ham up-to eight threads bhi ker lety hain jabky hamain authorize nehi hai lekin phir bhi restriction eight threads kerny ki hand hi ati hai so Ham one day main total fifty eight posts ker sakty hain
    Last edited by ; 15-04-2020, 03:07 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

      Forex international business hai Ham ismein Ek Din Mein Ek limit ke mutabik 50 post banaa sakte hain overlimit forest Mein Kam Nahin Kiya Ja sakta Hamen acchi earning Hasil karne ke liye sabse pahle acchi learning Hasil Karni Hogi aur Hamen market ki vartman ke mutabik risk Lena Hoga Ki Ham Paisa Kama Sakenge Forex Ek Aam business Nahin Hai yah Duniya Ke Har Ek Mulakat Mein famous ho chuka hai
      • #4 Collapse

        Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

        dear hamin 12 hours mein 50 post kerni hoti hein ager ap phly bhi ker lein to koi issue nhi hota hy iss mein koi bhi time limits nhi hein ap jab chahin iss mein eork ker sakty hein apko chahiy keh ap free time mein work krein aour fresh mind sey work krein takeh quality better ho jaiy aour hamin bonus bhi acha mill saky..
        • #5 Collapse

          Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

          hamain limit main rah k hi hum achi trade kari ho gi aur hamain posts k rules ko mind main rakhna ho ga tba hi hum trade karien gay uar hamain greed ko avoid kar k hi hum trade kar ksaty hain aur hamain is forum main emotion koo kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karien gay aur hamain trend ko use kar k hi hum trade karny k kabil hos akty hain
          • #6 Collapse

            Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

            Jahan tak mera experience sake Ham Logon ke pass limited time bahut hi kam hota hai Hamen ek minute ke andar andar apni nitride post ka reply dena hota hai agar Ham Aisa Nahin Karenge To Hamen Achcha bonus bilkul Nahin mil raha hai isase Hamen bahut bahut pareshani uthani pad Rahi Hai Iski limit koi nahin hai bahut jald se jald aapko apni post kar dena Padega
            • #7 Collapse

              Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

              ham aik din main 50 posts or 4 threads reply karty hain hamy daily apny kam ki limite ko pora karna chahey phe rhi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa busienss hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaorrt nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                forex 1 acha business hain hum es main part time be kam kar skty hain ou rhum es main full time be kam kar skty hain forex pakistan ka boht bra our international business hain hum es main mahnat say humain es main kam karna ho gha to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain forex kbe be na bnd hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                  Forex me limited time nahi hota balkeh dosto ham forum me 24 ghante Kaam Kar sakte hai aor acha profit earn Kar sakte hai.
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                    aapke pass ek din mein 50 posting karne ke liye 24 hours hote hain jo raat 12 baje se agali raat ke 12:00 baje tak hote hain isliye aapko 24 hours mein apni 50 posting complete karni hoti hai aur yah 1 din ka time Hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                      Limited time bahut huta hai agar ap chayay jab bhi chyhain tab ja Kar ap post kar Sakty Hain yay ap Kay opper hay kh ap Achi Tarah say post kar sakin aur kamyaab ho Jain agar ap chty Hain kh ap kamyab hon to ap ko chayay kh ap Achi Tarah say kaam Karin us Kay kaam karnay Ka tareeka yay hai Kuch time half post Kar lain us Kay baad Kuch bakia din Kay hisay main ja Kar lain
                      • #12 Collapse

                        Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                        dear friend, hm 24 hours ma 50 posts aur 4 threads kisi b waqt kar saktay hain ye hmari marzi par depend karta ha, is liay koshish karain k apni time manage kar k apni daily ki limit ko pura kar lain, ap sari posts aik hi time ma b kar saktay hain aur thori thori kar k b apna target purs kar sajtay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hijaab پيغام ديکھيے
                          Limited time bahut hota hai posting ke liye aapko 1440 minutes mein aapko apna posting target company karna hoga Jaise aapko Achcha fayda hoga aap daily ka kam daily Karen
                          Ek Din Mein Ham 50 post kar sakte hain aur for new thread thread kar sakte hain lekin Hamen chahie ki jo bhi Ham post ko Karen aur usmein Jyada Se Jyada Apna knowledge or experience share Karen tar ke jitne log yah jitne member use post ko Dekhenge read Karenge unko Kuchh Na Kuchh benefit Hasil Hoga aur is benefit k zariye sy Koi Na Koi trade open karne ke bad usko profit target hit Karva sakte hain aur kuchh earn kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hijaab پيغام ديکھيے
                            Limited time bahut hota hai posting ke liye aapko 1440 minutes mein aapko apna posting target company karna hoga Jaise aapko Achcha fayda hoga aap daily ka kam daily Karen
                            Aap 24 ghante Mein Apne form per posting ki daily limit Puri Karni Hoti Hai yah aapki Marji hoti hai ki aap use limit ko ek time mein hi pura kar lete ho ya use limit ko pura karne ke liye aap different time per posting karte ho lekin 24 ghante ke andar limit Puri kar leni chahie
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Limited time kitna hota hai posting ke liye

                              hamry pass 24 ghnty hoty hain 50 post karny k lia agar ham 50 post kar lety hain or 50 sey ziada karny lag jaty hain to phir hamry pass 1440 minmut ka error ajata hai jis main system ham ko mazeed posting karny sey roka hai or khta hai k raat 12 k bad phir sey ap mazeed posting kar skoo geyai ham ko chahi hai k 24 ghnty hain ham ko posting pori karni chahi hai
                              information for Beginners
                              Complete Forex Knowledge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X