market ko samj kar is mai trade lagaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market ko samj kar is mai trade lagaye

    There aisa hi hai jab tak Ham market ko Samajh Kar trade open Nahin Karenge tab tak Hamare liye profit able earning Hasil karna possible Nahin Hoga Kyunki is risky market mein bahut se log soche samjhe bagair trade open karne ki vajah se bahut nuksan ka Samna karte hain isliye Hamen Aisa risk Nahin Lena chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market ko samj kar is mai trade lagaye

      Ji aapane theek kaha hai ki Ham main market ki situation ko dekh kar trade Lagani chahie Hamen trade Lagane se pahle market ko Jarur Aana rise karna chahie Hamen Soch samajhkar trade Lagani chahie analyse karne se Hamen Kafi fayda ho jata hai Hamen market ki movement Ka Pata Chal jata hai aur Hamen kabhi bhi jaldbaji Mein Aakar trade Nahin Lagani chahie
      • #18 Collapse

        Re: market ko samj kar is mai trade lagaye

        g han ap nay shi kha hy humay market ko samujh kay is may trade kurn chahiyay tuub hum is may kamyab hon gay hum jub trade lgay to humay jald bazi say bilkul bhi kam nhi layna chahiyay q keh ald bazi hamesha loss ka sabub banti hy to umay sbr say kam layna chahiyay or trade may bilkul bhi jald bazi nhi kurni chahiyaay is say humay oss ka samna kurna pur jay to jald bazi ko avoid kuray or market ko samujh kar is may trade kuray........
        • #19 Collapse

          Re: market ko samj kar is mai trade lagaye

          market mein agar ham ne is mein ache knowledge ke sath trade lagai to ham kameyab ho sakte hain agar ham ne mehnat se kaam karna hai learn karna hai to ham kameyab ho sakte hain is liye mehnat se sab se pehle learn karain agar ham ne learn karna hai to ham ne is marketm hein kameyabi hasil karni hai kyon ke emotions hmain loss dete hain aur agar ham ne is ko control kiya to ham acha kaam kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: market ko samj kar is mai trade lagaye

            aapane kaha hai ki Baki ko samajh Kar ismein trade lagaye to ji bilkul market ko samajh Kar hamen ismein trade lagani chahie jabar market ko samajh Kar usmein trade lagate hai to vah hamen fayda de sakti hai market ko samjhana is Tarah se pahle ko acchi Tarah se hota haianalyse kar lena market ko yah bahut hi achcha hota hai ya aapko fayda deta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X