Daily Trade karna theek hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1801 Collapse

    ap ko wait karna chaye daily trade karne se loss bi ho sakta he lekin men abhi forex men trading nahi karta hon just posting hi karta hon ye bhot easy bussines he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1802 Collapse

      dear ais hai kai trading daily ap nahi kar skty han agr ap ko dailr acha profit mil rhaa hai tou ap zruru is mai daily trading kr skty hain or is mai daily trading woi kar skta hai jis ka acha wexpereince ho ga is mai
      • #1803 Collapse

        jee bhai theak hai ye ap pe depend karta hai agar acha knowledge hai apke pas to ap daily trade kar saktay hain or agar apko sahi nahi pata to demo account banain or uspe trading karain.
        • #1804 Collapse

          g ha n daily rade karna main masa kia . or kisi ko roz profit aty hoa dukhta to nai ha na , bulkh daily karni chaye trade ager na bhi kisi din karin to us din us ka analysis zaror karna chaye
          • #1805 Collapse

            Daily Trade Karna theek hai un logo ka liya jin ko Forex main learning karni hote ha main abah learning kar rahi is lya ain Daily Trade kar ka experience apna increase kar rahi hon.
            • #1806 Collapse

              agar ap ke pas time hai to ap daily bhi trading ker sakte ho agar ap trading ko as a part time business kerte ho to ap is ko jab time milae jab ker sakte ho
              • #1807 Collapse

                Haan agar aap short term trader ho bhai to aap jarur yahan per jo h day trading kar sakte ho lekni aapko yai dhayan main rakhna hoga ki market main shi time per trade karna kyoi mket ma daily trade karna matlb kaafi acha analysis chahi
                • #1808 Collapse

                  daily trading us waqt karni chahiye ke jab ap ko market ke bare me pata ho jis din market sahi se nahi chal rhi ho us din ap dur rho or trading na kro kiun ke market me jab ap trading karte ho to ap ko market ki moves ka pata hona chahiye or stable market condition ka pata na hona ap ko loss kara sakta hai .
                  • #1809 Collapse

                    Maray khyal mai rader expert Good time ka intazaar karty hai. aap ka iss baray mai kiya opinion hai? aap daily trade karty ho or can say are you trading every time g hanmain nain yah he soch hAI jitna kam keya hon ga autna he sub kuch mil jay ga.
                    • #1810 Collapse

                      meray khayl main daily treading karna theak nahi hay agr hum daily treading karty hy to humain is main loss ho sakta hay is liay agr hum dailt treading karna chaty hay to humain her waqat markket ko cheak karna chaiy ta k humain markeet ka pata chal saky aur hum achi treading kar k acha profit hasil kar saky........
                       
                      • #1811 Collapse

                        Daliy kam karna ho gay as amh muaj yah kam kahna hota ha jab bah bohot achi kam karna parta ha jaha tak muaj yah kam karna hota ha jsi koh muaj yah kam kahna ma bohot achi lagta aya ha.
                        • #1812 Collapse

                          Trading kerna koi galat to nai ap daily base pay b ker saktey ho likin ap information or market k trend ko nazar main rakh ker
                          • #1813 Collapse

                            g han daily trade karna theek hai aur yeh aap par depedn karta hai ky aap ky passs kitna time hai so mein daily 3 sy 6 hours forex ko spend karta hoon aur forex sy acha earn karta hoon yeh best hai meray liye aur mein daily 5 to 10 dollar earn kar leta hoon this is best for me.
                            • #1814 Collapse

                              dkho brother yai hemrai uper depend kertai hai kai hum agr daily trader kerai gai to humhai is work mai profit ho saktai hai is sai achi earing ker saktai hai agr hum daily treadr ni kera gai to hum loose ho saktai hai is liya humhai chiya kai hum daily treadr kerai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1815 Collapse

                                jahan tak mera khaya hai ke daily trader kerna theek hota hai aur aap ko seekhne ka moka milta hai aur aap ko bohat se cheezain samajh aate hain isliye mein advise kerta hon ke aap daily trade karain aur ache investment ke sath karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X