trading account verify karne ke liye requirement,?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading account verify karne ke liye requirement,?

    Trading account ko verify karnay ke lye do cheezon ki zaroorat hoti hay mera matlab hay do tarhan ke documents ki sab se pehlay apne apna identity ka proof dena hota hay jo ke ap apna cnic uplaod karkay de saktay hain aur doosra apnay apne adress ka proof dena hota hay jo ke ap mukhtalif documents de kar de saktay hain. Adress proof ke liye driving license ya phir pass port best hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading account verify karne ke liye requirement,?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanam07 پيغام ديکھيے
      Main aaj Apne Tamam forum members ko trading account ki verification ke liye required document ke bare mein main batana chahta hun trading account ki verification bahut lajmi hoti hai Agar trading account verification ke Ham profit withdrawal Hasil nahin kar sakti account verification ke liye Ye ID card domicile passport driving licence Ham Apna account verify kar sakte hain
      trading account ki verification bohat hi zaruri hay, verification process complete karway bina hum apna profit withdraw nai karwa saktay. verification k 3 levels hain, jin main say 1st level k liay pakistan k logon k pass ID card ka hona zaruri hota hay, ID Card ki visible scan copy jis pay tamam alphabets and number bilkul clear hon front and back both sides level 1 main upload karni hoti hain, picture shape main ya phir pdf main, file ka size maximum 2 MB hona chahiay, jab 1st level clear ho jay ga to next level pay chalay jain gay jis main hum apna Domicile, Driving License, Bank statement, uitlity bills etc upload jis say hamara address verify ho sakay, yad rahay k in documents main jo hum upload karain gay un main and jo address hum nay account main fill up kiya hay both address same honay chahiay, phir 3rd level aata hay jis main hum nay apni selfie us document k sath upload karni hoti hay jo 1st level main upload kia hay, CNIC apnay hand main pakar k selfie bana k upload kar dain to process hota hay verification ka wo complete ho ga to confirmation email aa jay gi, agar hum tariqy say yeh documents upload karain to itna mushkil kaam nai hay verification ka, laikan agar documents main thora sa bhi problem hoa to hamara account verify nai ho ga jab tak wo problem clear nai ho jata, for example documents k pixel toot rahay hain, ya sides corners picture main nai aaya koi 1 bhi to bhi accept nai ho ga,
      If you work hard no body can stop you from success

      اب آن لائن

      Working...
      X