aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain
    agar hum aik thread ko bar bar repeat kary gy to hamy loss ho jy ga is ka hamy koi be faida nahi ho ga hamy leearning gain karr ky aik time table ban kar kam karna ho ga pher he hum passia kaama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is mai din ma be kam kar skaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
    agar hum aik thread ko bar bar repeat kary gy to hamy loss ho jy ga is ka hamy koi be faida nahi ho ga hamy leearning gain karr ky aik time table ban kar kam karna ho ga pher he hum passia kaama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is mai din ma be kam kar skaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
    yes my brother hamen threads ko again and again repeat nahin karna chahie agar Ham again and again repeated threads post karenge to Ham ka koi benefit nahin hoga aur vah delete ho jaenge isliye hamen always hi aisi working nahin karni chahie Jo hamare liye profitable Na Ho hamen only good working karni chahie kyunki good working hi hamare liye profitable ho sakti hai soham a good working karni chahie good working hamare liye best hoti hai aur hamen new knowledge share karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

      Ji han dear Ishu bahut hi Bade time se chal raha hai ki ek hi trade ko Bar Bar repeat Kiya ja raha hai aur aap Aisa Karenge to aapki delete ho jaenge aur aapki post a fayda Nahin hoga isliye aapko chahie ki aap pahle check kar len ke yah trade laga hua hai ya nahin Uske bad yah third lagaiye
      • #4 Collapse

        Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

        Kai members seniors kay thread ko bus words change kar kay same meaning wala thread resubmit kar daityhain jiski waja say aksar members is thread ko open karna bhi gawara nai karty.is liye always ya to new and unique informative thread lagain, otherwise thread lagany say avoid karain.
        • #5 Collapse

          Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

          ge han dear main is bat say agree hon hamain aik he thread par bar bar reaply karin gay to hum loss main hon gay kyn kay hamain bonus nai milay ga lahaza hamain chahya kay hum achy or information wlay thread banain or pher achay say app in ka raply karain gay to app zaror kamyab hon gay app ko acha bonus hasil ho ga lahaza hamain forex main hardworking karni hon ge
          • #6 Collapse

            Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

            han g tk kaha h ap ny my ap ki baat sy agre karta ho hamary liy bar bar thread ka repeat karna loss hta ha is sy hmare thread dlet ho jati hy r jo is thread py ya fazol threads py posts share ki jati hy vo b st my dlet hp jati hy is liy jis thread karna nahi ata h vo thread na karh
            • #7 Collapse

              Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

              Dosto AP ne theek kaha hai keh aek thread ko aar aar repeat nahi karna chahiey hame new khud se thread create Karne chahiey Jin me koi logic hoo.
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                g han ap nay shi kha hy humay aik he thread ko bar barr repeat nhi kurna chahiyaay q keh jub hum aik he thread pur bar bar reply kurtay hain to humay is ka koi faida nhi milta hy is ka koi bhi benifit nhi hota hy or woh bar bar ki hoi posts delete ho jati hy to humay aisa kam bilkul bhi nhi kurna chahiyaay q keh is say hum success gain nhi kur saktay hain to humay is may agar successgain kurni hy to humay is may fresh mind say or apnay experience say kam kurna ho ga.............
                • #9 Collapse

                  Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                  Ji han bilkul theek kah rahe hain Hamen ek friend ko Bar Bar repeat karne ka koi bhi fayda nahin Hamen chahie ki Ham apne threads ko Bar Bar mat dauran unke alag alag tried create Karen Taki or se Kuchh Na Kuchh fayda Hasil ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                    G hain bhai jaaan mugy asy logo ki smj ni ati jo ik hi threads ko bar bar repeat krty hain unhe bar bar repeat krny sa pta ni kia nzar ata ha k kia faida mily ga Halanka k is trah bonus pa negative impact prta ha jo threads bar bar likhi jai to asi threads delete ho jati ha is k sath sath jin logo na is threads pa jvb dia hta ha on ka nuksan bi sath hta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                      G han dear friend ap ny sahi kaha ek Thread ko bar bar repeat krny ka kou Faida nh hy hum ko na tu copy Post krni chahiye aur na copy thread create krni chahiye otherwise hamara account bhi ban ho sakta hy hum ko Kabhi bhi Pak Forex forum ky rules ky against nh jana cahiey hum ko hamisha rules ko follow krty howy Kam kran cahiey
                      • #12 Collapse

                        Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                        Aik hi Thread ko bar bar repeat jo bhi Hamesha karta hai usko loss hota hai uska koi bhi fayda usko Nahin Hota isliye Hamen chahie acchi koshish Se Accha sa kam Karen accha time jo bhi Deta Hai unhen acchi kamyabi milati hai Achcha time dekar earning se kam karne wala Hamesha Achcha fayda aasani se leta hai Khoob mehnat se kam Karen Achcha fayda Achcha experience aur Achcha concept' se Hamen Hasil hoga karne wala hai Achcha dost Hota Hai Ek dusre ki help Karen acche se thanks to yah bachcha faida milega
                        • #13 Collapse

                          Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                          Ji Bhai Sahi Kaha aapane Ek Hi Raat Ko Bar Bar repeat nahin karna chahie Garam repeated question ko Bar Bar Karenge To Hamen jo hai na Iske andar Itna bonus Achcha Nahin Milega isliye main koshish karne chahie ki ek hi baat ko repeat mat Karen Bal ke new tarike se isko handle karne ki koshish karen
                          • #14 Collapse

                            Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                            G bilkul aisy hi ha aik hi thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nahi ha kyun ke aap pehly hi us mein mojud malomaat ko hasil kar chuky hoty hein, isliye har dafa koi naya thread banaya jaye to hi us ka faida ha aur hum koi na koi nai cheez seekhty hn, hamary knowledge mein izafa hota ha, aik achi discussion develop hoti ha jo kisi na kisi ko benefit deti ha to koshish kren ke naya thread banayen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aik thread ko bar bar repeat karny ka koi faida nai hain

                              Bilkul sahi hai Jab Ham Ek thread ko Bar Bar repeat karte hain to vah delete ho jata hai aur Hamen uska Kuchh Bhi Hasil Nahin Hota isliye Hamen chahie kya Aisa kam na Karen jisse Hamen Koi fayda Bhi Na Mile Aur nuksan bhi ho jaaye Hamen Hamesha acche thread create karne ki koshish Karni chahie Taka Achcha result Hasil kiya jaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X