Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.
    Forex trading mein Ham Jab lalach karte hain hamara acount ky Matbik lot jyada karte Hain to Hamen last hota hai Forex trading mein vahi person kamyob Hain Jo money management se kam karte hain jyada risky trade nahin lete thoda thoda karke earning karne ki koshish karte hain apna account be safe rakhte hain aur profit bhi increase kar lete hain to Hamen chahie ki yahan Forex trading mein money management se kam Karen jyada risky trader na len aur thoda thoda karke aur karne ki koshish karen to Forex trading Se achcha fayda asal karenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
    Forex trading mein Ham Jab lalach karte hain hamara acount ky Matbik lot jyada karte Hain to Hamen last hota hai Forex trading mein vahi person kamyob Hain Jo money management se kam karte hain jyada risky trade nahin lete thoda thoda karke earning karne ki koshish karte hain apna account be safe rakhte hain aur profit bhi increase kar lete hain to Hamen chahie ki yahan Forex trading mein money management se kam Karen jyada risky trader na len aur thoda thoda karke aur karne ki koshish karen to Forex trading Se achcha fayda asal karenge.
    when we do not working with rules and proper management then we lose our whole account and then we wash our account chahie ki Ham kabhi bhi without rules ke working na Karen jab Ham working karte hain aur use ko proper follow nahin karte hain then Ham loose Ho jaate Hain hamen always hi good working karni chahie good working hi hamen successful banati hai aur agar hamari good working nahin hoti Hai to Ham successful nahin ho sakte hain to hamen always good working karni chahie aur proper rules ko follow karte hue trading karni chahie den hamara account was nahin hoga
    • #3 Collapse

      Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

      Account wash hone ki bahut sari reason Hoti Hai Jaisa ki aap log ghar patience ke sath Kam Nahin Karenge to aap logon ka account wash ho jaega iske alava aap Logon ki planning week Hogi to aap logon ka account wash ho jata hai aur bhi Iske alava bahut sari reasons Hai Jaise aap logon ka account last Mein Chala Jata Hai Aur Akshara wash bhi ho jata hai Jaisa ki agar aap log Forex trading ka experience Nahin rakhte tab aap Logon Ko trading mein jyada profit Nahin Milega aur aap log Hamesha loss uthenge
      Last edited by ; 15-04-2020, 08:46 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

        Jab Hamara account Chhota ho aur ham speed Badi Laad Laga Den yah Bhi Ek reason ho sakti hai aapka account was hone ki yah Iske alava per Is Tarah ho sakta hai ki Jab aap Jyada der website ko visit Nahin Karenge aur usko Ek Hath lagakar Chhod Denge aur usko FIR check Nahin Karenge tab bhi aapka account was hone ka Jyada chance ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

          ji han dost jab hamara loss bhot zyada ho jata hai our hamara new bonus ane wala ho to hamain koshish karni chahye ke hamain apna account wash karne ki our is lye hamain ulta trade lagana hota hai jis se hamain loss ho is tarhan hamara new bonus save hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

            Hum forex trading mn Apna account Khud hi Wash karwty hain es ka reason hamry pas acha experience aur knowledge ka hona forex trading ki talim ka na hona lot ka use Apny account sy ziyada Krna market ko analysis na krna market ki movement ko na samjhna wagara wagara
            • #7 Collapse

              Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

              forex mai hum trading kar ky earning gain kar sakkty hain hamy aik time table bana kar forex mai work karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik international business hain is mai usa or china or neew yok jasy bary bary mumalik inlve hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                g dear forex forum pe hamen koshesh krna chahye keh hum apne work ko learn kr ke kren r is ke bare men ane wali problems ko jan kr kren jb new members ya seniors members lalch men a kr market ke movement ko judge kye bina trade open kr dete hain r koi analysis bhi ni krte hain r na loss ke bare men planning krte hain to woh aisi mistake krte hain jis se unka account wash ho jata hai to apki bt thk hai hamen km se km risk lena chahye r account safe rakhne ke koshesh krna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                  Assalamu Alaikum friend ji haan Forex per Hamen koshish Karni chahie kya Ham Apne varg ko larn Karen aur ismein acche khase A trading Karen aur apne account ko save rakhen Agar Ham acchi khasi planning Nahin Karenge To Ham Apna account was hone se bhi nahin bacha Sakte Hamen forex for Business mein sabse pahle learning karna hogi uske bad hi Ham Soch samajhkar pair per kam kar sakte hain ki unke Agar hamare pass pahle Nahin hoga to hamesha main Kabhi Kamyab Nahin Honge balki Apna account bhi wash kar baithenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                    hamy apny emotion or laach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey hamy bohat soch samaj kar apny bonus account main kam karna chahey pher hi ham loss sy bachsa kty hain or apna account save rakh sakty hain agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka koi be qaoor nahi h
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                      Dear friends forex trading main account k wash honay ki 2 reasons hian, jab koi trader lot size zayada use karta hay aur stop loss bi use nai karta to us ki trades loss main janay par us ka account wash ho jata hay esleay agar koi trader lot size kam use karta hay ya phr proper stop loss use karta hay to us ka account kabi wash nai hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                        FOREX MEIN acound wash hone ki wja ye h k jab ham markeet mein kam krte hain to ham kam k doran jab lalach krte hain or markeet mein kam apne myar se zyada krte hain or apne acond se zyada lot use krte hain or doble k chkr mein parte hain to is se hamein los hota h or nham apna acound wash kr bhete hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                          Account wash karnvany mn sab sy bari baat yeh hoti hy k hamara lalach hamara nuksan karvata hy ham jetna ziyada lalach sy dour reh kar kam karn gy account ki hefazat hoti rahy gi aur jb koi lot size ziyada laga lita hy aur trade ko bhi achy sy samjh nai pata hy aur achy entry point sy nai lagata hy tou phar voh acha kabhi bhi kama nai sakta uski trade loss chali jati hy aur loss barh ky account wash karva deta hg.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                            Account always over trading r laluch ki waja se hi wash hoty hain jab ham money management ko ignore ker dety hain tab account wash hoty hain acciun tforex main khuf hi wash nahi ho jaty hai jab ap eik limit se berh ker risk lety hain tab account wash hoty hai big lot always apk account k wash hony ka zriya banti hai and new members wothout trading experience jab is markete main entry lety hain to boht se members k account isi waja se wash ho jaty hain so always tradung experience k sath is markete main entry len
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hum forex trading maie apna account kase wash karty Hain. Reason.

                              hum forex trading may apna account is waqt wash kurtay hain jub hum soch samujh kay kam nhi kurtay hain or aisay he trade kurtay hain to humara account wash ho jata hy is lyay humay apna account safe rukhnay kay liyay soch samujh kay kam kurna ho ga keh bghaiar sochay samjhay jo bhi kam kiya jay is may loss hota hy to humay apna account safe rukhnay kay liyay fresh mind say kam kurna ho ga or soch samujh kay kam kurna ho ga.........

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X