Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay
    Members ke liye har ek kaam ke liye ek scale bana kar aur use per hi kam karna hota hai isi tarah se members ko fayda hota hai is liye members ko chahie ki jab vah risk letay hain to us ke liye bhi ek scale bana kar aur usi ko follow karte hue acche se kaam karen is tarah se member jyada risk nahin lete aur ek level maintain karte hain aur is tarah se vo acchi trading kar paate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

    bilkul dear aapko Hamesha risk ek limited point of view se Lena chahie forex trading mein Hamesha aapko ek baat yad rakhni hai ki aapko Hamesha risk limit mein rahakar lena hai kyunki aap Jitna jyada risk lete hain aapki trade nakam hone ke chances bhi itne hi jyada ho jaate Hain isliye koshish karen cake Hamesha apne risco minimise Karen aur hard work ko increase Karen forex trading ek aisa business hai jismein aapko risk Hamesha analysis ki baspa Lena chahie agar aapane analysis kar liye hain to aap isme risk Le sakte hain otherwise sabko risk bahut jyada nuksan de sabit ho sakta hai
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

      Haan ji aony sahi kaha hai hqmain risk ko bhi metigate krna cahiye q k agar apki.trade main risk ko count na karna bhut bari bawaqoofi hai agara haam esa ni kqrqin gy tu shyd hqmqin loss hojaye is liye phly loss ko risk ko count kro phr trade open karain
      • #4 Collapse

        Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
        Members ke liye har ek kaam ke liye ek scale bana kar aur use per hi kam karna hota hai isi tarah se members ko fayda hota hai is liye members ko chahie ki jab vah risk letay hain to us ke liye bhi ek scale bana kar aur usi ko follow karte hue acche se kaam karen is tarah se member jyada risk nahin lete aur ek level maintain karte hain aur is tarah se vo acchi trading kar paate hain
        Bara risk hamain tab lena chahiay jab hamain bahot acha chance nazar aa raha ho warna jab bhi ham Bara risk lety hain tou hamara account hi wash ho jata hai hamain chahiay ky ham soch samajh ker bara risk lain kyun ky yeh business bahot bara risk hota hai so yahan per sirf expert forex traders ko hi kamyabi milti hai
        Last edited by ; 15-04-2020, 06:04 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

          ji han dost pane sahi kaha jab bhi hamain risk lena chahye to hamian ek khas andaze ke mutabiq risk lena chahye our us andaze se agy hamain kabhi bhi nhi jana chahye warna woh risk hamare lye bhot zyada khofnak ho sakta hai our us se hamain account wash ka samna karna par sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

            dear friend forex trading aik risky business zroor ha keun k is mn risk liay baghair achhi earning mumkin naen lrkin apko achhi trading krnay k liay risk apnay account ballance k mutabik lena chayay keun k agr ap account ballance ki brdasht sa ziada risklen gay to apka account bhi wash ho skta ha
            • #7 Collapse

              Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

              agar ishq Ham agar lete Hain to hamara experience yahan per maintain Hota hai aur is tarah hamen yahan per experience ke sath achcha profit bhi hamen fir se acchi Si acchi si jagah per trading se achcha profit gain Hoga hamen chahie Khoob mehnat carryminati acchi kamyabi ka naam hai achcha time dekar acchi mehnat karen to yah milega
              • #8 Collapse

                Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

                dear forex men humen trhora bahot resk lena poarta hy tab he hum forex men hum kamyab ho skaen gy forex ,men jaab tak hum acha kama naia karen gy forex men jab hum zeada sy zeada mehnt sys kam naia karen gy forex men hun kamayaba bhe nai ho skaen gy es lkkey humen chaia keh hum es men zeada sy zeada mehnt sy kama karen gy tab he hujm achi kamyabi hasil kar skaen gy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Risk k liye bhi aik scale maintain kerna hota hay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
                  Members ke liye har ek kaam ke liye ek scale bana kar aur use per hi kam karna hota hai isi tarah se members ko fayda hota hai is liye members ko chahie ki jab vah risk letay hain to us ke liye bhi ek scale bana kar aur usi ko follow karte hue acche se kaam karen is tarah se member jyada risk nahin lete aur ek level maintain karte hain aur is tarah se vo acchi trading kar paate hain
                  Ji han bilkul Har kam mein Main risk Ki Koi Na Koi limit zurur hoti hai aur Forex trading mein agar Ham risk Nahin lete To Ham ismein profit earn nahin kar sakte Lekin forex trading mein bhi risk ki ek limit hoti hai. Aur Kabhi Kabhi zayda risk ki wajah se a Hamen bahut bada loss ho jata hai.or agr hum apni risk ki limt ko maintain rakhty h to humy us ka zayd anuksan nahe hota.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X