weekly target bana kar rozana work kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    weekly target bana kar rozana work kary
    hamy weekly taregt bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma sky gy forex aik internaitonal or kabe be bnand an hony wala business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai eb kam kar sakty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kari sakty hain yai kabe be band na hony wala acha or unique business hain yai aik legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: weekly target bana kar rozana work kary

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Heheh پيغام ديکھيے

    Dear ap aik target set kar lety hai to aus k baad ap ko ais market mai time lagana parta hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai taget pora karny par faida ho jata hai aisy hi ais forum par abi weekly bonus hai ais mai bhi apna weekly target set kar k hi kaam kary gay to ap ko zayda bonus mil jaya kary ga.
    • #3 Collapse

      Re: weekly target bana kar rozana work kary

      ab aap sabko weekly Tata banakar working karni hogi jab tak aap weekly target banakar working nahin karoge tab tak aap apne target ko acchi tarah se chief nahin kar paoge aur ISI vajah se aapko kabhi bhi achcha bonus nahin Mil payega
      • #4 Collapse

        Re: weekly target bana kar rozana work kary

        Ji Bhai Jaan aap bilkul durust ka rahe hain yah Ek bahut hi acchi opportunity hai kya Pakistan forum Main Apne rules and regulations change kar liye new bonus system ke tahat ab Hamen weekly basis per bonus Milega Jo Hamare liye ek bahut hi acchi opportunity hai isliye Hamen mehnat Ki Bhi Jyada Se Jyada jarurat hai Hamen Apna daily or weekly target flat karna chahie aur usko achieve karne ke liye Ye full effort Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: weekly target bana kar rozana work kary

          G humen koshish karni chahy k hum weekly target bana kr apni daily limit ko pura krin or achy sy profit hasil kr sakin hum is min kisi bhi vaqt kam kr sakty hn part time min or full time min bhi hum apni murzi sy kam kr sakty hn forex min kam ki koi pabandi nhi hy ye world ja best business hy.
          • #6 Collapse

            Re: weekly target bana kar rozana work kary

            bilkul dear hmain acha weekly target bnanay k liay rozana kam karna chaiay aur aj ka kam kal par na chorain, apni daily ki posting limit ko zarur pura karain aur interest k sath mayari kam karain jis sa hmain faida ho, mehnat sa g na churaen aur time manage kar k kam karain ta k hmain asani ho aur hm burdon feel na karain
            • #7 Collapse

              Re: weekly target bana kar rozana work kary

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Heheh پيغام ديکھيے
              hamy weekly taregt bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma sky gy forex aik internaitonal or kabe be bnand an hony wala business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai eb kam kar sakty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kari sakty hain yai kabe be band na hony wala acha or unique business hain yai aik legal business hain
              Ab jabky bonus hi hamain weekly mila kery ga tou hamain forum main posting ka target bhi weekly set kerna hoga agar ham ab bhi apna target monthly ky hisab sy set kerain gy tou ham kisi week bhi achi posts nehi ker sakain gy aur na hi hamain forum sy acha bonus hasil ho saky ga so hamain weekly ka hi target set kerna chahiay
              Last edited by ; 14-04-2020, 11:10 PM.
              • #8 Collapse

                Re: weekly target bana kar rozana work kary

                g han dear memebr agr ham is trteb k sath kam krein to ham forex form mein bht hi ache trke se kamayab ho jaein ge sirf hamen planing k sath kam krna chahye wekly targit ko achive krein tb hi ham is se acha arn krne mein kamayab hoin ge or rol k motabik bhe kam hota rehe ga
                • #9 Collapse

                  Re: weekly target bana kar rozana work kary

                  Yes hum daily ka work daily kery gaw to rule ki waja se hum monhat bhi zadia ker saky gaw ar kama bhi zadia ker saky gaw us tarha se hum ko weekly rules ko follow ker k work ker na chiy
                  • #10 Collapse

                    Re: weekly target bana kar rozana work kary

                    Bilkul sahi kaha aapane forex trading main aapko Hamesha target banakar work karna chahie kyunki agar aap ka target set nahin hai aur aap ismein kam kar rahe hain to aapko koi bhi najar nahin aata ki aap kis tarah kam Karen isliye koshish Yahi honi chahie kya aapke pass ek behtarin target set hona chahie jisko achieve karne ke liye aap daily weekly or monthly kam achcha kar payenge Yahi chij aapko form mein kam karne ka maksad se khati hai aur aap ismein mehnat se kam kar ke behtarin bonus lene mein kamyab ho sakte hain
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: weekly target bana kar rozana work kary

                      Forex Mein Hamen Apne weekly target ko Ruk Jana pura karna chahie Hamen apni poster designer ki buniyad per Ghar Nahin chahie Hamen Zyada Se Zyada posting Karni chahie aur Hamen Austin Karte vakat awesome quality Ka Khyal Rakhna chahie Hamen Unki quality Kobita banana Hoga FIR hi Hamen Zyada bonus Diya Jaega aur ham acche se trading kar case Mein Kamyab Na Sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: weekly target bana kar rozana work kary

                        agar aap forex market mein trade karne se pahle apna target set karte Hain aur apne plan ke mutabik kam karte Hain to aap ek kamyab aur acche trader ban sakte hain SO apna Kam start karne se pahle Apne target ko set Karen aur apne goal ko achieve Karen
                        Apne goal ko achieve karne ke liye Uske bare mein maximum knowledge hasil Karen aur kamyab ho jaaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: weekly target bana kar rozana work kary

                          weekly traget banay ke liye apko apnay zehan main posts ka target banana hoga aur ye taget meray hisab se 40 to 50 post ka hona chaiye jo ke weekly apko 50 dollar tak ke bonus ka haqdar bana sakta hay aur is bonus par ap weekly trading karkay 20 to 30 dollars bhi bana saktay hain agar ap achay trader hain to. Lekin aik cheez aur zehan main rakhni hay ke ye bonus kam hay aur is par trading bohat ahtiyat se karni hogi account wash hona ka bohat zyada khatra hay ismain.
                          • #14 Collapse

                            Re: weekly target bana kar rozana work kary

                            Plan karke work karna sabse behtarin strategy hai isliye members ko chahie ki vah isi tarah se apne work ko continue karen kyunki agar is tarah se nahin karenge to kam ko sahi se nahin kiya ja sakega aur jab kaam sahi se nahin ho payega to fir is tarah se quality acchi na hone ki vajah se form bhi uske benefits acche nahin dega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: weekly target bana kar rozana work kary

                              G han app nay bahut achy bat kahy hay keh hamen rozana ka kam rozana karna chaheay kun kay agar hum daily ka target pora karen gay tu hamen as men bahut hi faida hoga ur hum as men kamayby hasil kar saken has lia hamen himat kay sath kam karna chaheay takeh hamara boin us bahut acha ay ur hum as men kamayby hasil kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X