Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka
    Jab market ki maximum support ya resistance break hoti hai tou phir decision kerna mushkil ho jata hai ky ham ny trade ko kahan per close kerna hai so Jesy hi is terha ki situation ho hamain trade foran close ker leni chahiay warna account wash ho ssakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

    Market Ka Jab Bhi support and resistance level break Hota To Uske bad market ki Munh Mein Kafi Jyada Tej kar jati hai isliye agar aap log is opportunity ko dekh rahe hain to koshish Karenge aap log apni trading entry zaroor execute Karen Kyunki Jab Bhi support resistance break Hoti Hai To Uske bad market ki Munh mein bahut jyada Tej hoti hai aur Aisi condition mein aap log apni trading karte hue best profit Hasil kar sakte hain aur apne account capital ko increase kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

      Hamen experience Hasil Karke market ke aap aur unko Samajh Kar ismein Paisa Lagana Hoga Fir Bhi Ham Hona Sakenge Agar Ham kam karte hue market ke kisi rule ko ignore kar denge To Hamara account Band Ho Jaega aur Hamara Kartavya Ho Jayega is lost main market Karya brokers ka koi Kasur Nahin hota hai Hamen to samajh kar visky lena Hoga Hamen inductors Ka istemal Karke Paisa invest karna chah
      • #4 Collapse

        Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

        Dear Dekhen Jab Bhi e market Kisi bhi support yaar resistance ko break Karti Hai break Karke ab Jati Hai to market Ek Dafa lazmi Wapas use support aur resistance ko touch karti hai aapko trade close karne ka mauka deti hai agar market Mein Ab jana hai to vah Ek Dafa down Usi resistance ya sport per Aaegi to Uske bad aapki vah market ab Jayegi to aapko market mauka Deti Hai Jab Bhi Kisi bhi sports ya resistance ko break karti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

          Dear friends ager hamra maximum support yh resistance break ho jaye to hum ko phir next support aur resistance tak trading kanri cahyh aur hum ko sahe save trade karni cahyh aur over trading say ijtnab karna cahyh aur better analysis support aur resistance strategy use kar k he trading karni cahyh
          • #6 Collapse

            Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

            market main kam kar k hi hum achi trade ka rk hi hum sucess ho skaty hain aur pair ki currency ko mange kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora ka rk hi hum trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main kam ka rk hi hum loss say bachs akty hain
            • #7 Collapse

              Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

              hamy support or resistance ko achy sy samaj kar is kay rules ko follow karky s main mejhnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni gfamily ko support kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time prfoessioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                forex trading mn apko chayay k hmesha market ki movement ko read krtay rhen aur suportand resistance ka khas khial rakhen keun k jb market maximum suport ya resistance ko cross kr jay yo phir hmen trade lganay mn ehtiat krni chayay aur movement ko brake honay tk wait krna chayay
                • #9 Collapse

                  Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                  Aapane Sahi analysis Kiya Hai Jab market ka support level break ho jata hai to market ka next support level Tak Ja sakti hai lekin Agar last support level bhi break Ho Jaaye yah last resistance level break Ho Jaaye to market Kitna move kar sakti hai is bare mein knowledge Nahin Hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                    Dear aisi situation main hamain trade lagany say pehly achi tarah analysis karny hoty hain, ta keh trade kay liye hamari achi breakout point mil jayain or hum inko use kar kay trade say benefits lain, w keh har kisi ki desire hay keh profit ho laikin achi planning kay bad he tough market situations main profit earn ho sakta hay.
                    Last edited by ; 14-04-2020, 09:38 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                      Forex trading mein humne spot and resistance ke break aur se acchi profit milati Hai Hamen chahie ke Ham trendmarket ki favour mein trade Karen aur aur supot and resistance ke pivot point per breakout Se acha profit milta Hai Forex trading mein Hamen money management se kam karna chahie aur hamare pass Jo balance hai aapane balance ke mutabik last Karen jyada risky trade na len jisse Hamen last Hai hamare pass job balance hota hai apne balance ke mutabik thoda thoda karke earn karne ki koshish karen tar ke knowledge bhi increase ho aur profit bhi
                      • #12 Collapse

                        Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                        Forex trading Mein Hamen chahie Ke Jab market ki Moment fast Ho To Ham trade na Karen jab market stable Ho Jaaye tab trade Karen tab support and resistance ku breakout . trait Karenge to aapko Achcha fayda hoga ine Dinon market ki movement Jyada fast Hai To Hamen chahie ki Ham trade karne mein jald Baji na Karen Soch Samajh Ke Sath Karen aur apne analysis Karke trade Karen Ge to Achcha fayda Hoga Forex trading Achcha business hai Ham ismein Itni mehnat Karenge Hamen utna Achcha fayda hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                          Belkul, jab resistance ya support level break ho jai to wo ulta hojata ha. yaani agar resistance break ho jai to wo jaga support me badal jati ha. esi leye support aur resistance me bahut careful ho kar trade lagani chaheye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                            agar main sport aur systems ke related koi baat karun to mujhe iska jyada knowledge to nahin hai lekin kuch knowledge hai jo main aapke samne rakhne wala hun aur vahi high Court and resistance ek bahut special movement hoti hai aur is movement ka Ham bahut acchi tarah se fayda uthakar bahut acchi training kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Maximum support ya resistance break ho jaey tou phir koi pata nehi hota move ka

                              Forex main market ko analysis karne ke liye Ham Jo chijen istemal karte hain unmen Ek sport hai aur ek resistance hai aur jab sport yaar distance Kisi Wakad break Hoti Hai To fir iska Nahin Pata Hota yah Kahan jakar rukna Hai Jab market standby Ho Jaaye ruk Jaaye Uske bad hi Hamen trade Karni chahie Kyunki Hamen market ke uska trend ka bilkul Diya Daga Nahin hota hai ki yah train kis Taraf Jaega isliye yah jaruri hai ki Ham market ko acche se analyse kar le thoda wait kar len brea resistance aur support level tutane ke bad Thoda Sab wait kar len

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X