Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...
    Dear friends ager ap trading karty hain to apko ye bhi malom hoga kay kay har pair ki trade main lot size main kaafi ziyada differnce hota hi or iski bari wajha hai currncy pair and other currency pair per humeri lot size 0.10 ya is say ap up karty jiyn jitna apky accoumt main bonus hi or gold or cl or silver and etc per lot size 0.01 ki lot ka istmal kia jata hai so behter hai trade lagaty waqt in baton ka khass khoyal rahyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

    Aapki baat bilkul theek hai ki Kranti ke andar Lord Shayad main difference hota hai lekin main yah Kahana Chahta Hun Ki Hamen sirf ek ko currency Pyar per hi focus karna chahie Na Kar bahut jyada Kyunki Jab Ham bahut jyada currency pair per focus Karenge to Hamari concentration divide ho jayegi form Kisi Bhi Ek currency per focus Nahin Rakh Sakenge Karke bata rahi hai ki sirf ek currency pair per focus Karen aur Usi ke bare mein knowledge Hasil Karen aur Usi per trading karne ki koshish karen to isase Jyada acche result mil sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

      hamy pairs ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main achi lot laga kar kam krna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonu shasil kar saktu hain ham is main apni marzi sy bager paiso ky accout bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life itme prfoessioanl ne bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real or fady mand busienss hain
      • #4 Collapse

        Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

        forex aik famlus tareen busienss hain hum is mai lot laga karr aca munf kama sakty hain hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex iak amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana karr kam kair sakty hain is mai hamara ko be boss nahi hain forex aik internautonal business hain
        • #5 Collapse

          Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

          G han dear currency pairs mein hum lot size ziada use kr sakty hein kionkeh inki movement commodity se fast nhi hoti lekin hum commodities jaisy gold crude oil aur silver mein big lot use nhi kr sakty us mein humko sirf 0.01 ki lot use krni prti hai kionkeh unki value boht ziada hai aur market bhi fast move krti hai is liye commodities ko trading mwin use krny k liye big capital hona chahiye phr achi trading ho sakti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

            humain es main kam ko karny kay ley humain es main hr pair ko achay say smj kar humain es main kam karna ho ga our hum es main lot size ko use kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main kam ko karny kay ley humain es main experience ka our humain es main knowledge ka hona boht zrure hain to he hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

              Ji dear friend, ap nay theek kaha hay, Gold,and Crude oil per lot size minimum rakhty hain q keh in pairs main pips ka kafi gape hota hay, jab keh currencies pairs main pips itna ziada expand nai hoti, is liye currency pair main hum.normally .10 ki lot choose karty hain jab keh Gold an CL main .01 lot size safe rehta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                meray khayal main ap ka question yeh hay ke har currency main spread ka difference mukhtalif hota hay kisi main 20 pips hay to kisi main 34 pips aur kisi kisi main to 100 pips ka difference bhi hota hay aur is difference ko trade open kartay huay daikhna bohat zaroori hota hay kyn ke hamesha ap ki trade loss main khulti hay aur agar spread zyada hogi to trade open kartay huay loss bhi utna hi show karay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                  Hamen Apna lot size fix rakhne ki koshish Karni chahie Kyunki jab tak Hamara lot size fix Nahin Hoga Hamare liye acchi trading karna Apne account ko nuksan Se Bachana yah sab possible Nahin ho sakega isliye Hamen Apna lot size Bar Bar change nahin karna chahie acche experience ke sath koi ek lot size set karne ki koshish Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                    Yes brother, har pair or commodity ki value k mutabik lot size set karna parta hai, es k lae hamy demo ma ja k lot size ki final selection karni chahe, apny capital ka 20 percent hamy ik time ma risk lena chahe, big lot bhot risky hoti hai, es sy acct wash hony ma dair ni lagti, ham aksar lalach ma asi galtiya kar rahy hai,
                    • #11 Collapse

                      Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                      Ji Haaan aaaap Ki Baaat Sahi Hai Is Main Hum Jitni Pairs PaR Trade KaRtay Hain Sab PaR Lott SiZe different Hotaaaa Hai To HumEn Chaahaiye K HumEshaaaa meHnat se Kaaam KaRen Or Zyaada Se Zyaada MaRket ko TimE Denaaa Chaaahiye Or Jo bHi Tradeagaaani Ho MaRket ko Achi Tarhaaa Analise KaRnay K Baaaad Hi LaGaani Chaahiye Taakay Kaaamyaabi k ChanCes Zyaada hoon Or Kaafi achi Earning Bhi kaR SakTay Hain....
                      • #12 Collapse

                        Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                        G han bhai jaan hr pair pa trading krty vkt lot size different use hta ha alabata kuch pairs asy hn gy jo ik jsy lot size use hoty hn gy do hami hr pair k baary mi phly janna ho ga phr hi hm normal lot size use kr pain gy kuch pair bht fast hty hain hami os p kam lot size krna prta ha kuch pairs bht slow hty hain hami on pa ziada lot use krni peri ha kbi kbhar to slow pair pa bi haji kam lot use krni parti ha k vo abnormal situation mi taez ho chuki hti h
                        • #13 Collapse

                          Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                          jaise aap ka pair change ho jata hai ya FIR jaise aap crude oil pump working karte hain ya FIR aap gold per ya FIR silver per aap trading karte hain usmein lot size ka bhi change ho jana bahut jyada jaruri hota hai tab hi aap acchi tarah se trading kar paate Hain lot size har EK currency ka aur har EK pair ka aur har EK metal ka change Hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                            Dear friends ager ap trading karty hain to apko ye bhi malom hoga kay kay har pair ki trade main lot size main kaafi ziyada differnce hota hi or iski bari wajha hai currncy pair and other currency pair per humeri lot size 0.10 ya is say ap up karty jiyn jitna apky accoumt main bonus hi or gold or cl or silver and etc per lot size 0.01 ki lot ka istmal kia jata hai so behter hai trade lagaty waqt in baton ka khass khoyal rahyn
                            Forex platform per Hamen chahie ki ham trade Mein lot size mein ek target set rakhen Hamen chahie ki ham lot size maximum 0.01 lot size rakhen To Hamen ismein loss Nahin Hoga maximum lot size rakhne se Hamen bahut jyada fayda Hoga maximum load se rakhne se Hamen Jyada profit To Nahin Hoga lekin Hamen dost Bhi Jyada Nahin hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Har pair per trade main lot size main differnce hota hai ...

                              Assalamu Alaikum friend ji han brother aap bilkul theek kah Rahe Hain Har pair per trade Mein lot size Vakya Mein different hota hai Kyunki hamen bhi Soch samajhkar lot size hi karne hote hain Agar Ham samjhe kam Karenge To Hamara account was hone ka bhi Khatra Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X