Assalamu alaikum dosto main aapko batana chahta hun ki market mein Forex ki harkat kab tej hoti hai aur kab slow hoti hai, market main jab ranging ho to market ki ki harkat pahle se a kam hoti hai kyunki market itna upar chal rahi hoti hai hi Na niche chal rahi hoti hai lekin jab market ek trend mein ho ho to uski harkat pahle se a bahut jyada hoti hai hamen chahie ki market ko trend ki taraf trade Karen, iski vajah yah bhi hai ke hamari trades phns nah jyei, trend ki taraf los be kam hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим