entery point aur exist point ka knowledge
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    entery point aur exist point ka knowledge
    start mein jo new trader hote hain unko entery point aur exist point k be knowledge hona chahye jo waqt k sath sath knowledge increase karta hai wo apne earning ko be achy sy increase karsakta hai is terhan k hunor kam mein lazmi hote hain jis ko follow karne sy insan kamyab hojata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: entery point aur exist point ka knowledge

    Yes aapane bilkul theek kaha hamen yah pata hona chahie kaun si trade ka entry point kaun sa hai aur kaun sa exit. Hai yah bahut hi khas karke bonus round mein kyunki aapko tips jarurat hoti hai account mein nahin kar sakengekoshish karen ki maximum time apne analysis aur predictions ki best entry point or exit. Aapko pata hona chahie aapke liye bahut difficult time dete Hain hamari tamam trade lost Mai jayegi jiski vajah se bahut loss ho sakta hai hamen wish you best of.
    • #3 Collapse

      Re: entery point aur exist point ka knowledge

      enter hony say pahly is k bary main achy say analsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karine gay uar hamain knowldge jitna acha ho ga tba hi hum achi trade kar k hi hum rreal main bi tradde kar k hi hum achi trade kar k hi hum planing kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: entery point aur exist point ka knowledge

        forex mai hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum paia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum si mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain um is mai apny boss ap he hoty hain forex aik internatonal karonar hain is mai dunay ky bary bary mumalik inlve hain forex aik legal bsiness hain
        • #5 Collapse

          Re: entery point aur exist point ka knowledge

          yes successful trade kerny k loiye entry point r exist point k bary main knowledge hona boht zarori hai kiun k isi base per ap makrete main right time per entry le sakty hain khas ker new members ko entry r exist point k bary main zaror maloom hona chahye aesy apko right time per trade open kerny main asani rehti hai r ham right time per trade main entry le ker more profitable trade ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: entery point aur exist point ka knowledge

            Ham Logon ke yaar Ham Logon ke liye Yahan per sab se baat yahi hai ki Ham Log Yahan Par entry point important Hona chahie Ham Logon Ko entry. Ki maloomat rakhti Hai Sona chahie exit. Ki koi ahmiyat nahin hai Ham Jab Chahe vahan se auto sakte hain Hamare liye Hamen hi to entry. Ki hai ki Hamen kab market Mein inter hona hai
            • #7 Collapse

              Re: entery point aur exist point ka knowledge

              Dear members entry point or exist point kay bary akhsr logo ko pata ni hota or wo strt main hi los main chaly jaty hain or inka hosla ummed tot jati ha isliay hamin chaey pahly is kam ko smj lain takh kam say kam nuqsan ho is mamly main senior ko chaey kh wo is bary main zeyada say zeyada knowledge share karin takh junuor ko rahnumai mil saky
              • #8 Collapse

                Re: entery point aur exist point ka knowledge

                Dear friends entry and exist point ka knowledge bohat acha ha kau k ager hum ko entry aur exiting point ka knoeledge ho gaya to hum sahe way k sath kamyabi k sath trading may eaily enter be ho sakty hain aur exit be es leyh better ha k jub be market may jaye to entry aur exit point ka sahe knowledge rakh kar he trading karin
                • #9 Collapse

                  Re: entery point aur exist point ka knowledge

                  hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main achy entry poin ko uae kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain forex aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain ham isy apna life time professioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: entery point aur exist point ka knowledge

                    Assalam walekum Ji Bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai main aapke is Baat se agri bhi karta hun Kyunki Agar Park Forex per Hamen entry-point aur exit. Knowledge Hoga Kabhi Ham Aise Kadam Laga Sakenge aur Hamen inter time table market a moments analyse aur Market ke Hawale se aane wali news ko bhi watch kar lena chahie Karke usse Ham Ek acchi entry Lekar profile check kar lenge aur Hamen exit Ke Bhi use Waqt kar leni chahie Kyunki Jiska Hamen mahsus Ho ki aap Hamen Ek Achcha profit achieve ho chuka hai To Hamen apni exit kar leni chahie Agar Hamen lost bhi ho raha ho To Hamen exit. Entry leni chahie Taki or se Hamen kam loss Ho Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: entery point aur exist point ka knowledge

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                      start mein jo new trader hote hain unko entery point aur exist point k be knowledge hona chahye jo waqt k sath sath knowledge increase karta hai wo apne earning ko be achy sy increase karsakta hai is terhan k hunor kam mein lazmi hote hain jis ko follow karne sy insan kamyab hojata hai.
                      Dear ap ais market mai jab trade banaty hai to ap ko ais market mai acha entry point aor exit point select karna chaye aus se ap jo ais market mai trade lagaty hai ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap jitna zayda kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga aor ap ais market mai trades par zayda profit earn kar skaty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: entery point aur exist point ka knowledge

                        market me achi entery lena bohat zayada important hota hai or achi entery lene k liye ap ko achi tarah se working karni hoti hai or demo account par achi tarah se practice bi karni hoti hai tub hi ap achi tarah se working kar pate hon.
                        • #13 Collapse

                          Re: entery point aur exist point ka knowledge

                          Gee han bhai agar ham achay entry point say trade lagain to profit milanay ka ziada imkan ho jatay hen aur aur esay brake out kaha jata agar hamen brakeout sy trade laganay ka moka mil jaye to ham long term men trade ko open rakh saktay hen aur acha profit bana saktay hen kyn kay jab market ek taraf ko wazia tor pay chal parti hay to phir usi taraf he rukh rehta hay es lye hamen achay entry point ka intizar kar kay trade open karni chaye tab he achi income milay gi.
                          • #14 Collapse

                            Re: entery point aur exist point ka knowledge

                            Aap forex market Mein Entry. Aur exit. Ko Maloom karna chahte hain to iske liye aap forex market ka fundamental analysis aur technical analysis Karen Iske bad aap is market Mein indicator ki madad Se Apna entry aur exit Maloom kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: entery point aur exist point ka knowledge

                              yah bahut hi lajawab chij hai agar ham isko Sikh jaate Hain to ham Forex mein kamyab ho chuke hain aur samjho ki hum bahut hi jyada paisa kamane ke actoron chuke hain kyunki aapko pata chal jata hai ki aapane kahan per apni Jo entry lagani hai aur kahan per aapane apna Jo yahan se apna profit nikalna hai vah kaun si level hai tu aisa karna bahut hi mushkil kam hota hai yah tab aap kar paate Hain jab aapke pass bahut sara thermoseal ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X