Loss sa darna ni
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sa darna ni
    G ha dosto loss sa darna no chya q k loss hama hamre galte k waja sa hota ha jb him galte krta ha to hamra account wash hone ka khatra hoo. Santa hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sa darna ni

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdullah1213 پيغام ديکھيے
    G ha dosto loss sa darna no chya q k loss hama hamre galte k waja sa hota ha jb him galte krta ha to hamra account wash hone ka khatra hoo. Santa hai.
    Jab forex market main trade kerni hai woh bhi bonus account sy koi phir darna kesa hamain forex market main darr darr ker trade kerny sy word loss hi hota hai aur darty darty banata account giveaway Ho jata hai hamain agar forex market main successful trade kerni hai tou hamain baghair darr ky trade kerna hogi tab hi ham apni trade ko manage ker sakain gy
    Last edited by ; 13-04-2020, 08:27 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Loss sa darna ni

      bilkul loss se dar k trade nai chor ni , balke loss ko dobara se cover karna ha. aap ka loss forex pe huwa ha to idar se hi wo aap wapis la sakte hen aur loss ho jae to us k bare me ziada sochna nai ha balke aur mehnat karni ha aur apna kaam jari rakhna ha, aur apne ander ye jazba le k aana ha k ab aap loss ko harao ge aur jeet ka yaqeen hona chaiye aap k dil me. is tara aap loss ko profit me badal sakte ho, q k loss to her business ka hisa ha, ghaltiyon se hi banda seekhta ha.
      • #4 Collapse

        Re: Loss sa darna ni

        Dear friends may ap ke bat say agree karta ho k jub be trading karin to phair fear k trading karin aur better way k sath trading karin to better way k sath koe be signal aye to trading karin aur kamyb bun kar aur bhair fear k entry lain aur ager loss ho jaye to darna nahe cahyh bulky hum ko wait karna cahyh k hum better way k sath trading kar sakin
        • #5 Collapse

          Re: Loss sa darna ni

          G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k Haman loss sy darna nahin bal k larna chaiy Agar hamain aik bar loss aya hy to hamain usi loss sy sukhna chaiy k dosri bar us Kam ain loss na ay tab ham is Kam main kamyabi hasil Kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss sa darna ni

            Je bilkul loss aur profit har business ka hisah hota ha, is lye hamain forex trading ma loss ki wajah se darna ni chaye balke loss se bachna chaye, q k jo loss aur profit ko manage kar jata ha wohi forex trading ma kamyab trader hota ha, is lye hamain soch samjh kar k trading karni chaye, strong signal ka wait karain aur ashay point pe entry lain ta k ap loss se bach skain
            Loss ko kam karnay ka tareeqah:
            a) market ko analyse karain
            b) trend ko follow karain
            c) money management ka khayal rakhain,
            • #7 Collapse

              Re: Loss sa darna ni

              Dear member's hamin apnay loss say darna nh chaey or chaey kh khob mahnat karin or lagan say kam karin agr hamin los hota ha tu uska matlb ham nay mistake kia ha or hamy chaey kh apni mistake ko highlight larty jain takh smj sakin kh kahan say hamun changing karni hain takh bhtr say bhtr kar kay mistake pay qabo paya ja saky
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Loss sa darna ni

                apne andar se loss k dar ko khata kar de or sirf mehant se kam kare or apne andar cnfidence k sath kam akre tub hi apo achi tarah se trading kar apo gey or ap bohat achio tarah se forex me akmayb bi hasil kar apo gey

                اب آن لائن

                Working...
                X