Loss huny par himat na haray
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss huny par himat na haray
    Loss huny par agr himmat har gyee tu kamyab huna mushkil huga forex ak aesa busines hy k jis mai loss profit huta rehta hy es mai koi aesa msla nhi huta ku ka forex mai hum jab kam karty hy tu humy uska phal bhe milta jitna kam krty hy uska phal bhe humy milta hy tu dukh tu huta hy jb mahnt ka phal mily ayr loss mai chala jye lkin us loss ko dekhy kasay huwa us ku ka yai na hu us loss k chakr mai koi aur loss hujye tu esi leye chaheyai ka loss huny par ghabrae mat
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss huny par himat na haray

    g han hamain sabr say hi kam karna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k earn karny main bi asani ho saky gi aur hamain is k bary main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum trade kar k hi hum run karein gay uar hamain chahye is k bary main bi informaiton achi ho gi tab hi hum trade kar ksaty hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss huny par himat na haray

      Forex trading ke Business mein loss on Profit donon natural fact hai agar Hamen loss Nahin Hota To profit hota hai aur Agar profit Nahin Hota To loss hota hai isliye loss is business Ka hissa Hai To Hamen loss hone per apni Himmat Nahin Harni chahie Agar Dekha Jaaye To Har loss hone wala Hamen Koi Na Koi lesson Deta Hai jisse Ham apni trading ko Pahly Se bahtar kar sakte hain aur apne loss per Kabu Pa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss huny par himat na haray

        Yes brother firex traders ko loss hota rehta hai lekin ko face krna hi asal trader ki nishani hai kionkeh kabhi kanhi traders se koi mistake nhi hoti lekin market ki movement ki waja se bhi loss ho jata hai is liye loss ko learning ka part samjh k agy barhna chahiye aik na aik din kamyabi zaror milti hai sabit qadam rehengy tu profit bhi hoga lekin loss se preshan nhi hona balkeh aur mehnat krni hai.
        • #5 Collapse

          Re: Loss huny par himat na haray

          Ji brother aap bilkul theek kah rahe hain Kafi Sare log Lash Ki Surat Mein Apne Dil Har Baithe Hain aur Forex trading Ko Chhod Dete Hain Meri UN Tamam Logon ko yah advice hai ke aap apna dil kabhi bhi Chhota Chhota na Karen Duniya ke har Business mein loss bhi Hota Hai aur profit bhi tour Mein Himmat Nahin aani chahie Aur Dil Chhota nahin karna chahie Ek naye jajba Lagan Aur mehnat Ke Sath Dobara Apne is business mein enter Hona chahie Inshallah is tarike se aap apne maksad Mein Jarur Kamyab Honge aur acche Paise kamane Ke Kabil Ho jaenge
          • #6 Collapse

            Re: Loss huny par himat na haray

            gg ya ak achi bat ha k hum ko loss hony par himat ni harni chahia balky sabar sy kam ly next tyime ho sakta ha k hum he winer ho is lia admi ko kam krty rehna chahia rukna ni chahia jo log himmat har jaty ha un ko guzarish ha k phr try kry ho sakta ha k ap is bar kamyyab ho jay or kamyyabi ap k kadam chomy lahaza hamy himat nio harni or apna kam krty rehna chahia
            • #7 Collapse

              Re: Loss huny par himat na haray

              yes friend, agr forex trading ma hmain loss ho jay to himmat na harain aur pareshan na hon bl k us sa sabak seekhain, mehnat aur hoslay sa kam karain aur loss ko recover karnay k liay planing bnaen, loss karanay wali mistakes ko point out kar k clear karain aur unhain repeat na honay dain
              • #8 Collapse

                Re: Loss huny par himat na haray

                himat na bhi hamrin to bhut hi aschi baat hy qk jab hum loss kerty hein to kaam kerny ko dill nahee kerta or akser l.og fourem ko chor dety hein to un k liuy meriu raiy ye hy keh loss hony per kabhi bhi forex ko na chorin balk evry time good work jari rahkin ...
                • #9 Collapse

                  Re: Loss huny par himat na haray

                  Dear friend aapane Sahi kaha hai Hamen loss hone per Himmat Nahin Harni chahie balki Hamen apni Himmat ko aur bhi increase karna chahie Sabar se kam Lene Ki Koshish Karni chahie Kyunki is business Mein Ham apni galtiyan Ko Jitna bardasht Karenge Jitna unhen solve karne ki koshish Karenge utna hi apni trading se inhen remove karne Ke Kabil Ho jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss huny par himat na haray

                    Nafa nuksan business ka hissa hota hai agar hamen nuqsan ho jayai khuda Na khasta to hamen himmat nahin harna chahie balkey himmat se kaam Lena chahie aur sabr karte hue traiding ko start rkhna chahie hi
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss huny par himat na haray

                      Forex trading business Mein loss hone ki vajah se tension Na Le Forex trading business Mein Hamen profit bhi bahut Achcha hota hai per trading business Mein Hamen proper planning ke sath kam karna hota hai Jitna Achcha Hamara plan Hoga utani acchi Ham trading kar sakte hain aur acche earning kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss huny par himat na haray

                        vaise to loss ho jata hai lekin aapko kabhi bhi himmat nahin aane chahie balki hamesha acchi tarah se working karte rahana chahie tha ke aap ek acche aur kamyab trader Ban sake aur aap apni life ko accha Bana sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss huny par himat na haray

                          Loss business ka hisa hai hame is se pareshan nahi hona kyun ke dar asal loss hamare liye learning hasil karne ka aik zariya hai hame is se learn kar lena chahye is se ghabra kar business ko chor dene wale traders na kaam hi rehte hain kamyaab tou woh tradesr hote hain jo loss ke baad mehnat nahi chorte apni mehnat main mazeed izafa kar ke apni mistaakes ko mehnat ke zariye recover karte hain is tarah un ki mistakes recover ho jaati hai or wo faide main rehte hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss huny par himat na haray

                            G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k loss hony par himat ni harni chaiy bal k jis ki waja sy hamain is Kam, main loss aya hy usi sy shikhna chaiy hamara experience main izafa ho ga is kam main ham jb bhi trading Karin to phlay is ka plan bna laina Chaiy or phir us k mutabiq Kam ko saranjam dain warna Agar plan na ho or ham kooss hony ka khtra bhi ho sakta hy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X