Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

    G han app nay bahut achy bat kahy hay keh hamen sab say pahly market ko check kar lena chaheay takeh hum as men kamyaby hasil kar saken as lia hamen tread open karny men jaldi nahin karna chaeay balkeh hamen himat kay sath saber say kam karna chaheay takeh hum as men kamyaby hasil nkar saken ur account ko wash hony say batcha saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

      Assalam walekum dear friends aapki baat bilkul sahi hai Forex mein jab aapka irada ho trading karne ka to aap up ko sabse pahle market check Karni chahie Uske a analyse Karni chahie jab aapko maloom ho jaega market profitable hai to aap usmein trading kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

        Je Han hum ko treading main jaldi nhi karni chahiay balke treading ko phaley demo par Kar k experience hasil karna chahiay q k demo par hum ki loss nhi hota ha agar hum bagair experience k real par treading karain gey to hum ko nuksan ho Jay ga jis say hum kamyab nhi gey is laiy hum ko jaldi say bachna Chahiay
        • #19 Collapse

          Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

          Forex trading mein Hamen trade karne mein jaldbaji nahin karni chahie aur soch samajh ke sath trade Karen hamare pass Jo balance hai apne balance ke mutabik trade Kiya Karen Forex trading mein vahi person kamyab Hain Jo Apne feeling strong rakhte Hain last se ghabrate nahin aur apni galtiyan ko sudharne ki koshish karte Hain Forex trading mein main Hamen risky trader nahin leni chahie aur koshish karen Jo hamare paas balance aapane balance ke mutabik lot choose Karen aur Analysis karke trade karne ki koshish karen.
          • #20 Collapse

            Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
            a jaaun main aapko bus yahi kahana chahta hun ki mera kafi jyada Salon ka tajurba hai ki aapko sahi mein Kabhi Bhi zyada jaldi Nahin Karni chahie trade open karne mein kyunki jis waqt aap analysis Karke e-trading karte hain use waqt aapko kafi achcha fayda mil sakta hai
            Koi bhi trade open karne mein jaldbaji nahin Karni chahie Jo log Forex Mein trading karne mein jaldbaji karte hain unko ismein loss hi hota hai agar Hamen Forex Mein acchi trading karni hai To Hamen ismein bahut jyada Soch Samajh Kar Sabar ke sath trading Karni chahie aur jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie
            • #21 Collapse

              Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

              tread tb open kary jb time ho jb market achy analyses py ho profit b dy pairs ko b samjna chahiy jald bazi lalch ki vja sy treading open kary gy to loss ho ga
              • #22 Collapse

                Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

                Ji bilkul theek Kaha aapane Forex trading Mein trade karne ke liye Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie Soch Samajh Kar trade open Karni chahie money management Ke Sath Hai take profit stop loss use Karke Karni chahie tabhi Ham Apne active equity bhi se prapt Karenge aur account be increased Sakenge for Mein famous business Mein Hamen Jyada Se Jyada practis Karke acchi knowledge or experience increase karna chahie aur acchi profitable trade lagakar earning Karni chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

                  Bat tu shai hai jald bazi aksar humry kam ko kharab karti hai bakii kuch nahi karti tu hum jab jald bazi karty hum yai chez nahi sochty ka jald bazi aay humra kafi nuksan huskta hai jabhi woh nuskan hujta hai tu tab hum pachtawa karty hai ka yai nuksan hugya huna nahi chaheyai tha yai galat hugya aesy he tu esi leye es chez ka bad mao pata chalta hai gr woh chez uai wakt soch ly tu acha huta hai tu es laye kam dair say hu darost hu jald bazi mai kisi kism ka koi faida nahi huta
                  • #24 Collapse

                    Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

                    ap belkol sahi keh rahe hai jaldi ka kam ma to wesy hamesha nuqsan he hota hai. agar banda thora sa sabr kary to apko baht acha result mel sakta hai or apna nuqsan karne se acha hai jitna wait kiya hai thora or sahi. pora analysis kary or jab apko lagta hai k ab sahi time hai tab he kam kary.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

                      Ji Bhai Sahi Baat Kiya pahle analyse kar le analysis karna sikhe Uske bad trade co open karna sikhen Jab aap jaldi karte hain to aapko nuksan ho jata hai isliye koshish karen nuksan bardasht karne ki vajah analysis karna sikhen
                      • #26 Collapse

                        Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

                        Yah Sach Hai Ke Humko trade ko open karne mein jaldi Nahin karne chahie otherwise Hamen is se Las Ho Sakta Hai Pahle Hamen market ki Asal price ka pata karna chahie ki aaj kya kimat hai agar Ham jaldi Karenge To Ham Kamyab Nahin Ho Sakenge yah Ek Aisa business hai jismein Jyada Se Jyada mehnat aur Soch Samajh Kar Faisla karna padta hai otherwise Ham last Ka Shikar Ho Jaate Hain yah Sach Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Trade ko open karne mein kabhi bhi jaldi na Karen

                          g han humay trade open kurnay may kbhi bhi jald bazi say kam nhi layna chahiyay q keh jald bazi kiya hua hur faisla ghalat hota hy is lyay humay sabar say kam layna chahiyay jub hum sabar say kam lay gay tub he hum acha kam kur sakay gay to humay kamyab honay kay liyay or acha kam kurnay kay liyay jald bazi say bilkul bhi kam nhi layna chahiyay q keh jald bazi may humara kam kharab hota hy is lyay humay jald bazi kur kay apnay kam ko kharab nhi kurna chahiyay balkay sabar say kam kur kay apnay kam ko asan bnana chahiyay ......

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X