Luck per depend ker mehnat kerna na choren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

    sara koch ham ko luck k oper nahi chorana chahi hai balkey ham ko chahi hai k ham khud sey bhe mahnt kary or khud sey apni kabliyat k oper trade lagy or acha profit hasil kary kiun k luck har bar stah nahi deta hai ap ka jo knowledge hai wo ap k ziada kam atta hai or wo ap ki har bar help kar skta hai
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

      G han app nay bahut achy bat kahy hay keh hamen forex men bahut mahnat kay sath kam karna chaheay takeh hum as men kamyab ho saken as lia hamen forex men apny luck ko nahin balkeh hamen forex men apny mahnat ko jary rakhna chaeay takeh hum apny mazil per panch saken ur kamyab ho jayen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

        Assalamu Alaikum

        main yah Kahana Chahunga k Humen mehnat zayada Karni chahie aur Luck b un Ka Sath deta hai jo mehnat karte hain aur apne aap ko comfortzone se Bahir nikaalte Hain Kyun k Paisa kamane ke liye ya koi bhi dream pura karne ke liye Ye aapko Apne comfort zone se nikalna parta hai tab bhi aap Kamyab ho sakte hain aur trading Ki Baat Karun to trading mein aap jitni Mumkin ho sake ap practice Karen Aur Dil Lag kar mehnat Karen Aur Dil lagakar kam Karen Inshallah aap Kamyab Honge keep Supporting Each Other
        thank you

        اب آن لائن

        Working...
        X