Luck per depend ker mehnat kerna na choren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Luck per depend ker mehnat kerna na choren
    Mehnat ker k apni kuck khud banai jaey ye na socha jay k just luck ki waja se ap mehnat kerna na choren kiun k boht se log mehnat se hi apni luck khud banaty hain consistancy k sath mehnat jari rakhen start main apko beshak thora bonis mily lakin himmat nahi harni eik din apka account apki mehnat ki waja se grow hoga r asy ap string capital bana len gy boht se log isi wja se dushurt ho jaty hain k kam bonus milta hai lakin mehnat se sab possible hai mehnat jari rakhi jay ye luck ko bhi pichy chor deti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

    Jihad ttading ka ek Aisa business Hai Jahan per Ham Logon Ko lakh ki bahut jyada ahmiyat hai yahan per Humko experience bhi Hona chahie Jab Tak Hum Ko serious Nahin Hota Ham ismein Kamyab Nahin Hote Sabse Badi Baat ismein yah hai ki Humko Yahan per lakh ki bahut jarurat hai lucky Hameed Ham Logon ke liye bahut hai hamara luck Achcha hai To Ham ismein Kamyab hai
    • #3 Collapse

      Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
      Mehnat ker k apni kuck khud banai jaey ye na socha jay k just luck ki waja se ap mehnat kerna na choren kiun k boht se log mehnat se hi apni luck khud banaty hain consistancy k sath mehnat jari rakhen start main apko beshak thora bonis mily lakin himmat nahi harni eik din apka account apki mehnat ki waja se grow hoga r asy ap string capital bana len gy boht se log isi wja se dushurt ho jaty hain k kam bonus milta hai lakin mehnat se sab possible hai mehnat jari rakhi jay ye luck ko bhi pichy chor deti hai
      Luck hamari trading per depend kerti hai ky agar ham achi experience rakhty hain forex market main trading ka tou phir kuch bhi hamary favour kerti hai jabky agar ham forex market main trade start ker lety hain tou start main hamain loss hi hota hai jo hamain acha experience nehi hota forex trading ka tou aesy time per beshak luck achi hi kyun na ho loss hi hota hai
      Last edited by ; 13-04-2020, 01:16 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

        D3ar friend koi bhi kam mahnat ky sath kis ja aay os main kamiyabi zaror milti hain forex main mahnat ky sath kam karin gy to kamiyabi mily gi is liye mahnat karna zarori hain forex main jatni mahnat ky sath kam karin gy untni kamiyabi hasel kar sakty hain or achi earning kar daky gy is liye forex main mahnat or lagna ky sath kam karna chahey
        • #5 Collapse

          Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

          gg mary pyary dost hamy luck pa depand krna chahia kabi kabi lack ansan ka bohat taiz chalta ha lakin hamy mehnat ki b zarorat ha mahnat kabi b ni chorni mehnat sy to admi kamyyab ho ta ha hamy mehnat jari rekhni ha is ni choran a luck to kabi chaly ga kabi ni hamy luck pa bharosa ni krna bs mehnat krni ha luck ko b sath rakhna ha or mehnat b krni ha
          • #6 Collapse

            Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

            Yes brother, forex ma mehnat py bahrosa karna chahe, luck b uska he sath deti hai jo mehnat py yaqeen rakhta hai, agr ham mehnat ko chor kar serf luck k sahary beth jayn gy to bhot muskil ho jae ga profit hasil karna kiu k luck py he depend karna na samji ki bat hai, pehle mehnat sy sary basic step right karyn or phr luck py bahrosa karyn,
            • #7 Collapse

              Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

              Agar Ham sirf lakhpati band Karte Hain To Ham log kabhi bhi Aage Nahin badh Sakte Kyunki luck per depend karne se Hamen main acchi redmi mil sakti isliye Hamen mehnat Karni chahie aur Hamen lakh per Jyada nahin karna chahie Kyunki Agar ham log galat padh Rahe to ham log guess me trade Karenge Jiski vajah se Ham Ek acchi trade kabhi bhi nahin kar sakte isliye Hamen ismein mehnat karni hai To Hamen lakh per Nahin main padh padh karna hoga aur Jyada kamane ke liye Jyada mehnat Karni Hogi Taki Achcha Kama kar ismein kamyabi Aisa kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                yes friend, hmain forex ma totaly luck par depend nhi karna chaiay bl k mehnat aur learning ko b importance daini chaiay q k luck sa hmain aik do bar ho faida ho sakta ha mgr regular earning k lia experienceaur pearning zaruri hain jo hmain sirf hardwork sa hi hasil hon gi
                • #9 Collapse

                  Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                  humain es main boht soch smj kar humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamajba ho skty hain our hum es main ache learning kar kay hum es main ache earning gain kar skty hain hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kma kar skty hain hum es main live trading karty hainforex kbhe be na bndh hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                    G yh bhe ap nae nbt acha bay khe he k humy luck p depend krna chahe likn mhmt nae chorne chage humy is forum mae ache se acha work krna chage jes se humy acha fayda hasil hoga r humy zayda mhntvse is forum mae work krna hoga ache kamiyabe k kye
                    • #11 Collapse

                      Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                      G Haaan Aaaap Ki Baaat Sahi Hai Is Main Hum Jitnaa Samajh kaR kaaaam KaRen Gy Or Jitnaaa KhuD MaRket Ko Samajh KaR Trade KaRen Gy Utnay Hi KaaamYaabi K ChanCes Zyaada Hoon Gy To HumEn Loss Bhi Kam Hi HoGaaaa To HumEn is Main Kaaamyaaab HoNay K LiYe HumEn chaahiye k Jo Bhi Trade LaGaaaen woH achi TaRhaaa MaRket ko Analise KaRnay k Baaad Trade Lagaaani Chaahiye Or Demo PaR Practice Bhi Jaaari Rakhni Chaahiye Taakay Aaasani Se MaRket Ko Samajh SakEn Or Kaamyaabi Haasil KaR SakEn .....
                      • #12 Collapse

                        Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                        market Mein Hamen Khud knowledge hasil Karke kam karna chahie is Mein luck pay depend nahin karna chahie Hamen Bar Bar profit Nahin deta hai ho sakta hai Main Ek Bar profit mil jaaye lekin Baat r Aisa Nahin Hota Hai isliye ismein Hamen minut Karni chahie Na Lage Aasan karna chahie market ke bare mein Hamen Pata Hona chahie
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                          Ji friend forex trading main achi hardworking say get ki gai learning say he successful hua jata hay, or khud apni qismat banani parti hay, siri luck per depend nai kia ja sakta, ja tak acha experience or learning nai hogi trading main tukkay bazi say kabhi profit nai hota, is liye successful hony kay liye hamain Hardworking per depend karna parry ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                            Ji Bhai Sahi Baat Kiya aapane lakh per mehnat karne ke bad yah message padha bhi Milta hai agar ham log per depend Karenge to iska Ek na Ek Din fayda Bhi Hota Hai Kisi ko bonus kam Aata aur kisi ko Jyada hota hai ISI Tarah Se Kisi Ko munafa kam hota hai aur kisi ko Jyada hota hai yah Sara Kuchh alag per depend karta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Luck per depend ker mehnat kerna na choren

                              Dost use Waqt kam Aati Hai Jab Hamen market ka bilkul bhi Idea Nahin Hota aur mere Khyal Se Jyada Hamen market ka samajh Hi Na Lage use Waqt Hamen Koi trade Lena Hi Nahin chahie Kyunki use Waqt Hamen Kafi Sara loss ho sakta hai sirf Upar depend hokar isliye aapko lag per kabhi bhi dependent Nahin Rahana chahie aapko Har Jagah kam karna chahie aur knowledge Hasil karne ki koshish Karni chahie
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X