indicator ka istmal kese hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator ka istmal kese hota hy
    dosto, aj mera sawal b hy aur mei kuch btana bhi chahta hn, mera sawal yeh hy kay mei forex mei trades lety waqt kuch indicator kou dekhta hou jou kay mt4 kay nahi hei kia woh screen shot mei ic forum pr dal sakta hou ?

    aur btana yeh tha kay mei forex mei trade krty waqt kuch indicator kou dekhta hou jou kay mere accuracy kou mazed bdhaty hei,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator ka istmal kese hota hy

    indicator ka istamaal ye hai ke ap frex main jab bhi trading karte hain to ap bonus ko kis tarhan istamaal karte hain ap ki agar lot size big ho gi to ap ko loss our profit dono hi zyada hon gi lekin agar ap ko lot size small hai to ap ko kabhi bhi account wash ka saman nhi hoga.
    • #3 Collapse

      Re: indicator ka istmal kese hota hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: PAK HEALER پيغام ديکھيے
      dosto, aj mera sawal b hy aur mei kuch btana bhi chahta hn, mera sawal yeh hy kay mei forex mei trades lety waqt kuch indicator kou dekhta hou jou kay mt4 kay nahi hei kia woh screen shot mei ic forum pr dal sakta hou ?

      aur btana yeh tha kay mei forex mei trade krty waqt kuch indicator kou dekhta hou jou kay mere accuracy kou mazed bdhaty hei,
      indicator hamare liye bahut acche hote hain aur ham indicator ko hasane ke sath istemal kar sakte hain agar Ham chahe to Ham indicator ko bahut hi aasani ke sath istemal kar sakte hain indicator ko apne chat per lagana hamare liye Koi mushkil nahin hota hai aur ham bahut hi aasani ke sath indicator ko istemal karke trading mein achcha kam kar sakte hain aur hamesha jarur istemal karna chahie
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: indicator ka istmal kese hota hy

        Dear share hum indicators ka istemal krna chaty hy tu is kleiy hu.ary pass lap top hona chaiy indicators ko istemal kr k hum achi analysis kr sakty hain aur phir us sy easy trading kr sakty hain eik senior members hi indicators ko istemal kr sakta hy
        • #5 Collapse

          Re: indicator ka istmal kese hota hy

          Forex trading business Mein Ham indicators for istemal kar sakte hain indicators Ki Desh per Ham acchi profitable trading kar sakte hain Hamen indicator ko samajhne ki koshish Karni chahie Forex trading business kar knowledge Hasil Karen knowledge Hasil Karke Ham acchi profitable trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: indicator ka istmal kese hota hy

            indicator ka istamal karne ke liye ap ke pas knowledge se zeayda ap ke pas practice honi chahiye kyon ke jab ap practice karte hain to ap ko zeyada knowledge miolta hai 100 trades ka rule hai ke jo bhi indicator ap lete hain ap us mein agar mehnat se kaam karte hain ke kaam karain demo pe kaam karain agar ham ne demo pe kaam kiya to ham mehnat se agar 100 trades mein profit men rahen ge to ham kameyab ho jayen ge
            • #7 Collapse

              Re: indicator ka istmal kese hota hy

              aapane indicators ke istemal ki baat ki hai ki indicators ka istemal kis Tarah se hota hai indicators ka istemal mishran se karte Hain ki indicators ko Ham dekhte hain per Ham unko dekhkar apni trade lagate Hain ki kis taraf hamari trade lagana hamy zyada munafa de sakta hai yah hota hai indicators ko follow karna
              • #8 Collapse

                Re: indicator ka istmal kese hota hy

                dear members indicatorhum trading krny me help krty hain indicator hum pairs ki up down k barye btaty hain indicator ka ka use baz dafa member k liye faida mand hota ha lekin ye zrori b nai k indicator ka istmal member k liye faida mand hi ho
                • #9 Collapse

                  Re: indicator ka istmal kese hota hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: PAK HEALER پيغام ديکھيے
                  dosto, aj mera sawal b hy aur mei kuch btana bhi chahta hn, mera sawal yeh hy kay mei forex mei trades lety waqt kuch indicator kou dekhta hou jou kay mt4 kay nahi hei kia woh screen shot mei ic forum pr dal sakta hou ?

                  aur btana yeh tha kay mei forex mei trade krty waqt kuch indicator kou dekhta hou jou kay mere accuracy kou mazed bdhaty hei,
                  Forex trading Mein Kamyab hone ke liye behtarin yahi hai ki aap khud mark market ko analyse karna sikhen aur uske analysis ki base per hi apni trading continue Karen lekin agar aap market ko analyse hi nahin kar sakte to Fir aapko antique indicator use karne ke liye help leni padati hai to indicators Hamen sirf aur sirf Mashwara Dete Hain lekin indicator kabhi bhi hundred percent result Nahin deta isliye Hamen chahie ki Ham market ko analyse karna sikhen.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: indicator ka istmal kese hota hy

                    Dear ham indicator ki help sa tding mi asani krti hai hami marmeet ki movemnt ka thora bht andaza hta ha tbhi ham apni lgi hoi trade mi chart k opr indicator ko use krty hain phrr hami thori guide line mil jati ha hamin phr dosri trade lgany mi ya osi ko close ya hold krny mi bi help milti ha ha so hami is ko use krna sekhna hoga is ka istaaml bht hi asn ha ham asani s isy use kr skty hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X