Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......
    Assalam o Alaikum hamen chaheay ky ham forex main himat k sath kam karen agar ham forex main himat aur mehnat sy kam karty hain tu hamen is main t kamiyabi milti hai isleay hame chaheay ky hamen forex main himat nahin harni chaheay hamen chaheay k ham achy mind k sath forex main kam karen aur dil main lalach hhi na rakhen isi trah sy ham forex main kamiyabi hasil kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

    Yes friend correct kaha hy hamate sath kuch bhee ho hamen himmat bilkul bee nhi harne chaye.ham ko ager loss ho hamen nakami mile.ham ko himmat nhi harne chate ham ko bar bar try kerte rahna chaye kuon k bar bar try kerne say zoror ham kamyabi gain ker sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Masadali پيغام ديکھيے
      Assalam o Alaikum hamen chaheay ky ham forex main himat k sath kam karen agar ham forex main himat aur mehnat sy kam karty hain tu hamen is main t kamiyabi milti hai isleay hame chaheay ky hamen forex main himat nahin harni chaheay hamen chaheay k ham achy mind k sath forex main kam karen aur dil main lalach hhi na rakhen isi trah sy ham forex main kamiyabi hasil kar sakty hain
      Assalamu alaikum ji bhaijaan aapane bilkul sahi farmaya yahan per per woah shakhs Kabhi kamyab Nahin ho sakta yah Jo himmat har jata hai aur Forex mein hamen main bahut jyada sabarr aur hamen tahamal ki jarurat hoti hai aur yahi Forex mein kamyabi ki serhi ka pahla kadam hai market hamen bahut hi jyada mauke deti hai ki ham paisa nikal sake
      • #4 Collapse

        Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Masadali پيغام ديکھيے
        Assalam o Alaikum hamen chaheay ky ham forex main himat k sath kam karen agar ham forex main himat aur mehnat sy kam karty hain tu hamen is main t kamiyabi milti hai isleay hame chaheay ky hamen forex main himat nahin harni chaheay hamen chaheay k ham achy mind k sath forex main kam karen aur dil main lalach hhi na rakhen isi trah sy ham forex main kamiyabi hasil kar sakty hain
        forex market Madrid karte hue profit aur loss hota hi rahata hai lekin kabhi kabhi Hamara last Yadav jata hai aur profit to bahut hi kam hota hai to beshak aisa hota hai to Hota Rahe To Hamen Pareshan hone ki jarurat Nahin Hai Kyunki Agar last Ho Jata Hai To fir bhi Uske bad Hota Hai To Hamen Himmat Nahin aani chahie Jab Las Ho lekin jab prapt ho to injoy Jarur karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

          G hy hm himt sa kam krna chya himt sa kam krna wala hi kamyb hota hy.... Forex online business hy is main jitni mhynt kra konwldg or experience Ho GA forex ky rule ko semjh ga tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga.... Ugr hm loss bh Ho to himt Nhi chorni chya blky mhynt sa kam krna chya tb hi kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

            kuch be ho jaye hamy himat nahi harni chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
            • #7 Collapse

              Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

              forex ak wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty ma isy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik international or kabe be band na hony wala busines hain is mai hamara koi be boss nah hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                Han g ap theek kah rahy hain k hamain kuch bhi ho jae hamain himat nahi harni chahay hamain forex main acha kam krna chahay q k jitna acha kam krain gy to hamain utna acha dam milay ga
                • #9 Collapse

                  Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                  belkul thk akha hy forex men agr humen loss bhe ho jata hy to humen chaia keh hum belkul bhe himat nai haren jab hum himaat har jayen gy to hum kabhe bhe ahy ke janib nai ja saken gy forex men jab hum acha kam karen gy forex men jab hum dill laga ky kam karen gy forex men jaba hum dill laga ky kam karen gy tab he hum bahot he ahi kamyabi hail katrb skaen gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                    agar ap ko bonus nahi mil raha to bhi himmat nahi haarni aur agar ap ko loss ho traha hai to bi himmat nahi haarni agar ap ke sath dono kaam ho rahe hain to bhi ap ne himmat nahi haarni kyon ke ham ne mehnat se hi in cheezon ko control karna hai agar ham ne in ko control karna hai to hmain knowledge milta hai knowledge ho ga to ham money management karaiin aur knowledge ho ga to posting achi ho gi bonus aye ga money management se earning hop gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                      Ge ha forex member pal forex forum ler kabi be himet nahi harna chaya aur zYada mehnet ke sat kam larna chaya aur acha knowledge hasil karna chaya humare pass jotna zayada knowledge ho ga hum itna he zYada kamayabi hasil kar sake ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                        Aapki baat theek hai forex market Mein Ham Ko nuksan Bhi Ho Tu Himmat na Hare forex market Mein vah trader kamyabi Hasil karta hai jo forex market Mein mehnat karta hai aur forex market Mein planning karta hai aur lalach nahin karta to vah trader forex market Mein kamyabi Hasil karta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                          G han dear ap ny Sai kha hy ham ko is me apna kam jaru rhakna chaiye agar ham ko koch bhi hojay to ham ko is me Kam karna chaiye ham ko is me apni mhenat Zay nhi karni chaiye balky ham ko is me acha kam karna hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                            Aapane Sahi Kaha Hai Chahe Jo Kuchh Bhi Ho Jaaye Hamen Himmat Nahin Harni chahie Forex trading business mein agar Ham acchi Tarah trading karne ki koshish Karte Hain To Ham is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain per trading business Puri duniya mein kiya Jaane wala profitable business hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Chahy kuch bhi ho jaye Himat na Haroo......

                              G han dear friend ap ny sahi kaha kuch bhi ho jay hum ko kabhi bhi himat nh harni chahiye apny kam py full focus krana cahiey agr hum successful hona chahty hain tu mhnat bhi karni chahiye jab taak hum mhnat nh krty tab tak hamara successful hona possible hi nh hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X