Traders Ko Kamyabi K Leye Forex Seekhnay ki Zaroat Hai. Ideas or Luck Kisi Kam K Nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1861 Collapse

    forex business ma hume luck py py yaqeen nai krna chaiye luck bar bar nai chalta is liye hume is ma experience hasil krna bohat important ha hume is ma menat k sath kam krna chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1862 Collapse

      forex aik aysa bussness hai jis main hmain es k bary main caha konwledge hona chahye or es mnain hmain chahye k apni skills ko use karen ta k hmain achi earning mil saky es liye hmain es main work hard karna chahye
      • #1863 Collapse

        luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain market main planing karni ho gi aur apni skill ko enhance karny k liye learn karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi hum earn karein gay
        • #1864 Collapse

          Apki baat mein koi shak nhi k kisi bhi trader ko Forex mein zyiada sy zyiada profit earning k liey skills ko seekhna aur apnana ho ga aur hr waqt luck aur ideas depend krny sy bachna ho ga
          • #1865 Collapse

            Gee bilkul trader ko kamyab honey k liay luck ki ni balky knowledge aor experience ki zarori hoti hai aor demo account py practice bahut he achi trah ki honi chahy
            • #1866 Collapse

              Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. g sir app na boht achi baat ki ha app ko wqie hi luck par depend nahi krna chye market ko full analize kran daily basis par news dekhin zyida sa zyida demo pr practice kran phir app professional ban skta ho.
               
              • #1867 Collapse

                Assaalam o alaekum!!
                mery bhai main ap ki is baat sy bilkul bhe itifaq nahi krta kay trading sirf skills kay sath ho skti hay, ap ki luck aur timing bhe ap kay sath honi zaroori hay, agr ap kay pas forex kay hwaly sy kitni he ziada skills q na hon mgr halat aur waqt same nahi rehty, yeh kehna bilkul thek hay kay aany waly halat aur waqt ka ksi ko bhe nahi maloom ksi bhe waqt kuch bhe ho skta hay aur forex ki trading sirf aur sirf moujuda halat per he munhasir krti hay. jaisy halat waisi he market main currency ki value bhe hoti hay kbhe up aur kbhe down.
                • #1868 Collapse

                  Agar ap main yaqeni kamyabi chahtey hen to ap ko hardworking karna ho gi aur apni mehnat sy forex market ko detailed main samjhana hoga qun khali luck aur ideas sy forex main earn karna bohat mushkil hy . Es ley practice sy forex ko learn kia jaey aur skill peda ke jaen.
                  • #1869 Collapse

                    G sir you are right. forex main trading kar ne se pehly ap ko bhot kuch sekhna parta ha or is k skills hasel krne se pehly or ap ko trading se pehly kafi zarorat parti ha or agar ap without skills k forex pr trading kren ge to ap ko kafi loss ho ga. es lye first of basic skills is very important for trading in forex forum
                    • #1870 Collapse

                      Yes my dear you are saying very good thing today master needs their skills not need luck luck dependent readers cannot survive in for a steady and they cannot get a good profit from Forex trading so you have to depend on your skills and experience
                         
                      • #1871 Collapse

                        Assalam o Alaikum wa Rekhma tullaha ha wa bara katoo hoo.My Dear Friend, Yes you are right. I am agree with you so that luck is not only for earning but If you have knowledge and experience for earning and hardworking with trading is good, Then have luck. GOOD FOR EARNING.
                        • #1872 Collapse

                          bikul durast hai forex market mai luck say zada zaroori forex market ki learning hai. aur jo forex market mai learning say gtrade krta hai tou wo forex market mai zada best preform krta hai aur es ki daily base earning bhe zada hoti hai. es tarah say en kay loss bhe bohat kam hotay hai.
                          • #1873 Collapse

                            Forex me karne ke liye zaroori hai ki aap ke paas acche skills our experience bhi ho Jis ko istemal kar ki aap Forex my earning kar sakte hain aur sahi tarah se kaam kar sakte hain aur Paisa ko Kama sakte hain
                             
                            • #1874 Collapse

                              In the Forex trading we can get success if we have a good skills so you will have to always try to increase our skills and experience because these are most important things which makes you a professional trader and you can do a work as a profession trade and get a continuously money from Forex trading
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1875 Collapse

                                jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma hamay sucess honay kay liye hamay skills ki zarorat hoti ha na kay luck or ideas qk forex market ko samjna thora muskil ha qk agar ham forex ma market ka experince hasil kr lety ha to hi ham forex ma aek acha sucessfull tarder bhi ban sakty ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X