Traders Ko Kamyabi K Leye Forex Seekhnay ki Zaroat Hai. Ideas or Luck Kisi Kam K Nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    trader need skilss and luck both and experience bahot important hay factor hay in the forex agr aap kay pass knowledge aur experience nahi hoga tu aap forex say money made karnay mein nakam rahayn gayn isi liye mein sab ko kahon ga kay forex ko achi tarha say learn kar layn takay aap forex say achi earning kar sakay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      Apki baat theak hay forex trading main agar hum luck par tolty depend karen gay to hum esmain kamyab nahi ho sakty kyun keh luck hamesha kam nahi karti so humay esko seekhna he chahiey.
      • #1233 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha is business me skills se hi success hasil kar sakty hain or kabhi bhi is business me luck or doron k ideas ya apny ideas k sath success hasil nahi kar sakty hain or is business me hmen acha experince bhi must chahye hota ha
        • #1234 Collapse

          idea aur luck sey kabhi to kam chal jata hai magr kabhi kabhi ap ko is sey loss itna ho jata hai k is k profti sey bhi dugna ho jata hai.
          • #1235 Collapse

            I agree with you lekin kisi had tak to luck bhi zaroori hy or luck bhi count krti hy forex men iskay elawa apko experience hona chaheye sahi zyada or mehtn kay sath sath ap skillled bhi hon to kamyabi apka qadam choomti hay.
            • #1236 Collapse

              yeess 100 5 agree with you dear brother trade needs skills or hard work ... then depend on luck or any other thing .... iss me hum ke skills jitney zada achi hon gen utna he acha hum trading me kaam kren gy
              • #1237 Collapse

                Yes ya baat bilkul theek hai hum forex trading business luck per depend nahi kar sakta hamain forex trading business main success hasil karne kay liye iss business ko l aachi tarha earn karna ho ga.
                • #1238 Collapse

                  g forex main profit k daromidar skills par hota ha , hm gitna bikam kara ga ita profit ho ga ager tgeba ka sath sath qismit bi achi ho to bohat faida hota ha ya kam karna wale ki himt ha
                  • #1239 Collapse

                    mere khiyal say agar hum hum skill's ko achi tarah samjhay gain to wahi best hai han lakin agar aapki luck achi hai to wo to sab say best hai yahi waja hai k log isay passand karte hain.
                    • #1240 Collapse

                      a.o.a g han i agre krta hun k trading me skillz ki zrurt hoti h q kay is kay baghaer trading ka koi kirdar ni hota aesi choti choti baton say bhat zada farq parta ha..
                      • #1241 Collapse

                        agar koi bandah kahay k us ki lucj achi hai and woh forex mainachi earning kar lay ga tu yeh impossible hai.forex main luck kaam nahin aaty bal k is main success full bananay k liay skill ki zarorat hoty hai.
                         
                        • #1242 Collapse

                          Dear Brother! Forex business karny se phely learning zaroori hai. aur learning kay sath hamri skills main bi increase ho jati hai. Forex business ko karny kay liye skills hi successful banati hai. Forex business is a real online business.
                          • #1243 Collapse

                            aap apne skill se bht khuch seekhte han uar apni trading ko bi betr bnate han aur aap ki life bi easy ho jati ha aur aap ko demo account se bht sa expereince hasil hota ha
                            • #1244 Collapse

                              my dear brother may apke abt se agree hu because forex online trading business pe profit and success depend kar te he trader ke knowledge and experience ke upor...forex trading business luck se ek bar profit kar sakte he but 2bar nahe...is lea forex trading business pe success knowledge and skills pe depend kar te he....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                ek kamyab tader apni knowledge aur experience se hi kamyab hota hai woh apni har trade ka analysis karta hai aur janta hai k mughey apni is trade se kitney pips hasil karney hain aur market se out ho jana hai istarha woh apney objective ko bhi achive karta hai aur success bhi hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X