Traders Ko Kamyabi K Leye Forex Seekhnay ki Zaroat Hai. Ideas or Luck Kisi Kam K Nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1516 Collapse

    forex aik aesa business hai jis mai wo he bande kamyab hote hain jin kai pass acha knowledge and experience hota hain. aur wo log boht ache trader bante hai jin ka ideas creative hote hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1517 Collapse

      Apki baat theak hay agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to humay chahiey keh luck par depend na karen kyun keh luck hamesha humary liey profit earn karnay ki waja nahi karti so humay chahiey keh khud forex trading ko learn karen aur mehnat karen esmain
      • #1518 Collapse

        forex trading main successful hony k liye ap k pass acha knowledge hona chaye ap k pass skills honi chaye ap k pass patients hona chaye ap k pass ism in loss bear karny ki power honi chaye ap forex trading ko khali luck ki bna par na start karr sakty hia nor na is ko lack ki bna par start karna chaye or na ap is main luck ki vja say kamyab ho sakty hian
        • #1519 Collapse

          ap bilkul right ho ak achay trader me bht sari skils honi chahian tab he wo ak kamyab trader bna sakta hai.or jahan tak luckka sawal hai wo honi chahia lakin forex me itna mater nhi karti ap apni information or knowledge k bal par he kamyab ho sakty han.ideas bhe bht zaruri hain kun k ap jitna dimag ko istamal karyn gy ap k pas utny he ideas hon gy or utna he acha kam ap karyn gy
          • #1520 Collapse

            Apki baat theak hay forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay mehnat say trading ko seekhna chahiey na keh hum luck par he sab kuch depend karen keh agar kismat main huwa to profit earn kar lain gay
            • #1521 Collapse

              Trading my need ap ko pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum traidng my agar ap work
              • #1522 Collapse

                g han forex me kamyabi hasil karny k ley trading skills ka hona bahot zarori hay achy ideas b zarori hoty hey or forex news b imported hoty hey hamy es ko b ignor nahi karna chaye
                • #1523 Collapse

                  theak hai dear k experience hamary lai bohat aham hai lakin main is bat ko b ignore nahe kro ga k luck ki be zroorat hoty hai. yani baz okat ham bawajood knowledge k trade karty hai. lakin speculation ki waja se loss main ja rahy hoty hai. tab luck ki zroorat hoty hai.
                  • #1524 Collapse

                    koi be kam hu us mein luck be kisi had tak kam ati hai aur ziada tar hamari skills he hamary kam ati hai jo kay hum nay trading kay bary mein harmy pas already hoti hai tradng mein apply krny ky liye.
                    • #1525 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                      I experienced many times and many trader also discussed me that they are failed and i always suggest them they don't need ideas and luck for success.Trader basically need skills and experience for success.Many trader believes in luck and ideas and they ignore learning and practice of Forex in result trader are failed and loss their account.We need to accpet that only skills and learning of Forex avoid us from loss.Ideas and luck has no value in Forex
                      Share you comments to solve this issue that we are often face in daily trading.
                      :):):cool:
                      Yes, Traders ko success get karny kay laye skills and huge knowledge need hoti hai.Yaha per luck ziada important nhi hai.Trading proper planning and training kay bad hi karna chahye.Jis me experience bohat important hai.
                      • #1526 Collapse

                        g ap nay bilkul sai kaha hay kay hum jab trading karty hain to humain trading main skills ki zarort hoti hay na kay humain traidng main ideas ki zarort hoti hay hum jab trading karty haiun to huamin trading main expperience ki boht zarort hoti hay or human trading main practice ki b boht zarort hoti hay jis say humainloss nai hota hy
                        • #1527 Collapse

                          g bilkul dear mai b yahe samjta hu agr apka experience forex trading k hawale say acha hai tw ap forex per kafi ache say profit b earn kar sakte hai and success b kar sakte hai per lekin agr ap luck per depend reh kar trading kare gay tw mai samjta hu ye ap k liye aik tarha say risk ka factor hosakta hai kiu k forex depend hamesha humare experience per he hota ha
                          • #1528 Collapse

                            Agar hum trading main sara daromdar luck par rakhy gay to humay bohat ziada loss ho sakta hay so humay chahiey keh forex trading main khud he mehnat karen jab hum khud mehnat kar kay trading karen gay to market main tab he acha perform kar saky gay
                            • #1529 Collapse

                              hum jab trading karty hain or hum is main kam b karty hain ro huamin agr trading main success hasil karni hay to huamin chahiye kay humain trading main apny luck par depend nai hona ho ga or huamin short cuts ideas for win ko nai apna ho ga kun kay humain loss ho sakta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1530 Collapse

                                Gee sir I agree with you that jab tak humain trading main achi skill nahi hoasal ho ki hum perfect time per trade open nahi kar saktay and without practice timing hum earning nahi kar saktay, es main luck kuch kam nahi atti.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X