trading me agar balance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dear pair ager apke best or fast ho ge tu pher he ap achi trading kar sko ge q kea ager apke pair down ho jate hain or apke pas exprencess b ho ga tu aap her b loss me chale jao ge as lye pair importent hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ge han jo log forex ky bary main infomation hain wo es main kabi loos nahi hity our jo es ky bary main janaty hain wo greed hoty hain forex aik acchi jobsa hain
      • #93 Collapse

        forex trading mai bhai jaan bilkul agr apko loss hojata hai tw ap usay recover kar sakte hai kiu k bonus trading per hum trading mai apne bonus say uper he profit hasil kar sakte hai bonus ko hum withdraw nhe karwa skte hai issi tarha say hum jo bonus say agr loss kar jate hai tw humay pehle usay recover karna parta hai then us k baad he jitna hum profit gain kare gay wo withdraw kar sakte hai
        • #94 Collapse

          agr apko loss ho jae to ap ko apna bonus jitnaho ga us ko pehly recover karna ho ga phr jo profit ho ga us ko withdrawl kar sakty hain lkn next month ajae to phr recover karrna lazmi nahe ha
           
          • #95 Collapse

            G han laalach jo hai wo forex main na ho to behtar hai kewnke laalach se saar loss hota hai haam apni knowledge aur experience ke mutabiq chalte hain trading achi hoti jabke greed jab hoti hai to saara loss hojaata hai iss liye jo hai laalach se door rehna zaroori hai .
            • #96 Collapse

              je main ap ke bat samaj gia hon kah jab log forex main trading karte hain to hamin jab loss hota h to ham log loss ko recocer kar sakte hain agar hamare account main doller ho to kunkah ham log nmarket ka entazar kar sakte hain .lakin agar account main doller khatam ho ge hain to ham log loss ko recover nahe kar sakte .balkah ham log dobara pakistan forex forum main posting kar ke boniss hasel kar sakte hain or next time trading kar sakte hain.
              • #97 Collapse

                Balance ko recover krna itna asan nahi hota. Is key leye kafi achi planning krna parti hy. Yehi waja hy keh unexperienced logon ko low risk lena chaheye aur small volum of lots use krni chaheye, woh loss ko asani sey recover nahi kar saktey. Jabkeh experienced log high risk letay hain aur balance ko recover bhi kar letay hain.
                • #98 Collapse

                  nhi bhai jan forex trading se agr ap ko bht zada earning krni hai to apko is k liay bht bra risk b lena hoga kiun k business mn risk liay bagaair koi b kamyaab nhi hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #99 Collapse

                    ji han agr hum ko losss hota hai to humy chaye hum apni mistake ko learn krny ky bad apna loss recover kryn. mistake ki wja se loss hota hai jab tak hum apni mistake ko learn nhi kryn gy loss se bch nhi skyn gy or profit hasil nhi kr skyn gy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X