agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy
    members my ap sb ko ya btana chahta ho k treading my sy hmy agar in halat my hm ko profit hasal ni ho ra to hm ko sbaar karna chhaiy apna acount save rakna chahiy bar bar loss ly k acount ko waste na kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

    Ji han aap bilkul theek kah rahe hain main aapki is Baat se completely Taur per aagrah karta hun
    • #3 Collapse

      Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubeen haider پيغام ديکھيے
      members my ap sb ko ya btana chahta ho k treading my sy hmy agar in halat my hm ko profit hasal ni ho ra to hm ko sbaar karna chhaiy apna acount save rakna chahiy bar bar loss ly k acount ko waste na kary
      Nahin kiya abhi market normal ho chuki hai abhi Kafi Achcha profit de rahi hai Hamen abhi training Karni chahie Kyunki abhi technical analysis acche se follow ho rahe hain abhi aap Forex ko time Denge to aap Achcha profit ismein se nikal Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

        trading buhat hi acha profit de gi ap ko agar ap ke pas knowledge ho ga agar ap emotional kaam nahi karo ge ap Crude Oil ko daikh sakte hain agar ap is mein kaam karian ge to hi ap ke liye asani hai agar ham ne mehnat ki hai learn kiya hai to hi ham kaam kar sakte hain aur emotionless kaam kar sakte hain is liye hmain chahiye ke ham mehnat se earn karain
        • #5 Collapse

          Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

          Dear Dekhen Jab Ham Ko Lagate Hain To usmein Hamen regardless Hota Hai To Hamen chahie ki usmein Ham apni mehnat Jari rakhen Jitna Jyada Ham kam Karenge jitni Jyada mehnat Karenge Hamen ismein itna hi jyada fayda Hoga Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai Jisko aap Jitna Jyada time Denge aapko ismein itna hi jyada knowledge bhi Hasil Hoga aur aapko isme itna hi jyada profit Bhi Hoga aapko Himmat Nahin Harni chahie apni mehnat Jari rakhni chahie.
          • #6 Collapse

            Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

            agar is waqt trading may profit gain nhi ho rha hy to humay jald bazi kur kay trade nhi lgani chahiyay q keh is say loss ho jay ga to humay in halat may soch samujh kay kam kurna ho ga or acha kam kurna ho ga agar ap ko is waqt market ki condition shi nhi lug rhi hy to ap ko trade nhi kurni chahiyay jub market stabkle ho jay tub trade kuray or tub hwe achay say soch samujh kay kam kuray
            • #7 Collapse

              Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubeen haider پيغام ديکھيے
              members my ap sb ko ya btana chahta ho k treading my sy hmy agar in halat my hm ko profit hasal ni ho ra to hm ko sbaar karna chhaiy apna acount save rakna chahiy bar bar loss ly k acount ko waste na kary
              Forex ki market ko corona virus ki waja say kafi nukasan pncha hay takreban pori dunya men stock exchange markets down huwi hen to esi waja say bhot saray traders ko forex trading men nafa honay kay bajaye nuksan bhot ziada authana par raha hay to agar aisay halat ban jain to members ko chaye kay wo bhot ehtyat say kam karen zarori nai hay kay har roz he trade karni hay jab market kay halat thoray sambhal jain to phir trading karni chaye filhal to maximum logon ko loss he authana par raha hay hamaray leye BONUS account ko safe rakhna bhot zarori hy es lye trade ko ehtyat say karen.
              • #8 Collapse

                Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                hamy par forex main trading ky sath sath rest be karna chahey hamy is main acha or alla qualites kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain ham is main 24 ganhto mainsy kisi be waqt kam kar sakty hain agr ham is main emotional ho kar lalach ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main makret ka koi be qasoor nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                  G hAaan Aaap Ki Baaat Sahi Hai In DiNo HumEn Trading KaRnay Se PaRhez Hi KaRni Chaahite Or MeHnat KaRtay reHnaaa Chaahiye FoRum PaR Q k PoSting KaRNay Se Hi Humaaaray Bonus Main iZaafa HoGaaaa or Kaaafi Achi Earning Bhi KaR SakEn Gy Or ProFit Main bhi iZaafa KaR SakEn Gy To HumEn is Main MeHnat Se Kaaam KaRnaaa Chaahiye Taakay Aaasani Se kaamYaab Ho Jaaaen Or ProFit Bhi Kamaaa Saken...
                  • #10 Collapse

                    Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                    g han dear apke bat belkul thk hy fporex trading men aj kal jo halata cvhal rahy hen humen aysy halat men agr acha profit nai ho raha hyy to humen chaia keh hum aysy halat men trading nai karni chaia jab market apnio thek halaat men aa jay ge to humen pher trdae start kar leni chaia tab he humen baahot hee ahi kamyabi hasisl kar skaen .tab he hum forex men hum bahot he achi kamyabi hasil kar sksaen gy
                    • #11 Collapse

                      Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                      Forex market mein hum ko us waqt hi In hona cahaiye jab hum market ki movement ko samjh saktay ho aur market ki movement ki samjh ho hum ko trading mein kabhi bhi tukay laga kar trading nahin karna cahaiye trading hum ko market ko dekh kar samjh kar aur analysis karni cahaiye phr hi kaamyab ho saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                        Jee Hain ap ki bat theek hay agr in dino main agr markkeet humin acha profit ni day to to humin chayea Kay ham rest kar lain is say acha ya hay Kay ham apna account bhi bacha lain gay aur humara bonis bhi khara rahay ga aur jb halat theek ho jain gay tb hum dubara trading start Kar dain gay kunkay aj Kal sab ko pata ha Kay Carona viris nay tabahi macha ka rakh di poori umat musalma pareshan hay k ya Kia ho gay
                        • #13 Collapse

                          Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                          Ji Agar humko musalsal loss ho raha hai to hamen chahie ki Ham trading na Karen aur kuchh intezar Karny tab Tak ham demo account per practis Karen aur knowledge ko Gyan karne ki ziada se ziada koshish karen aur uske bad phir se trading ko start kar do is tarah Agar Ham karte Hain to hamen acche result hasil honge.
                          • #14 Collapse

                            Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                            Forex trading business Mein expert Rider Kahate Hain ki agar Hamen nuksan Ho Raha Hai To Hamen Kuchh Din rest Karni chahie fresh mind ke sath kam Karenge to Achcha kam kar Sakenge aur acchi admin kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agar in halat my treading profit ni dy re to rest karna chahiy

                              Market kaafi dangrus position main work kar rahy hain so friends apko chiye kay forex main ajj kal market ki ager apko trading ki samjh nahi aaa rahi hoto apko behter hai kay rest he kr lena choye or market ko dekhty rehna chiye or jab bhi dekhym kay ab acha muqa mil raha hai to apko choye kay market main analysis kay baad trade open kar dia karyn dear friends apko chiye kay forex main kabhi bhi aysa kaam nahi karyn jis say apko loss ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X