Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information
    Timeframe ke metallic bahut se logon ke bahut se sawalat hote Hain aur bahut se logon is pareshani mein hote Hain ki kaun sa time Karen hamare liye behtar hai aur kaun se transparent hamen kam karna chahie to UN logon ko main yah batata chalun ke sab time frame hi hamare liye acche hain aur ham timeframe ko apni trading ke mutaliq istemal karte hain agar Ham kam time ke liye koi trade istemal karte Hain to hamen chhote timeframe ko istemal karna chahie hamare liye achcha hota hai aur agar Ham bade tank prem ko istemal karte Hain to yah hamen kafi der Jo hamari trade open rahti hai uske liye hamare liye achcha hota hai isliye hamari jaisi trading hoti hai hamen vaisa timeframe istemal karna padta hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

    Dear brother time frame say murad chart main jo time interval show ho rahy hoty hain, wo kehlaty hain. Daily basis per ager time frame ko daikha jaye to is say aik din ki different time periods main price fluctuation ka pata chalta bay, weekly time frame hamain last week and current week main price movement ka batata hy, similarly monthly hamain whole month ka price fluctuation chart bata raha hota hay.
    Last edited by ; 12-04-2020, 08:27 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

      dear forex trading main aghr time frame ki bat karen tu os k liye hmain 2 trha k time frame milty hain jis main aik short time frame ki bat hai or aik long time frame ki bat hai jis main ar mamber he apni trading main os time frame main trading karty hain tu hmain apni trading main os time frame main rading karni chahye jis main hum achi trading kar skty hain ois main he trade karni chahye zyda tar short ter trading karny mainz yda faida milta hai
      • #4 Collapse

        Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

        dear g han ap ki bat kafi limit tak sahe hay ham ko chye k ham market ki time frame say attach ho kr k tradeing ko karnay ki try kartya rahein agar ham is main aisa karnay ki try karein gye to bad main ja kr k he ham kamyb ho saktay hein is main ham ko achay say hard work kartya rahnay ki try karna ho aor is ko more say more time denay ki try kartya rahna chye .
        • #5 Collapse

          Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
          Timeframe ke metallic bahut se logon ke bahut se sawalat hote Hain aur bahut se logon is pareshani mein hote Hain ki kaun sa time Karen hamare liye behtar hai aur kaun se transparent hamen kam karna chahie to UN logon ko main yah batata chalun ke sab time frame hi hamare liye acche hain aur ham timeframe ko apni trading ke mutaliq istemal karte hain agar Ham kam time ke liye koi trade istemal karte Hain to hamen chhote timeframe ko istemal karna chahie hamare liye achcha hota hai aur agar Ham bade tank prem ko istemal karte Hain to yah hamen kafi der Jo hamari trade open rahti hai uske liye hamare liye achcha hota hai isliye hamari jaisi trading hoti hai hamen vaisa timeframe istemal karna padta hai
          good information my brother timeframe ke related aapne good information share ki hai prem Ko Ham apni trading ke related hi choose karte hain agar hamari long term trading hoti hai to be time frame ki selection hamare liye best hoti hai aur agar hamari short term trading hoti hai to hamen small time frame hamare liye best hote hain timeframe hamare liye bahut hi precious hote hain isliye hamen inko apni trading ke related choose karna hamare liye best hota hai hamari jaisi trading hoti hai hamen vaise hi tansen select karne se good benefits mil jaate Hain
          • #6 Collapse

            Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

            Time fram ka Mutabiq ap Information share kia karein acha kaam say Hi Good Success profit ki Surat Mn ap kp Asaani say hi to gain hogi Khoob mehnat acha sa knowledge ko Use karein Tu Hi aasani Se Accha Sa target asaani sy hi acha trah say pora kar k Good profit asaani sy hi acha trah Say gain hoga
            • #7 Collapse

              Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

              FoRex MaRket Ko DeKhnay Yaaa Analise KaRnay K LiYe Mukhtalif Time Frames Use Kiye Jaaatay Hain Jin Main H1,H4,w1,D1 vaGeraaa Shaaamil Hain Or HumEn Chaaahiye K Achi TaRhaaa MaRket Ko Tamaam TimE Frames Main analise KaRnaaa Chaahiye or Us k Baaaad Hi Trade LaGaaani Chaahiye Q k Jitnaaa SoCh Samajh KaR Hum Kaaam KaRen gy Or TradeLaGaaaen Gy Utnay Hi KaaamYaabi k ChanCes Bhi Zyaada Hoon Gy....
              • #8 Collapse

                Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

                ji ham dost apne bikul theek kaha hamain timeframe ka khas kar khayal rakhna chahye our hamain apna zyada tar time sobah ke waqt posts karni chahye jab ham sobah sobha posts karen ge to hamain is ka bhot zyada faida hoga our hamain ache result hasil kar sakian ge.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Timeframe ke mutaliq kuchh acchi information

                  new traider jo k biggner hai un k lia acha time frme hai h4 un ko chahi hai wo is sey analiysis kary or kam sey kam 30 pip ki traide lagayain or 50 pip ka sl lagayaian or lot size ko 0.01 hi set kary is waqt tak yahi traide lagayai jab tak hafty ka result 80 percent nahi ata hai jab result achy ayai to phir un ko chahi hai k lot size ko thora sa barha dey or balnce k hisb sey set kary
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X