apna confidence lose na karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apna confidence lose na karein
    hamain is forum main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum trade karien gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is k bary main information hasi lkar k hi hum loss say bach sakty hain aur demo main rpactice karn ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi ko prblm na ho saky gi aur hamain market main earn karin gay it is bestjob
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apna confidence lose na karein

    is trafing mein confident rehna chahye.agar yahan confidence loose kiya gaya to nakami ka samna krna parr sakta hai.misal k taur pe agar trade k dauraan agar loss ho jata hai to confident loose kiye bina face kiya jaye aur ghabrana nahi chahye aur futire k leye best planing ki jaye takeh next time lpss ka samna na krna parray
    • #3 Collapse

      Re: apna confidence lose na karein

      Yes dear brother, forex forum main baht achi trading learning milti hay, jiski base per hum forex trading main profit earn karnay or loss say bachny kay bary main janty hain, or hamain learning behter milny per hamara confidence bhi high ho jata hay or hamain motivation bhi milti hay. Jiski base per hum forex trading main confidently successful ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: apna confidence lose na karein

        g bilkul humay is forum may confidence say kam kurna chahiyay or humay is may apnay confidence ko lose nhi kurna chahiyay jitnay confidence say kam kuray gay ytna he hum acha kam kuray gay to humay khud pay bhroosa rukhna chahiyay or is kay sath sath acha kam kurna chahiyay or agar is may kisi kisam ki koi bat samajh nhi a rhi to humay is baray may seniors say discuss kur layna chahiyay
        • #5 Collapse

          Re: apna confidence lose na karein

          Kabhi bhi forex trading mein apna confidence lose na Karen kyunki forex trading mein jo log confidence use kar jaate Hain vah forex trading se Na to nahin kar sakte hain aur na learning to confidence improve Karen apne aapko acchi tarike se aage lekar jaaye Taki aapko monthly aur daily result acche Mile aur sabse important hai ki aapka forex trading ka carier bahut achcha hoga kyunki confidence hamesha knowledge or experience ke sath increase karta hai to confidence ki bahut acchi best hai iske strong Karen aane wale waqt ke liye.
          • #6 Collapse

            Re: apna confidence lose na karein

            Apna confidence lose karna apko mushkil main daal sakta hai q k agar aap esa karty hain tu aap khud he mayoos hongy q k trade ek dilchasp business hai yahan p kabhi apko faida aur kabhi nuqsan hai aur kabhi apka nuqsan bhi profit sy pura hojata hai isliye active rahein confident rahein haar cheez is kaam ka hisa hai be motivated bo careful its all upon you
            • #7 Collapse

              Re: apna confidence lose na karein

              Hamien trading k waqt apna confidance kabhi bhi lose nhi krna chaein q k agr hum ny apna confidence lose kia to hamara bura waqt ussi time shuru ho jaegi aur hum tension main aa k trade close kr bethngy aur iss trha sy hamein hisay main sirf loss aega q k tension main aa kr hum just ghalat faisla he krty hai market k andr aur kuch nhi to tension free ho k trade kry best hai.
              Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
              For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
              • #8 Collapse

                Re: apna confidence lose na karein

                forex mai hamy confidence ky sat work karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik wasee busines hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar skaty haij hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mi din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka sytem sy kamkary gy to hamara account baned ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: apna confidence lose na karein

                  G bilkul friends haminapny confidance ko loss nai hony dena chahiye hamin chahiye ka hamin apnay confidance lever ko increace karin ya us sorat mum kin ha jab hamin forex ka barey ma bohat zayada knowledge aur experience ho ga pher he ham apny confidance level ki increase kar sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: apna confidence lose na karein

                    hamy forex business ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main best confedince ky is main acha or mayari kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil krky apni zarorto ko apni amrzi sy pora kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam kamry ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny agr beth kar is main kam kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: apna confidence lose na karein

                      g bilkul sahe kaha ap na forex me hume apna confidence lose nahi karna chahye koi b mushkil ho hume gabrana na nahi chahye bulke har mushkil ko face kar k age baar jana chahye is se hum age baar sakte hain hainur dunya ma apna maqam bana sakte hain is liye kabi b apna confidence lose maatt karen
                      • #12 Collapse

                        Re: apna confidence lose na karein

                        Ji han friend aapane bilkul theek kaha hai ki Apna confidence lose mat rakhen Apne confidence per Baat Karen aur bilkul fit hokar Apne confidence per pura yakin rakhen Inshallah aap bahut jald Kamyab Ho jaaoge aur confidence ke sath sath acchi mehnat ki jarurat hai agar acchi mehnat Hogi to sab Kuchh Hasil Hoga thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: apna confidence lose na karein

                          G han app nay bahut achy bat kahy kun kay hum apny marzy say forex men bahut kuch likh dety hain likin hamen asa nahin karna chaheay balkea hamen forex men kamyaby hasil karna hy tu hamen forex men bahut himat kay sath kam karna chahey ur hamen apny tailent ko barbat nahin krna chaheay
                          • #14 Collapse

                            Re: apna confidence lose na karein

                            G haan bilkul bahut sare members account wash hone pe aur poating pe acha bonus na milne pe confidence lose kar jate hyn hamen chahea keh hamen himat nahe harne chahea. Aur hamen g jaan se mehnat karne chahea. Mera yeh manna by agar hum forex se earning na bhe kar saken to forex pe kaam kar ke hamen babut kuch sekhne aur smjhne ko mil rha hy. Shayad forex se pehle hamare pakistan men zeada trading ke taraf logon ka rujhan bhe nahe tha. Hamen chahea keh hamen zeada se zeada mehnat karne chahea agar hamare meh at hamare lagan aur jazby ahr shauq se hy aur hamara kaam bhe acha hy to men yeh kbhe maan nahe skta keh forex team hamen hamare mehnat sila nHe dege. Agar hamare koe bhe apne ghlte ke wja se hamen nakami dekhne pari hy ti forex ny hamen bahar to nahe nikal dea. Unka platform phr bhe hmare lea available hy. Tk hamen chahea keh hum confidence kw sth kaam kren InshAllah ak din zaroor kamyab honge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: apna confidence lose na karein

                              g hn dosto forex trading ma kbi b confidence level ko loose na hony dy kiun k forex trading mein jo log confidence use kar jaate Hain vah forex trading se Na to nahin kar sakte hain aur na learning to confidence improve Karen apne aapko acchi tarike se aage lekar jaaye Taki aapko monthly aur daily result acche Mile aur sabse important hai ki aapka forex trading ka carier bahut achcha hoga kyunki confidence hamesha knowledge or experience ke sath increase karta hai to confidence ki bahut acchi best hai iske strong Karen aane wale waqt ma

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X