New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea
    New traders ko trading mein kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea aur trading mein kamyab honay kay lye trading mein kaun si strategy ko apnana chahyea market ko achi tarah samajhnay kay lye kya kerna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

    ladiss ko starting mein pahle acchi tarah se learning karni chahie aur bonus share trading karni chahie Taki vah acchi tarah se Forex ko samajh sake aur thodi bahut earning bhi kar sake
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

      new trader ko chahye is k bary main leaning karni ho gi ta k earn karein gay aur investment ka rk hi hum achy say market main run kar skaty hain aur ye ka boht hi best busiesns hai i sforum main kam karny k boht say faiday bi hoty hain so hamain trader banany k liye market main learning karni ho gi tab hi hum is forum main achy say trade karny k kabil hon gay y
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

        dear trading k leye forex pe hr member ki apni personal openion hogi k new traders ko kitni invest se kaam krna chahye.waisay to just two dollars se bhi trade ki ja sakti hai magar itni km inbest se trde krnay ka koi faida nahi hona is leye according to me trade k leyw near abou fifty dollars ya is se ziada hon tb trade lagyain new member
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          New traders ko trading mein kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea aur trading mein kamyab honay kay lye trading mein kaun si strategy ko apnana chahyea market ko achi tarah samajhnay kay lye kya kerna chahyea
          G bhai mere khyal mein yah aapke experience aur knowledge per depend karta hai ki aap kitne mein ismein expert ho sakte hain aur agar aapko Forex trading mein achcha experience hasil ho jata hai 246 mein investment karna bahut acchi baat hai aur aise trading se hamen bahut achcha fayda bhi mil sakta hai kyunki uske liye rules bhi change hai aur uske liye bahut jyada naram bhi hai aur usmein aapko investment ke sath free bonus bhi milta hai isliye hamen ismein investment karni chahie.
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

            New trader ko kabhi bhi investment nahin karni chahie beshak aap agar chahte Hain ki aap forex trading mein kuchh kam karen to aap Pakistan form ko join Karen aur apna daily aur monthly earning cancel kar sakte hain kyunki Pakistan forum mein kafi se option hai jismein aap mantri post karke a aap directly withdraw able bonus bhi le sakte hain lekin agar aap chahte Hain ki aapko achcha monthly bonus Mile to aap Pakistan for mein apni knowledge experience share Karen jiski base bahut strong hai to aap sab koshish karen maximum time ise aur yahan se hi apni investment shuru Karen.
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

              Jo new traders hai un ko chahein k wo kam sy kam 100$ sy start kry aur lot size choti sy choti rakhy tb he un ko iss main faida hoga aur wo is main kafi kuch behtr earn kr sakty hai q k market k andr earning krna tb he asan ho jata hai jb hum iss ko sekhty hai aur forex market ko sekhy baghair hum profit gain nhi kr sakty hai.
              Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
              For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

                Forex market mein jo new trader Hai Inko chahie keva sabse pahle forex market ki learning Karen aur experience Hasil Karen Iske bad vah 50 dollar yah 100 dollars se a Apna account open kar sakte hain aur Market mein Main small lot ke sath trade open kar sakte hain Inko trade karte vakat Sabar se a kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

                  New members ko trading karny ka liye kama sa kam 10 dollar to hony chahiye ta ka wo kisi be pair ma trade kar sakin unhin apni trade 0.01 sent sa suro karni chahiye ta ka loss hony ka kam sa kam chances ho abi new members ki abi seekhny ma kafi time lag jaye ga isi liye micro lot ko use karin aur low level sa start karin jasay jisay kamyabi milti jaye wesay wasey apna level barhaty jain.
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

                    new trader ko investment se pehle chahye k woh trading koseekh kar purana ho jaey or phr jitna assani se invest kar sakta hai to kar k apni trading ko start karle main usko mashwara dunga k yahan per posting karey or trade karna seekh ly jab trading seekh jaey tab tak bouns bhi hoga uske pass apni trade ko start kar dy
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

                      friends mere khayal say forex forum main bahut he ziada information milti hain, or bahut ziada trading help milti hay, sometimes seniors apny experiences share karty hain or kuch instructions and tips daity hain jinko use kar kay successful hua ja sakta hay. Or sometimes kisi issues per apni valuable raye daity hain jis say har member ko bahut help mil jati hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko kitni investment sae aur kab trading kerni chahyea

                        Ye aik million dollars question hai k trading k liyd minimum investment mitni honi chaye. Mere khyal main ye ap k tradinv style aur ap k xaily tafgeg py depend krta hai aur sath sath is bat py b k ap kitna risk aur kitna loss bardasht kr skty ho.. Mere khyal main ager ap beginner hain to ap minimum 100 dollars sy start krna chaye aur 0.01 ki stander lot rkhni chaye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X