forex halal ya haram ? islamic point of view >>>?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex halal ya haram ? islamic point of view >>>?
    dosto me ye pochna chahti hon k forex halal ha ya haraam q k bahot se logon ka mukhtalif nazriya ha, aur bahot se logon ne muje kaha k ye hawai rozi ha jo k islaam me jaiz nai, wagera wagera. to is liye me pochna chahti hon k aap logon ki kya rahe ha ? mere khyal me to jab koi kaam mehnat se kie jata ha aur kisi kaam me jab time lagaya jata ha to wo najaiz nai rehta. is liye forex b aisa kaam ha is me aap mehnat karte ho bakaida samj kar seekh kar kaam karte ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex halal ya haram ? islamic point of view &gt;&gt;&gt;?

    koi bi kam hraam nai hota hia khas tor par js main hum mhnt karty hain so hamain is forum main ghr main beth k hi hum achi earning kar ksaty hain so hamain chahhye is k bary main learn karna ho ga tba hi hum ahy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zroat ko pora ka rk hi hum trade karien gay
    • #3 Collapse

      Re: forex halal ya haram ? islamic point of view &gt;&gt;&gt;?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naaz پيغام ديکھيے
      dosto me ye pochna chahti hon k forex halal ha ya haraam q k bahot se logon ka mukhtalif nazriya ha, aur bahot se logon ne muje kaha k ye hawai rozi ha jo k islaam me jaiz nai, wagera wagera. to is liye me pochna chahti hon k aap logon ki kya rahe ha ? mere khyal me to jab koi kaam mehnat se kie jata ha aur kisi kaam me jab time lagaya jata ha to wo najaiz nai rehta. is liye forex b aisa kaam ha is me aap mehnat karte ho bakaida samj kar seekh kar kaam karte ho.
      G dear mere khyal mein hamen halal aur haram ke chakkar se nikal Jana chahie kyunki ismein agar ine baton per Ham apna time West karenge to Koi fayda hi nahin hai ek bahut achcha business hai aur ismein ham mehnat karte Hain to hi hamen fayda hasil hota hai aur mere khyal mein mehnat karna Koi haram nahin hai isliye hamen ismein Dil lagakar kam karna chahie takiae se fayda hasil kar sake.
      • #4 Collapse

        Re: forex halal ya haram ? islamic point of view &gt;&gt;&gt;?

        My dear friends Forex main agar aap spam free account ka use karenge to fir aapke liye bilkul halal hai please main aapke liye koi problem nahin aap bilkul ismein working kar sakte hain bahut acchi tarah se trading kar sakte hain tension free rahakar kam kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: forex halal ya haram ? islamic point of view &gt;&gt;&gt;?

          G dear sister app ki bat thek hy her wo kam jis men mehnt hoti hy wo kam haraam nhi hota hum is men din rat kr k mehnt kr rhy hn or risk halal kamaty hn ye aik aisa business hy jo halal ka risk deta hy mehnt sy.
          • #6 Collapse

            Re: forex halal ya haram ? islamic point of view &gt;&gt;&gt;?

            Daikhain halaal ya haram ka taluq tu hamari aoni niyaat sy hota hai yahan paar mera apna khayal hai baqi mujhye ni pta haam post karty ain mehnat krty hain human power use hoti ai time spend hota humai is k baad haam apni marzi sy kuch kaam karty hain bonus milta hai phr hamari trade hoti ai loss ya profit kuch ni pta haar banda apna dimaagh use krta hai jis main bararbar k chances loss ya profot hongy wo halaal ki maaad main ata hai tu mere hisaab sy perfect hai business
            • #7 Collapse

              Re: forex halal ya haram ? islamic point of view &gt;&gt;&gt;?

              Forex trading k halal ya haram honay k baray me friends ne apni apni raai di ha. Me ek cheez clear karna chahta hoo k me ne Mufti Tariq Maqsood sahab ki video dekhi thee jis me unho ne online trading k baray me bataya thaa. Un k mutabiq jis cheez ki bhi ham trading kar rahay hain to us k background ko dekhain k kia uska koi wajood bhi ha ya nahi. Aur agar wajood ha to kia us me sood to involve nahi ha. en do cheezo ko dekh lo to aap ko pata chal jaega k forex trading halal ha ya haram ha. 2nd cheez ye ha k forex me aapka account completely wash hota ha jo k sharee tor per sahee nahi ha. kionkay ham jo cheez lain to uski value kam ho sakti ha lekin khatam nahi ho sakti. Baqi reh gaee mehnat ki baat to jo chars banatay hain to wo bhi mehnat kartay hian. jo afyoon kaasht kartay hain to wo bhi mehnat kartay hain. jo log heroine banatay hain wo bhi mehnat kartay hain. Aagay aap khud soch lain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: forex halal ya haram ? islamic point of view &gt;&gt;&gt;?

                Forex eik halal business hay kun kay hum as men khud mahnat karty hain ur apna paisa lagaty hain as lia hamen forex men bahut dil lagy kay sath kam karna chaheay takeh hum as say bahut zeyada profit hasil kar saken forex hamary lia halal hay kun kay as men hum bahut mahnat ur dil lagy kay sath kam karty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X