LOAN from BANK to Invest in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    brother app directly bank se forex k liya loan nahi ley sakttha magar app loan liya howa paisa forex min nvest zaroor kar saktha hoo magar jab hamaray pass pakistani forum majood hai toh humey loan ney ki kia zaroorat hai hy not work here and make profit and then invest in trading...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Bank se Loan le kar trading na karen. Iski waja ye hai kay jab aap iss amount se trading karen gay tu apka emotion ye hoga kay me ye amount kuch hi days me easily return kar doon ga, aap over volume hon gay or is se apki trading me risk increase hoga or aakhir kaar aap apni iss amount ko kahin loose na kar dain. Agar aap apni trading se bohat confident hain tu phir aap sirf 100$ ko hi 1000$ me trading se kar sakty hain. Otherwise aapky liay 10000$ ka account bhi thora hoga. So i personally recommend kay aap loan ki amount se trading na karen.
       
      • #198 Collapse

        jee nahi app sab se phle damo accunt pey forex markit ko achi teran se sekhn or per aik 100 dalar ka real accunt khole or wos k bad app fesalla karen
         
        • #199 Collapse

          Mere hiasb se trading use ke leye bank se loan lena ake bohot bara risk he ap ko kab bhi is type ka rsk ne lena chaye kyon ke forex me ap is type ke process tab karin jab ap Forex ke abount kafi acha jante hon to tab ye process ap kar sakte han thanks.
          • #200 Collapse

            This is not they way han agar aap forex ko as a business le kar chal sakty hain or aap ye samjhty hain kay aap apni trading safe side karty hain tu phir loan le kar invest kia ja sakta hai magar is me bohat ziada ehtiat ki zarurat hai. Aik kam or ho sakta hai kay aap loan ki half amount invest kar kay half apny pass rakhen or phir aik plan bana kar trading Karen.
               
            • #201 Collapse

              G mein ye samajta hu k aadmi ko kabhi bhi forex k liye bank se loan nahi lena chahiye q k is mein loss aur prophit dono chance hi hote hein is leye ap ko chahiye k ap sirf aur sirf bank se loan le kr wo kaam krein jis mein loss ka chance bilkul na ho.
              • #202 Collapse

                Dear agr aap k pas kafi knowledge hy or aap ki practice bhe achi hy ro sath he aap ko market tend ka bhi sahi sahi idea hy tu mery khyal ma aap apny mojoda balance sy he apny capital ko increase karen or ksi loan k chakar ma parh kr apna loss na karen tu zyada bhtr huga
                • #203 Collapse

                  no, forex trading business is risk business. so, donot borrow money for the doing of the forex business. so, you will improve your skill level and knowledge of forex market, you will earn the bonus money from the forum website and to learn the forex from the demo account, to do this business and to make teh profit
                  • #204 Collapse

                    dear Forex trading business bahot hi risky business hai aor is main kabhi bhi loan le kar investment nahen karni chahey kun ke jab ap loan lete hain to ALLAH na kare loss ki sorat main ap per intrust rate barta hi jay ga jis se pecha churan bahot hi mushkil hoga
                    • #205 Collapse

                      mere hayal se aap ko bank se loan lay kar trading nahi karnii chahye.kyun ke agar is main loss howa tu is ka aap ki zehan per buhat asar ho ga.aik tu forex main loss aur oper se bank ka loan.forex main agar kamyab hona chahte ho
                      • #206 Collapse

                        Bank se Loan lene ki koi zarorat nahi hai app sab se phle forex markit ko sekhn or samjhn per kam karen is klea app damo accunt khole
                           
                        • #207 Collapse

                          bai jan ap ak kam kro yar kabi bi lon le kr forex pr treding nhi krni kun ke ag los ho gya to ap ke leye bhot msla ho ga,ap ise form pr bons earn krte rhiye or treding ke leye koi zori nhi ke ap ke pas 500$ hun,ap kam se kam 10 doler se treding kr skte.
                          • #208 Collapse

                            bhi jaan maray khayal may to bank say loan laina wo bee forex trading kay leyi its not good q kay forex ik riskey bussniss hay app ki profit ki chanxes bohat kam hay aur loss kay zyada to hum ager loss kertay hain to hamara sab kuch khatm ho sakta hay so bank say loan its not a good idea
                            • #209 Collapse

                              haan kioun nahin hum kar saktey hain but agar hamarey pas acha experience ho tab hi hame iskelye loan lena chahiey otherwise hamara sara loan bhi loss ho sakta hey aur phir hum kahin ke nahin rehtey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                G han investment ki liye loan to liya ja sakta hai lekin uss loan ki bhi kuch term and conditions hon gi jo aap ko follow kerni hon gi. waise loan le ker trading kerna bohat bara risk hai kyun k loss hone ki surat main aap ki investment to waste ho he jaye gi lekin aap maqroz bhi ho jayen ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X