Confidence kyun weak hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence kyun weak hota hai
    Trading mein confidence humaray lye bahut zaroori hota hai jub hum confidence kay sath trade open kertay hain tub hum kamyab ho saktay hain confidence week honay ki aik eham wajah humara signals pe trade lena hota hai jub hum khud sae analysis nahin kertay hain aur hum doosray logoun kay signals per depend kertay hain tub humara confidence bhi kho jata hai humain chahyea kay hum doosray logoun kay signal kay sath sath analysis bhi kerain tou tub humara confidence behtar ho ga aur humari trading bhi behtar bhi ho gi aur humara confidence bhi high ho ga aur hum acha perform bhi ker sakain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence kyun weak hota hai

    forex mai hamy confidence ky sat weork karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt k tiem tabe bana kar kam akr sakty han hum is mai apny boss ap he hoty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik internaitonal or kabe be band na ony wala busines hain is mai hamara ki be bss nahi hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Confidence kyun weak hota hai

      Dear member confidence sirf knowledge or experience ki ways to increase hota hai agar Dekha Jaaye to maximum trader Joe experience aur Na Lage Bole Hain unke confidence bhi bahut I hai agar aapko confidence level low hai to iska matlab hai ki aapki trading mein bhi bahut jyada weakness Hai Jo Koi aapane time ke sath Dur karni hai agar aap Chahte Hain Ki aapka confidence Bade Ho To aapane Apne knowledge aur apni trading mein bahut he improvement laane ki jarurat hai to aapane apne aap ko improve karna hai Pradeep Aise Jata Hai Pakistan for main bhi aur Forex trading mein.
      • #4 Collapse

        Re: Confidence kyun weak hota hai

        Jab Hamen nuksan Hota Hai To Hamara confidence log hota hai Forex trading business 1 risky business hai is business Mein Jab hamare pass Forex trading business ka knowledge or experience Nahin Hoga Ham is business Mein acchi profitable trading nahin kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Confidence kyun weak hota hai

          Agar Ham Forex trading mein confidence ke sath kam Karenge Tu Is Tarah Hamari trading bahut acchi ho sakti hai aur Hamen chahie ki kabhi bhi Pareshan hokar training na karen to vah pareshani Mein Ham acchi trading nahin kar sakte bahut jaruri chij hai ki Ham Forex trading ko acchi Tarah learn Karen aur land karne ke bad is per kam Karen
          • #6 Collapse

            Re: Confidence kyun weak hota hai

            Forum par mehnat na karney say confidence week hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Confidence kyun weak hota hai

              dear brother meri openion k mutabiq kuch member aisay hain jinka confidence lose hota hai aur lose hona ki reason jo mere mind mein hai k kuch mambers jo apni taraf se achi trade choose krtay hain magar phir bhi onko ahar loss ho jata hai to onka confidence loose hojata hai aur vo next trade mein confusion ka shikar rehtay hain aor decision power bhi weak hojati hai onki
              • #8 Collapse

                Re: Confidence kyun weak hota hai

                Confidence is liy weak hota qk jab hum real account men trading ju. Hum krry hain to hamin loss ka khatra lgta hai is waja sy hmara confidence low ho jata hai demo account per to hum full confidence se trading krty hain per real account men aisa nahin hota.
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence kyun weak hota hai

                  Trading man confidence hamara liya bahot hi zarori hota hay hamain apna confidence sa kam lana chaye ager ham confidenece sa kam kerian ga to ya hamra liya best hay q ka ap ager emotional Ho jao ga to phr ager ap ko loss ho bh gya to ap phr apna emotional ko control rekhna ki bajay kho batho ga jis main ap ka account ko kafi loss ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence kyun weak hota hai

                    Hamara comfidence hamesha hamare apne ghlteon aur kum knowledge ke waja se lose hota hy. Agar hamen trading je bary men zeada knowledge nahe hoga aur hum trade lagaen gy to ak mrtba trade lagate howe confuse hojaen gy keh kea karen. Hamen chahea keh sub se hamen apna confidence barhany ke lea zeada se zeada forex ke bary men learn karna hoga aur demo account pe trading ke practice karna hoge. Jub hum demo account pe confidence ke sath acha profit earn karen gy ti hamen trade lagate howe zra bhe confusion nahe hoge aur hamara confidence lose nahe hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence kyun weak hota hai

                      dear confidence jab bhi weak hota hay is main koi na koi hamari galti zaror hoti hay k ham ko acha knowledge nhn hota hay trading k bary main ya phr ham ko achay se analysis nhn karna ata hay aur is k ilawa sab se khatarnak cheez k ham trade ko lagaty hoey bahut jaldi kar jaty hain ya phr ham main bahut ziada lalch a jata hay jo k baad main hamary confidence ko lose karta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence kyun weak hota hai

                        Assalamualaikum dear dosto ap kesy hain umeed hay ap theak hon gy. Dosto confidence barhany k liye hamen khud analysis karny chahiye jab tak khud sy analysis nai karen gy na to hamara experience barhy ga aor na hi hum achy tariqy sy kam kar saken gy to is liye main kahon ga k na to kisi ki strategy istemal karen aor koe signal Milny par bhe khud sy analysis zaror karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence kyun weak hota hai

                          ge han dear hamara confidence tab lose hot ha jab hum galtean karty hain agar hum confidence say kam krain gay to hum zaror kamyab hon gay haman forex main acha experience gain karna hon ga pher he hum is main achay sa kam kar sakain gay agar hum chahty hain kay hum achy trader ke haseyat hasil karin to hamain forex kay roles ko samjh kay pehr kam karna ho ga pher hum zaror kamyab hon gay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence kyun weak hota hai

                            Assalamu Alaykum
                            G confidence ka barna acha hota hai majr bhot zayda ho jaye to personality b imbalance ho jati hai aur confidence ka km hona is ki kahi reasons hain jis main nakami b hai AGR ap apni weakness ko apny py havi kar Lain gay to aisa hi ho ga kam confidence harnay maan lene ki b neshani hai
                            Thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X