Knowledge k bna trading nahi krni

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Knowledge k bna trading nahi krni

    g bilkul sahe kaha sir knowledge k bna trading nahi karne chahye kiyu k hume nahi pata hota k kab trade karna hai or kab nahi hame ye b pata nahi hota k kab faida ho ga or kab nuksan ho ga hame chahye k trading karne se pahle knowledge ur tagarba hasil kar le is se hume trade karte waqt furex par zada se zada faida ho gaur nuksan ka koi daar d nahi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge k bna trading nahi krni

      Ji han friend aapane bilkul theek kaha hai ki knowledge ke bagair trading Nahin Karni Agar hamare pass knowledge hai vah bhi achcha to trading Karen trading bhi acchi Hogi Agar hamare pass knowledge bilkul Bhi Nahin Hai traiding ke bare mein To Hamen chahie ki trading na hi karen to Achcha hai
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge k bna trading nahi krni

        agar apko maloomat nahi hain trading ki to apko chahye k ap apni trading ko rok kar trading ko seekh lain yeh apke ly ek behtreen faisla hoga or agar ap bina seekhy he trading karty hain to apko loss ho jaega jo k apko market na pta hone ki wajase hoga es ly main apko yeh kehta hoon k ap apna bouns save kaarty rahen or trading ko seekhty rahen jab apke pass 3 months ka bons ho jaey uske bad ap trade karen to apko kafi faida hoga
         
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge k bna trading nahi krni

          G haan bilkul agar hamre pass trading ka knowledge nahe hy to hamen tranding se zara gureez kar a chahea. Hamen chahea keh hum pehle demo account pe paractice karen. Aur kese seniour ke madat se trading ke bary men hur trah ke maloomat koe zehn nasheen kar len. Trading ko smjhen sekhen. Takeh loss hone se bach sake.
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge k bna trading nahi krni

            knowledge ky bina trade karna aisy hy jaisy hawa main firing karna jis bhi pair ki trade karni ho pehly os ki tamam maloomat hasil karni chaiy hy os ky analysis karny chaiy hain phir os ki NEWS bhi deeekhni chaiy hy kh kahain aaj is trade karni na banti ho or ap os ko trade karny par lagy hoon..
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge k bna trading nahi krni

              G Han my dear friend ap NY thk kha hy k Haman forex Main knowledge k bhagair trading bilkul nahin karni chaiy q k jis kam ka hamary pass experience nahin hy hamain us Kam main hath nahin dalna chaiy bhai pahly is Kam main achi mehnat Kar k is Kam ka experience hasil Karin or phir trading Karin tab ap is Kam main kamyabi hasil Kar sakty hain
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                dosto knowledge k bina trading krna mumkin ni kiun k ap ko loss he ho ga forex trading maor wisy trade karna ek fun hai jo har kisi k pass nahi sirf un logn ko yeh fun milta hai jo esko seekhne k ly mehnaat karty hai or jo bhi bina seekhy trade may ayega woh loss he karega ku k jab tak apko market ko samjhna nahi ayega ap kaam nahi kar sakengy es market main jab apko market ki samjh ho to he trade karen otherwise forex trading ma kisi kism ka risk na ly
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                  knowledge ek word hai jske mayni hain maloomat jab tak apko maloomat nahi hogi k trade hoti kese hai trade main karna kia hota hai or trade k start karne ka tarika kia hai tab tak ap esko start na kren kyon k bina maloomat k apko kuch bhi nahi pta hoga es ly apko pehle trade ko samjhna hai phr apna kaam start karna hai jis se apko kafi faida hoga or ap jaldi kamyabi ko hasil karlen gy
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                    Traders ko chahie ke Hamesha knowledge Hasil Karke kam Karen aur Agar market ki knowledge Nahin Hai To trading Na Karna Jyada Behtar hota hai isliye traders ko chahie kya pahle knowledge Hasil Karen apni information ko increase Karen aur FIR trading Karen traders ke liye is tarike se trading karna hi baithe ho sakta hai
                    Ji han aapki baat bilkul theek hai Jab Tak trader Forex trading ki acchi Tarah Se learn Karke Forex trading ka Achcha knowledge Haasil nahin kar lete tab tak unko Forex market Mein trading Nahin Karni chahie unko sabse pahle Forex trading market ka Achcha knowledge or experience Haasil karna chahie aur uske bad hi trading start Karni chahie Shukriya
                    • #25 Collapse

                      Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                      G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay k saber krainvr rk accha experience hasil krny ki koshish krain take AP Kamyab ho skain AP ki mehnat r lagn AP ki Kamyab trade k liy zaroori hy
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #26 Collapse

                        Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                        Ji han ji aapki baat bilkul sahi hai naal ishq ke bagair trading nahin karni chahie kyunki aap ko is se nuksan hoga aur aapka waqt aaya hoga aapko chahie kya aap jab trading karen to aapke pass achcha experience ho aur aapke andar trading karne ka shauk Ho kyunki jiska mein shauk hota hai vah sabse behtar kam hota hai aur iske liye mehnat aur hosla chahie to yah karobar bahut profit de sakta hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                          knowledge ke bina trade karna aesa hi hay jaisay ke swimming ke baghair dariya main tairna agar ap swimming seekhay baghair dariya main kood jain ge to is ka matlab hay ke ap bohat hi baray bewaqoof hain kyn ke ap ka doobna banta hi banta hay ap only luck par depend karay hain isi tarhan se forex main hota hay agar baghair seekhay ap kam karain ge to samjhlain ke apne doobna hi doobna hay yani ke apka loss hona hi hona hay.
                          • #28 Collapse

                            Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                            assalam o alaikum ; g han ap nay shi kha hy humay knowledge kay bghair trading nhi kurn chahiyay q keh is ay humay loss ho sakta hy humay achi trading kay liyay achay experience orknoledge ki zrorat hoti hy agar humaray pas experience or knowledge hoto hum achay say trading kur saktay hain or apnay kam may success gain kur saktay hain or loss say bhi buch saktay hainn laykin loss say buchnay kay liyay humay acha kam kurna ho ga or mistakes nhi kurni ho gi...........
                            • #29 Collapse

                              Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                              Hum ko chaey kay hum forex trading may learning kay zariaya say knowledge or experience hasal karain takay hum forex trading may expert ho kay kamyab traders ban jain jab be knowledge or experience kay sath trading hogi tu profit ksy be chances zaiyada hotay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Knowledge k bna trading nahi krni

                                Hi Han dear friend agar ap Kay pass knowledge nai hai to ap ko chayay ap na drain Balkh apna work Hari rakhain jab ap Ka knowledge Ajay to ap tab ja Kar kaam karain aur kamyaab ho jain agar ap chaty Hain kh ap kamyab ho Jain to ap ko chayay ap knowledge Kay Bina koi Kam na karain agar jab ap Kay pass knowledge Ajay to us Kay baad trading Kar Sakty Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X