What is the Islamic sharia on currency trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the Islamic sharia on currency trading ?
    can someone please advice me that what is the sharia on currency trading?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trade ka simple work hai es main app sochu or samjhu agar app ko islamic tor par es ko dekhna hai to es ka koi alam he bata sakta hai k es main work karna theak hai ya galat hai
    • #3 Collapse

      Main koi alama ya moufti to hon nahain keh is pay koi fatwa day sukon lain commen sense ki baat main zaror ker sukta hon keh trading trading hoti hy chahay wo kii cheez ki hi q na ho hum her halal trading ker suktay hain islam is kay baray main koi momaniyat nahain rakhta ye meri apni opinion hy.
      • #4 Collapse

        mery khayal me to islam me currency trading karna sahi hay trading me loss b ho sakta hay or profit b hota hay esi waja se islam me ye business haram nahi hona chaye
        • #5 Collapse

          islamic way se ye business mery khiyal se jaiez nahi ha kuke in islami tareqy ke mutabiq agar koi person koi bhi business kerna chahta ha tu us ke pass saman majood ho is ka matlib ye ha ke agar wo koi item buy kerta ha tu us ke pass mulkiet mi hona lazmi ha.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai forex trading mein trade krna jahan tk mein ne suna he to jaiz he aur hmein apne trading mein mhnt krne hote he investment krne hote he phr hemin apne business se fiada milta he es lie forex trading krna acha he is mein koi mana nhe krta he
            • #7 Collapse

              in islam you can do trade in trading you buy some thing and when its correct prize come you can earn profit and in my view this is right thing if any mistakes done by me please forgive me because i have not correct knowledge .
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Mery khayal main jiss business main profit aur loss dono hon wo islam main jaayez hai. Jis main kissi ki majboori se faida na uthaya jaye wo kaam jayez hai. Baqi aap mazeed maloomat k liye kissi mufti se rabita kerain mager iss k liye zaruri hai k aap k pass yehan k tamam rules aur regulations ki maloomat hon kion k koi b mufti bina puri tehqiq k aap ko fatwa nahi de ga jab sab kuch batayen gy phir aap ko fatwa milay ga.

                اب آن لائن

                avatar Ayn
                avatar Km2006
                avatar Sword
                avatar Hassi
                avatar Adil88
                avatar lego
                Working...
                X