Balance kam ho tou hedging kerni chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Balance kam ho tou hedging kerni chahiay

    bilkul bhi nahi karni chahiye kyon ke ye bilkul fazool strategy hoti hai is ka saaf matlab hota hai ke ap ke pas bilkul bhi knowledge nahi hai aur ap is tarah ka kaam kar rahe hain is liye agar ham ne mehnat se kaam karna hai to hi ham ne kameyab hona to jitna bhi ham ne kaam karna hai learn karna hai us pe ham ne trend pe hi follow karna hai tab hi ham ne earn karna hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Balance kam ho tou hedging kerni chahiay

      Assalam walekum ji aapane bahut hi acchi baat ki hai yaar main aapke is Baat se Ittefaq bhi hun Kyunki Agar Hamen Pak Forex ke platform per kam karte hue hamare pass bahut hi kam balance hai Hamare account Mein To Ham Ek acchi trading karna chahte hain To Ham Kisi bhi kam speed wali pair pair trading kar sakte hain lekin usse pahle use currency yah pair ke bare mein hamare pass Achcha knowledge experience ya Uske bare mein acchi news Jo Hamen broker se milati hai vah honi chahie tabhi Hamen US currency per Lagani chahie Taki uska mein fayda bhi ho sake aur Hamen aap per trading Nahin Karni chahie Kyunki kya Kuch Aise taiyar hote hain jinki speed bahut jyada hoti hai aur Jaise Hamen loss bhi ho sakta hai isliye Hamen chahie kya Hamen Kisi bhi Aisi Pyar per hi yah apni selected Pyar per hi trading Karni chahie tha ki usse hamen fayda bhi ho sake aaj se Hamara Kaun bhi sev rahata Hai Kyon
      • #18 Collapse

        Re: Balance kam ho tou hedging kerni chahiay

        Hum hedging kyun karen achi trades he karen to ap boht hi achi earning kar sakty ho or ap ko kabi loss bi ni ho ga or ap boht achi earning bi karen gy or ap khosh bi hon gy or is sy acha koi kam ni ha it si very easy to lean and understand and i like her,.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Balance kam ho tou hedging kerni chahiay

          bilkul bhi nahi karni chaiye dear becasue mera sath kai dafa aesa ho chuka hay ke main ne hedging ki thi aur meray account main amount kam tha jis ki wajah se mera poora ka poora account wash hogaya aur mujhay kafi nuqsan uthana para yahan tak ke meri jo profit ki trades thin jo ke bohat mehnat se successful hui thin sab ki sab zaya hogain.

          اب آن لائن

          Working...
          X