kamyabi time par hay ya mehnat par.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

    Assalam-o-alaikum Dear Friends Aj ka mera topic hai Kamiyaabi Qismat or Mehnat.. Kaafi Logon ka kehna hai k Kamiyaabi Mehnat se milti hai or wese hi Kaafi log ye b kehte hain k Kamiyaabi Qismat se milti hai, Hum logon k zehan me ye soch bithaa di gai hai k Kamyabi k lye Qismat zaroori hai, Luck is everything magar haqeeqat me aesa kuch bi nahi hai, Kamiyaabi ka qismat se koi taaluq nahi. Kamyabi agr Qismat se milti to scientist research krna chorr detay, Taalib-e-Ilm kitaaben parhna chorr detay, Log kabhi Chaand tak pohchne me kamyaab na ho paate or kbhi ye Pakistan wajood me na aa pata, Log chaand pr pohchne me kamyaab hue wajah qismat nhi mehnat thi, Science ne itni taraqi ki wajah qismat nahi mehnat thi, Pakistan 14 august 1947 ko dunya k naqshe pe aaya iski wajah koi qismat, muqqadar ya haath ki lakeeren nhi blke Tehreeke pakistan me shaamil logon ki mehnat, mehnat or sirf mehnat thi, Agr Kamiyabi mehnat se nhi qismat se milti to Toofano me samundar ki moajon se saamna karne walay Mallah apni kashti ko qismat k haathon chorr detay, Taalibe ilm kitaaben parhna chorr detay or Teachers awal domm or somm aane walay k lye qismat purri khol detay....
    Mehnat me kbhi hmen shikast nahi milti agr milti b hai to sirf wahin jahan hum doosron se jadojahad me peeche reh jaate hain, Phool yunhi khilaa nahi kartay beej ko daffan hona parrta hai, So Keep Trying and believe in try not in luck.
    Agr kisi ko ab bhi lagta hai k Kamiyaabi ka taaluq qismat se hai to unko ye mashwara dnga k Ap kisi CSS ki test dene jaaen or Paper khali chorr k aajarn phr dekhenge Apki qismat apko kahan le chalti hai, shukrya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

      Time is Money .... Aur Mehnat ka silla ALLAH ki zaat dehti hy is leye business main kamyabi k leye mehnat aut waqat dono lazmi hy
      • #18 Collapse

        Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

        Acchi kamyabi Hamare acche experience per hi hoti hai agar hamare pass Achcha Sa knowledge bhi a Jaaye to bhi Hamen Se kamyabi Mil sakti hai agar hamare pass acchi talim hai aur ham Forex ko Achcha time Dete Hain To bhi Ham aasani se acchi kamyabi Le sakte hain Achcha time de Achcha time Hamesha do jo bhi Deta Hai unko Achcha Safed aasani se Sachi business Forex Mein Hans Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

          affisly dponu per mehnat kerny sey time ki bhut zeeda zarrorat perti hy other wise wo mehnat hi nahee hoti esy hi dehkwa hota hy ab kaam ko mkul n treeky sey kerny k liuy bhut zeeda time ki zarrorat hoti hy isliuy hamin chaiy keh hum ismein bhut zeeda mehnat krein to ik din ham,in zarror sucess hasil hogi i wish
          • #20 Collapse

            Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

            Forex trading Mein kamyabi tabhi dilati Hai jab hum mehnat sy kam karty hn phr ham kamyab ho sakty hn phr hm forex mn kamiyab ho ny kyliye hame sakht mehnt karni hoty hy ap acchi trading kar sakte ho isliye is per Hamen Nahin chahie aur Dena chahie.
               
            • #21 Collapse

              Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

              kameybi ap ki mehjnat se hai agar ap mehnat se kaam karain ge to ap ke liye mrket meina cha profit hjo sakta hai agar ap mehnat nahi karain ge to phir ap ke liye profit nahi hai is liye hmain mehnat se kaam karna ho ga is liye price action ki buhat hi achi practice karni hai agar ham ne practice kar li aur knowledge hasil kar liya to ham kameyab ho sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k kamyabi time par hy ya mehnat par to bhai Jan is Kam ka koi time table ni hy ham is Kam ko jab bhi chahan Kar sakty hain or mehnat hi wo wahid zariya hy jo hamain apni manzil tak pohncha sakta hy is Kam main ham jitni mehnat Karin gy utna kamyabi bhi hasil karin gy
                • #23 Collapse

                  Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran1231 پيغام ديکھيے
                  Dear Friends Asslamu Alaykum

                  Dear Friends kamyabi time par hay ya mehnat par hay iss kay liya aap ko sochna hay kay agar aap ya socho kay koi khase time hay jis may aap ko kamyabi hoti hay forex may to ya galat hojaata hay quen kay baaz dafa to aap market may directly buy kar laytay ho to aap ko loss ho jata hay or aysa bi hota hay kay aap agar aik achi analyzing kay baad hi aap ko profit ho jaata hay.

                  Thanks and bye,
                  Your Friend Kamran Sarwar.
                  kamyab hone ke lye 2no cheezion ki zrorat hoti hai jab ap forex business main zyada time lagate hain to ap usi hisab se exlerienced ho jate hain ap ke knoqledge main bhi izzafa ho jata hai our time ke sath sath ap ko mehnat bhi karna hogi
                  • #24 Collapse

                    Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                    Kamyabi achi mehnat aur time pe he hay learning skills teach karain gay apk pass experienced ka hona bhi lazmi hai ager ap k pass learning nahe ho ge forex k baray main tu apko loss ho sakta hai esliaye apko sb se pehlay mehnatt ki zarorat hoti hai earning se pehlay
                    • #25 Collapse

                      Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                      Asslam-o-alaikum dosto...!!!
                      Kamyabi time par he ya mehnat per???
                      Kamyabi ka inhisar time aur mehnat dono per hota he kiun k insan jitni mehnat krta he us ko ajar bhi utna hi milta he aur dusri bat k time ki ahmiat se bhi inkar mumkin ni ap achy tajzye k sath time per market me dakhil hon aur time per apna profit hasil kren to ye bhi bht achi bat he
                      • #26 Collapse

                        Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                        All friend ya 2 no per depend hy time per bhi ar menhat per bhi ar menhat per bhi agr time ho menhat na kery pher bhi na kami ka samna ker na pery gaw ar agr ap menhat kerty hy but ap k pass time kame hy pher bhi ap kamyabhi hasal ni ker sakty ya do na per depend kerta hy
                        • #27 Collapse

                          Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                          kamiyabi just hamare mhynat py depend karti h hm jtni zada mhynat karty hy iman dare sy sachy dil sy forex my shok k st kam kary gy to hmy sivesseb ek dn zaror mil jati ha
                          • #28 Collapse

                            Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                            ap jyada kam kar payenge aur agar aap jyada time nahin dete to aap kaise jyada kam kar sakte hain Ap jitna waqt de sakte hyn kaam kar sakte hyn us time apke lea yeh profit ka plateform available hy.or hame time jitna time lagta lagny den lakin ac.ha karna chahye
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                              Kamiyabi ka raz hay patience agar patience hay apke andar to ap is kam main bakhoobi taraqi kar saktay hain aur behtreen tarikay se apnay apko le kar chalsakta hain mujhay aesa lagta hay kyn ke mujhay kafi bar loss hua hay aur us ki main wajah mera andar impatience ka hona bana hay. Baki mehnat to kuch khas nahi hay apne sirf trade hi to lagani hoti hay jo ke ba mushkil 1 mint ke andar andar place ho jati hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kamyabi time par hay ya mehnat par.

                                Forex trading mein Ham kamyabi hasil karna chahe to yah Ham per depend karta hai ki Forex trading co Ham kitna time den aur kitni is per mehnat aur practice Karen jisse Ham Forex trading ke bare mein achcha knowledge or experience a hasil kar seken Forex trading mein Hamen kamybhi leni chahie Forex trading ek achcha business hai online business hai Ham is mein jitni dilchaspi lenge mehnat karenge practis karenge isase Ham achcha fayda aashram kah sakte hain per extending ko Ham Ghar baithe bhi join kar sakte hain Forex trading per investment karne ke liye Hamen pak form ko time den thak ke pak form se bonus hasil karke Forex trading mein investment kar sake.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X