Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

    Main umeed karta hn ka ap sab log theek thak hoon gay ji han ap nay bahit achi bat ki hay agar humin loss ho jaye to ham tention bilkul bhin na lain emotional bilkul bhi na hoon blky apni galti ko sudharain ap log ya bat yad rakahin k jobsabar krta hay wo kamyab hota hay jo bnda loss pa sabar kar kay dubara mahnat start kar kay work krta hay wo kbhi nakam ni ho sakta us ko harana bahot mushkil hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

      Ap ki baat theak hai k forex mai loss ho tou emotional nahi hona ap Sabar krey aur Es business mai achi planning krey aur Es business mai law key mutabique trading krey. Tou ap ko kamyabi ho gy.
      • #18 Collapse

        Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

        Ji Han ap nay bahot achi bat ki main ap ki bat say agree karta hn agar ap log loss ko apnay Dil pa lay lain gay to ap kasiy kamyab Hoon gay ap log loss honay par Sabar karain apni galtioun say sabaq seekhain logon ko bhi tips dain k wo galti bilkul na karain q Kay Jo shaks galti krta hay aur again and again krta hay to wo phir kbhi kamyab ni ho sakta
        • #19 Collapse

          Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

          g han agar ap ko loss ho to aap ko na umeed ya emotional nhi hona chahiyay q keh emotional honay say ap ka loss recover nhi hoga ap ka loss recover is waqt hoga jub ap us nuqsan say sabak seekhay gay or acha kam kuray gay or is par mehnat kur kay s loss ko recover kurnay ki koshish kuray gay ap jitni loss ko recover kurnay ki koshish kuray gay utna he ap kay liyay best hoga or ap apnay loss ko cover bhi kur sakay gay to ap ko emotional nhi hona balkay is pay or mehnat kuray is ko recover kuray
          • #20 Collapse

            Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

            Forex trading 1 online business hai Forex mein agar aap se mistake ho bhi jaati Hai to aapko use per afsos nahin karna chahie balki apni mistake ko thik karke mehnat ke sath aur acchi knowledge ke sath aur Sabra ke sath trade open karne chahie tabhi aap acchi trade lagakar accha profit bhi hasil kar sakenge aur acchi e knowledge bhi increase kar sakenge Forex trading mein Ham jitni jyada Sabar aur experience wali trade karenge itna achcha profit hasil kar sakenge aur kya main aap trader Ban sakenge Forex all world mein best business hai Forex mein Hamen knowledge or experience ke sath kam karna chahie money management ke sath kam karna chahie aur Forex trading ke rules ko follow Kar ke trade karni chahie Apne balance k motorbike lot size use Karen jyada risky trade open na Karen
            • #21 Collapse

              Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

              Loss Hony Say Sharminda hony ki Bjay Uss Ghalti Ko again recover kar K Maximum time Mn Well knowledge Say acha sa koshish kar k Good profit asaani sy hi acha trah Say Hi gain Karna chaha tab Hi jaa ka Good profit asaani sy hi acha trah Say Hi Good join hoga Khoob mehnat Karen main achi Kanyaab hona asaan Lagay ga Khoob mehnat Earning Say Hi Support team ka Sath dekar well experience Say Hi Kaam pak forex trading business men Say karein tu hi acha sa faida asaani SY Hi Hasil kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

                forex aik boht acha business ha or koi bi business ho us ma profit or loss hota rehta ha is liye loss hone per preshan nahi hona chahye kyun ke loss ap ki apni galti ki weja se hota ha is liye loss ke bad himat se kam len or apni galti ko sudharne ki koshish keren apni galti ko ignore na keren bar bar wohi galti na keren ager ap mehnat or lagan se kam keren ge to jald loss ko recover ker len ge emotional ho ge to mazeed loss ki teref jain ge is liye sabar or mehnat se kam len
                • #23 Collapse

                  Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

                  G Haaaan Aaaap Ki Baaat Sahi Hai Loss Or ProFit FoRex Kaaa hisaaa Hai Pr Jahaaan is Main humEn Kaaafi Achaaa ProFit Hoataaa Hai Wahaaan kaaafi Zyaada AmoUnt Main Loss Bhi HoSakTaaa Hai Or Humaaara AccoUnt Bhi Wash Jo SakTaaa Hai To HumEn is Main Mehnat Se Kaaam KaRnaaa Chaahiye Taakay Jis Wajaaa se Aik Dafaaa loss huaa Hai DoBaara SamE Wajaaa se Loss Naaa ho....
                  • #24 Collapse

                    Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

                    G dear hamara loss hny pa hami ziada emotional ni hna chahye kuch member asy zror hty hain jo loss hny pa ziada jazbati ho jaty hain vo to apny sath nuksan tk krna ka soch lty hain kuch member to ghlt step bi otha lty hain so hami ziada jazbati hny ki zarorat ni ha hami loss r profit ata rehta ha hami sabit kadmi sa kaam krna ho ga hami mustakil mizagi sa kaam krna ho ga forex ka
                    • #25 Collapse

                      Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

                      Losses to her business ka hissa hote hain Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen vakai Mein Pareshan Nahin Hona chahie Walke Hamen apni hardworking se apni mistakes ko remove karne ki koshish Karni chahie aur apni kamyabi ko Har Mushkil Raste Se Guzar kar Asan banane ki koshish Karni chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

                        Forex trading mein jo last per emotional hote hain to unhen chahie ke vah Forex trading mein kam na Karen Agar Apne jyada last Se bachana Hai Forex trading mein vahi person kamyab Hain Jo mehnat karte hain aur apne lash se ghabrate nahin acche ki ummid rakhte hain aur working karte hain aur apne knowledge ko increase karne ki koshish karte hain vah Forex trading Se achcha fayda Acer karte Hain Forex trading mein Hamen chahie ki Ham ise proper time den mehnat Karen aur achcha experience hasil karne ki koshish karen taake Forex trading se Ham fayda asar kar sake Forex trading ek achcha business hai online business hai Forex trading co Ham Ghar baithe join kar sakte hain aur apne liye earning kar sakte hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Manimani پيغام ديکھيے
                          Forex trading Mein Har member ko start Meia las hota Hai To Hamen chahie ke Ham emotional Na Ho bulke Apne kam per focus Karen mehnat Karen practice karne ke Hamen Forex trading Mein Achcha Na Lage Aur experience ho aur ham Forex trading ke bare mein Achcha knowledge aisal Karke Forex trading Se Achcha fayda asalkar kar Saken Forex trading Ek Achcha business hai Ham is Mein jitni dilchaspi laenge ise Jitna proper time Denge Ham is Se utna Hi Achcha fayda Asar kar sakte hain Forex trading Mein Hamen money management se kam karna chahie aur koshish karen risky trade na len.
                          Ji han Forex Mein profit aur loss donon Forex trading ka hissa hai aur Agar Hamen Forex trading se loss Ho bhi Jata Hai To Hamen usko bardasht karna chahie aur loss hone per Hamen emotional Nahin Hona chahie isase Hamen aur jyada nuksan ho sakta hai aur Hamen Jis galti ki vajah se loss Hua Hai Hamen use Galti ko sudharna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Last hone per emotional Nahin Hona apni Galti e ko sudharne ki koshish karen.

                            gee han bhai is main hume money management ko fallow kr k kam krna hota ha hume is main choti se choti mistake se big lose ka samna krna par sakta ha hamri sab se bhari mistake is main hum lalach se kam krte hein jis ki waja se hum is main khabi be kameyab nai ho sakte hein

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X