fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai
    Gourm main jab ap post karty hain to wahan har post apki 0.20 cents ki show karty hain jab k section main unho ne likha hai k ek post ka 50$ tak earn karen or jo bouns logn ka aya hai woh in dono main se kisi bhi hissab ko match nahi karta hai fourm main post for bouns k tab main bohay ziada bouns show ho rha hai current month ka bouns bhi alag se show ho rha hai per jo mila hai woh bohat kam hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

    Pehly members ko jo bonus milta tha wo her post per 20 cent count hota tha r kam post per bhi boht acha bonus mil jata tha lakin ab aesa nahi hai forum per bonus auto checking k through diya jata hai and ap bonus for post k obtion main show hon yper bonus per focus na karen wo bonus hamari whole month ki postung per count hota hai and hamy month k end mai auto checking se manage ker k provide kiya jata hai jo members ki quality post per count hota hai r ab jo bonus apki profile main show ho rha hai yehi apka actual bonus hai r 50$ la bonus boht hi mouyari post per diya jata hai and dont know yahan per kiso member ko aesy mila bhi hai ya nahi to apni traf se mehnat jari rakhen acha bonus lazmi mily ga
    • #3 Collapse

      Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
      Gourm main jab ap post karty hain to wahan har post apki 0.20 cents ki show karty hain jab k section main unho ne likha hai k ek post ka 50$ tak earn karen or jo bouns logn ka aya hai woh in dono main se kisi bhi hissab ko match nahi karta hai fourm main post for bouns k tab main bohay ziada bouns show ho rha hai current month ka bouns bhi alag se show ho rha hai per jo mila hai woh bohat kam hai
      dear form mein aapke bonus ki calculation Hamesha aapki post aur friends ki quality per hoti hai agar aapki trade Japan ki quality acchi hai to aapko per post achcha bonus mil sakta hai lekin agar aapki quality bed hai to aapko kabhi achcha bonus nahin Mil sakta isliye Hamesha achcha bonus dene ke liye aapko ismein acchi khasi mehnat karni hoti hai proper effect ke bad hi aap ismein achcha kam kar sakte hain mehnat se kam kar sakte hain lagan aur interest ke sath Kiya Gaya kaam aapka Hamesha aapko fayda deta hai
      • #4 Collapse

        Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe wesay tu bonus for posts men jo bonus calculation ho rahi hey woh 0.20 cent per post hoti hey aur jab bonus announced hota hey tu uss hisab se bonus kam milta hey iss liay yeh calculation sahee nhi hoti kiun k iss men deleted posts ka bonus bhi add ho raha hey aur thanks ka bonus bhi nhi hota iss liay yeh forum ki apni calculation hoti hey woh jesay bhi karay
        • #5 Collapse

          Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

          Bonus ki calculations ka koi formula nehi hai lekin agar ham more than five hundred posts kerty hain tou hamain month ka bonus up-to fifty dollars tak milta hai agar ham nine hundred tak posts kerty hain tou hamain one hundred and fifty tak bonus milta hai aur agar twelve hundred posts hon tou up-to five hundred bonus bhi mil jata hai
          • #6 Collapse

            Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

            Dear forex forum mein bonus ki calculation thanks aur post ki base pr hoti hy aur post ki quality ko bhi pash e nazar rkha jata hy Jo's ki post ki quality jitni achi hoti hy usy utna hi acha bonus milta hy jis sy voh achi trading kr k earning kr sakta hy
            • #7 Collapse

              Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

              kuch pata nahi hai hmain bus mehnat se kaam krna hai agar ham ne mehnat se kaam karna hai learn karna hai agar ham ne mehnat se kaam kiya ho ga practice ki ho gi knowledge hasil kiya ho ga to hi ham mehnat se kameyab hon ge acha kaam kar saken ge is liye pehle ap ke pas knowledge ho ga to hi ham mehnat se kaam kar ke kameyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

                Assalamu alaikum yaar friend aapane bilkul sahi baat ki hai hamen bhi maloom Nahin kis Tarah hamara bonus kaun karta hai agar hamara bonus kam hota hai to vah hamari e posting key ki mistakes ki vajah se hota hai aur is vajah se hota hai k hum e Forex rules ko sahi tarah se follow Nahin karte
                • #9 Collapse

                  Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

                  Ya bahot hi famous sawal kia ap nay is ka sawal humin bhi ni pata pata ni wo kiss hissab say culculatiin kartay hain seniors kahtay hain ka un ki marzi hoti hay wo jis ko bhi jitna bonis day dain lakin humin chayea kay ham jo bhi forex ka rules hain un k mutabiq kam karain warna ham ko loss jo sakta hay humin chayea ka ham apna kam achay say karain bonis qismat pay chor dain lakin ham work bahot acha karain
                  • #10 Collapse

                    Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

                    Umeed krta hn k ap sab log theek thak Hoon gay bahot acha swal kia ap nay is ka humin bhi no pata k kiss hisab say krtay Hain humin chayea Kay ham forex Kay so tamam rules follow karain Jo humin follow karnay k lie kaha gaya hay agar Ham log rules ko follow ni Karin gay to Ham kamyab no ho saktay age ham rules ko follow karain gay to humin acha bonis milay ga aur ham kamyab ho jain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

                      bonis qismat pay chor dain lakin ham work bahot acha karainam ko loss jo sakta hay humin chayea ka ham apna kam achay say ka rules hain un k mutabiq kam karain wax ka rules hain un k mutabiq kam kmin bhi ni pata pata ni wo kiss hissab say culculatiin say karain bonis qismat pay chor dai
                      • #12 Collapse

                        Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
                        Gourm main jab ap post karty hain to wahan har post apki 0.20 cents ki show karty hain jab k section main unho ne likha hai k ek post ka 50$ tak earn karen or jo bouns logn ka aya hai woh in dono main se kisi bhi hissab ko match nahi karta hai fourm main post for bouns k tab main bohay ziada bouns show ho rha hai current month ka bouns bhi alag se show ho rha hai per jo mila hai woh bohat kam hai
                        Dear ap ye mat sochen ap mehnat ka daman na chren psts ko daily base par karty rahen agar farz karen agar ap 5 month tak posts kartay reahen to phir apka 50$ bhi bonus ban jaye to ap agar 0.03 ki lot size say trade karen to Insha Allah apka withdrawal able profit es 50$ bonus say kahen ziada ban jaye ga to hamen only bonus pay depend nai karna chaye bal kay forum pay aa kar forex trading ko sekhna chaye aur apni trading mazbot karni ho ab trading achi ho gai to ham small bonus ko bahi utilize kar kay bhot bara profit bana saken gay es lye ap dil say kam karen aur posts karna mat choren regular kartay rahen.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: fourm bouns ki calcultion kis hissab se karta hai

                          Jo bhi acchi mehnat karta hai un ko achi Success kamyabi mil Jaati Hai jo bhi Without experience kaam kadta hy acha sa advantage Say Un Ko acha sa fayda asaani say hi to nahi Mil paata pak forex trading business men work acha karein Tu Hi aapko acchi kamyabi ka sath acha sa Incom earn hoga achii Koshish Say hi Good profit gain asaani say hi to hoga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X