Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    app ko computer ko operat ker ana cha he yaa taka ap es ma mt4 software install ker ka trading ke practice ker saka bake ya ka computer ke dosre application ko bhe sek ly tak ap k elam mia ezafa ho jy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      mare dost bohot good question agher koi bi new traders forex ky about knowledge gain ye is ky bare me study karana chata hatu wo fx street .com me study kar ky apan knowledge forex trading business ky bare me zada kar.
      • #93 Collapse

        forex trading ke liye aapko computer ki zyada knowledge ki zrurat nahi hoti hai yahan per bs basic knowledge required hoti hai jese internet ache se istemal karna aana chaiye or itni ki aap meta trader ko use kar saken sahi se...
        • #94 Collapse

          Assalam-O-Alaikum to all Dear Friend's humain bas itna pata hou ke hum ko net use kerna aaata hou our typing wagara thori bhut aati hou tou hum forex asani say ker saktay hain.
          • #95 Collapse

            bas computer use karna ata ho kuch na kuch internet use karna ata ho tou kaam chal sakta hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay world wide hay dear baaki ye hay kay easy he software ka use karna ajata hay itna knowledge bohat hay
            • #96 Collapse

              Forex main kam krny k liye apko chhaye k apko internet ka istamal aur computer main mojod hardware ka pata hona chahye, aur sath main achi speed wla internet connection aur kam uz kam P4 hona chahye tkay ap MT4 ko asani run kr sakyn apn pc per. aur agr koi masla ata hai tu kisi had tak usko troubleshoot bhi kr skay.
              • #97 Collapse

                comupte knowlwgde ma software instakll krn na cahey aur sb sa zarure ha trding ka muhtalq hmy sab kuch ana cahey to tb he hm trding kr sakty hyn.
                   
                • #98 Collapse

                  aisa hota hai ke forex main trading karne ke liye koi khas computer ki knowledge ki zarorat nahi hoti aur na hi koi curse karne ki zarraot hoti hai bus ap ko normally computer use karna ata ho jese ke ap apni aam life main use karte hain
                  • #99 Collapse

                    we don't need a very high class knowledge of Forex trading we can easily do Forex trading because you just have to install a software and just need to push some words to get a clue from your indicator khas computer expert honay ki zarorat nahi hai or i think har trader yeh kaam asani se kar sakta hai.Trader meta trader 4 ko jitna acha or quick use karna seekh jata hai woh during trading asani se har tools ko proper use kar leta hai.
                    • #100 Collapse

                      all type of knowledge.....i think your question is not proper.....there is no knowledge of computer just use of internet and commerece.
                      • #101 Collapse

                        wysy to ajkal ky dor main achi tarha computer operate karna ana chaiy lykin forex trading kyliy kam az kam computer shutdown karna, internet browsing, internet connect kana or print lyna to ana hi chahiy.
                        • #102 Collapse

                          dear dekhn computer ke bare mein apko bs iska basic basic cheezo ke bare mein information hona zruri hai or wo apko bahir kahin se bhi mill jati hai. or forex ke liye bhi buht zyada knowledge nhi bs thora buht pta hona chahye.q k forex tu urdu mein deal krta hai apne traders ko jo ke buht easy hai. baki ap isy join kro ahista ahista sb pta chal jata hai.
                          • #103 Collapse

                            Forex is financial business. so i think to do the Forex trade business all the traders must need ms word pac and internet. but more and more knowledge abour computer and forex market is good for make profit.
                            • #104 Collapse

                              forex main work karnay k leay humray pass comupter ka koi high knowldge nae hona zarori nae hai simpel humain compuetr use krna ana chaheay hai bs us k baad bs demo pe work krna chaehay hai bs
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                je hain forex ka business mery liye bohat hi nacha hai aur mujhy yeh business pasand bhi bohat hai forex say hum jitna chahen utna hi kama sakty hein aur hum forex mein apni earning barha sakty hein is kay ilawa agr hum chahen to hum is kaam say ziyada say ziyada [profit bana sakty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X