Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    aap ko computer ki high level knowledge ki zarurat nai hai forex k liay. Bus computer per simple typing aati hai, clicking, different menus ko samajhna, English language ko samajhna and forex ki knowledge ziada se ziada ani chaiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      well bro hamein computer ko use karnay ka pta hona chahye..bht zyada expert hona laazmi nahi hai but apko basics pta hon,,software install karna aata ho,internet browsing aati ho jis se ap mukhtalif sites se forex ki learning kar sakein..and i think in todays world everyone must know how to use computer.
      • #63 Collapse

        we have to learn more and more about computer knowledge not only for forex. because it is going a modern age in which the computer knowledge is being our necessity day by day.so we need to learn about computer knowledge as we can get more and more
        • #64 Collapse

          aap ko forex per kam kerne kay lye internet chalana ana chahiye our forex ka software chalana na chahiye bus is ke elawa koi cheez to nahi hay jis ko aap ko chalana ata ho kyu ke forex per kam karne kay lye aap ko internet chalana ana chahiye bus.
           
          • #65 Collapse

            Humein trading se pehly computer ka bhe kuch knowledge hona chahye jaisa ka softwares ko install or uninstall karna, insert karna wagera, ta k jab hum meta trader install kar sakein, hamein pc k oper control bhe hona chahye.
             
            • #66 Collapse

              Actually we dont need to have any much knowledge about computer in order to do forex. We just need to install a software and and then open it. Trader kai liyai sirf Meta trader 4 ki knowledge honi chaiyai. Yeh knowledge woh demo account par kaam kar kai and forums par ja kar haasil kar sakta hai.
              • #67 Collapse

                bilkol ap theak farma rahye hai ky computer ka knolwedge hona bohat zayda lazmi hai tab he ap forex trading ko use ker sakte haii aur ap earning be tab he kero gy jab ap ko trade lagna aur band kerna tu ata ho.
                 
                • #68 Collapse

                  dear forex me trading karne kay kay liye ap ka computer me expert hona zroori nahin hay balke ap agar asani se forex ko study kar lain to yeh zayada bheter ho ga aur ap ko sirf mouse aur keyboard ka funtion aana chahiye
                   
                  • #69 Collapse

                    hmy computer ka bry ma pta ho ka forex trding ma hmy kasy help kr sakta ha aur ks thra ka software hmy trding ma heklp ful ho sakta ha wo install krn hm ya kuch seekny ka lye muktalif sites ki help la sakty hyn.
                     
                    • #70 Collapse

                      forex ko start kerne k leye koi specific requirement nahee hay.es business ko ham sab balkay koi bi join kersakta hay lakin es k leyezarori hay k hamay english may read kerna or likhna ata ho werna ham forex trading nahee kersaktay.
                      • #71 Collapse

                        information honay hi chahiye k short cut site kese kholtay hain aur is may kis tarah say virus ata hai aur browser konsa fast chalta hai aur konsa software kis liye hota hai. ap trading terminal ko sahi samajh sakain aur phir ap ko internet pay sahi tarah se search karna ana chaiye takay ap news waghera aur analysis waghera kar sakain
                        • #72 Collapse

                          agar app forex trading main ahna chaty ho tu app ko chayee k app ko forex trading main computer k bary main be pata ho or app pir forex trading k bary main be knowledge hasil karni hogee app ko is main demo account par app ko practice karni hoge tu app forex trading main ek achi trader ban sakty ho
                           
                          • #73 Collapse

                            merey dost merey khayal se computer ka basic knowledge hona chaye aur ke sath Internet ki information tu must honi chaye es ke elwa admi sath sath learn kar leta hai
                            • #74 Collapse

                              if you have the basic knowledge then my friend you can get the success in the forex ,the basic knowledge is the everything there is not any kind of the master degree required in the forex trading you can trade if you have the basic knowledge
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                I think not more knowledge of computer to use forex just we have to learn basic of computer and it is very easy to doi forex in computer and it is also the easiest business in the world.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X