Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?
    Hamy Forex par work karny k liye Computer kay baray mai kesa knowledge hona zaroori hai ?
    Last edited by ; 02-11-2018, 04:29 PM. وجہ: The title is edited from English into Urdu
    :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Actually we don't need a very high class knowledge of Forex trading we can easily do Forex trading because you just have to install a software and just need to push some words to get a clue from your indicator and than you can put your order just by pushing some buttons .
    • #3 Collapse

      dost meray khyal main forex bussiness kay liya app ko computer ka sirf basic knowledge hona chaiya baqi saat saat admi seek layta ha but ye ha buhaat zahroori ha try for best
      • #4 Collapse

        ap ko computer k ko use kerna ata ho k computer ko kis terha use kia jata hai ya phire is per kis terha kam kia jata hai r net ko kis terha use kia jata hai bus
        • #5 Collapse

          you have to install the software and give the clue working in demo account is done from computer without thissystem you cannot learn about the demo and other things.
           
          • #6 Collapse

            dear friend forex business k leye ap ko computer use kerna ana chaye baki asal jo apne knowledge bharani hai wo forex business men bharani hai aur business ko beter se beter samjhen ye he ap ki asal kamyabi hai forex business men
            • #7 Collapse

              jee bilkul computer ka knowledge hona to bohat zarori hai q ke ye basice hai is ke sath sath ap ko forex treding ke bare mein bhi learning karni chahiye
              • #8 Collapse

                bhai jan ziyada knowledge rakhna achi baat hia ap ko kabi be kaam a sagte hia or computer ki knowledge to aj kal bohat zarori hia q ke computer per har kam ho sagta hia or forex ke liye zarori hia ke ap ko operate karna ana chahiy computer
                • #9 Collapse

                  Forex par kam karny k leye mare kyal man computar ka bs itna knowledge hona chaye k ies ko kasy operat keya jaye ies k elawa koi khas zrorat nai hoti
                  • #10 Collapse

                    Forex ko use karny k leye khas computer expert honay ki zarorat nahi hai.Trader ko simple meta trader 4 k har tools ko use karnay ka tareqa ana cheye.woh internet se achi sites visit karna janta ho jaha se us ko knowledge or Forex ki learning mai izafa hota rahy.Trader k leye sirf meta trader 4 ki practice bhout important hoti hai or baqi learning k leye us ko data find karna hota hai es k alwa trader ko khas computer expert honay ki zarorat nahi hai or i think har trader yeh kaam asani se kar sakta hai.Trader meta trader 4 ko jitna acha or quick use karna seekh jata hai woh during trading asani se har tools ko proper use kar leta hai.
                    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                    • #11 Collapse

                      yes dear basic knowledge of computer should be needed for do forex trading business but its required not high level of computer only basic knowledge will be sufficient without proper knowledge of computer and internet we can not do good trading in forex market and may go into loss
                      • #12 Collapse

                        bht acha question kia hy ap ny, forex main work rkny k liay hamain basic computer knowledge ka hona zaruri hy, iss main net usage aur net searching b aa jata hy, aur iss k elawa mail id operation b .
                        • #13 Collapse

                          vai jan is may jada knowledge ka hona jaruri nehi hai, app ko forex treadmarket k bare mai jankari hona chahiye, is me kam karne k lia kush softwere install karna chahiye, aur question ka answer post karke bonus earn karke tread karna janna chahiye.
                          • #14 Collapse

                            forex trading aik online business hay jis kay laye ap ko is ki training
                            hasil krna ho gi aur agr ap kay pass computer ka zyada knowledge
                            nai hay to bhe ap forex main trade ker kay money bna skty hain but
                            is kay laye ap ko thori si learning krna pary gi forex ki
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear meri nazar mai agar hum ko computer k baray mai itni knowledge na bhi ho to koi farq nahi parta q k forex ik software par use hota hai jis se computer knowledge ka koi relation yeh software to ab hum ko easily android markets or apple store mai b mil jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X