Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    According to me basic knowledge of computer should be necessary for do forex trading line but its required not advanced stratum of machine only canonical knowledge will be ample without straitlaced knowledge of computer and internet we can not do beatific trading in forex market and may go into loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      forex me aap ko forex ki knowledge ziada honi chahiye computer ki koi khas knowledge and education ki need nahi hai aap ko is lye aap just computer seekh len wahi kafi hai
      • #993 Collapse

        Forex mein kam karnay k lye apko computer ki to knowledge honi chahye aur apkay pas forex trading ka software chalanay ki bhi knowledge honi chahye q k is mein yay bohat kam ati hai
        • #994 Collapse

          computer k kisi khaas knowledge ki zarooorat nahi hai app ko bas yehe hai k forex ko learn kar lain yeh sab say ehem ahi baqi computer chalana ata hu thori english samjh ati huu or thori searching baqi app earnig k qabil ho jao gay is mai koi do rae nahi hai
           
          • #995 Collapse

            computer k kisi khaas knowledge ki zarooorat nahi hai app ko bas yehe hai k forex ko learn kar lain yeh sab say ehem ahi baqi computer chalana ata hu thori english samjh ati huu or thori searching baqi app earnig k qabil ho jao gay is mai koi do rae nahi hai
               
            • #996 Collapse

              Well hamain Forex trading krny k lie computer ka basic knowledge hona chaiye. Jis mai yeh shamil hai k aap windows ko operate krna seekho. Internet connect krna aur sath he websites open krna b. Aur aapko choty choty computer k problems b solve krny aany chaiye to work on forex
              • #997 Collapse

                well forex busines ki alag knowledge hotyihain uss ain ap sikh sakty hian the nap is ian achaa earn kar payegy and khud ki life bana kar khsuhs rahy gey
                • #998 Collapse

                  hum ko computer basic tpoh zaror chalana aata ho tab humn ko yahan per loss nahi hota hai aur ap yahan per kam main success patay hain.
                  • #999 Collapse

                    computer ka humain koi khaasa knowlege ya koi special class lene ki zarorat nahi hai bus aik do cheezain han jin mei forum k liye typing achi hi apki aor baaki thora boht koi samjha de apko tu ap easily kr sakte hain koi special kaam ki zrorat nahi hai starting baaki insan ko ahista ahista khudi a jata hai....
                    • #1000 Collapse

                      salaam sir ji trading ke liye aap ko computer ana to bahut zaroori hai kiun ke is pe sara kaam hota he computer par hai chahay wo posts likhna ho ya phir trading karna ho dono issi pe hote hain isliye bhalay se aap expert nahi ho computer chalanay mien lekin basics maloom ho aur phir forex ka software use karne mein zaroor maahir hona chahiye hai
                      • #1001 Collapse

                        aik baat to fact hai forex business totally connect to computer sy hi hai . mera khyle sy aap ko computer ki thori boht knowledge honi chahya . taa ky duran trading agr aap ky system mai koi problem ho jata hai to aap foran uss ko aap solve kr sky . bilkul aap ko basic knowledge ho ni chahya computer mai .
                        • #1002 Collapse

                          Dear forex trading sikhney k lye apko computer par just basic knowledge ani bohat zaroori hai for example apko computer open karna aur off karna aur iskey sath sath internet use karna ana chahye baqi ap internet par google par search kar k forex trading k books aur videos ko follow kar k forex trading sikh jaengey.
                          • #1003 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: incomegrowth پيغام ديکھيے
                            Hamy Forex par work karny k liye Computer kay baray mai kesa knowledge hona zaroori hai ?
                            bhai jan is mn ap ko kam karny k liye sirf markeet ka hi knoledge hona chahye
                            aur is k sath sath ap ko computer agr itna khas bhi nahi chalana ata to kam chal jaye ga
                            • #1004 Collapse

                              With the help of the demo accounts the traders can become able to understand a lot about the real accounts too and they will be managing to gain some really good profits as well in their trades
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                g hay dear as forex trading ko start karnay say pala HUMAY computer ko zurar learn karnay chw qk as k bagfhar hum as fotrex trading ko nai kar saktay hay qk as k leya computer ko larn karnay boat he zuary hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X