Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    dear aghar ham trading karna chahte hen to us k liye humary pass ak acha knowledge aur basics knowledge zaroor hona chahiye computer k bary mein aur is k sath trading ka knowledge b zaroor hona chaiye dear
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      jaisy k ap janty hen apko kam say kam pc to chalana ana chey aur mairy khayal say wo sab he ko ata hy es k alwa trader ko khas computer expert honay ki zarorat nahi hai or i think har trader yeh kaam asani se kar sakta hai.Trader meta trader 4 ko jitna acha or quick use karna seekh jata hai woh during trading asani se har tools ko proper use kar leta hai.
      • #918 Collapse

        Well forex pay work karny k liye forex ko samjhna zaruri hai ... computer to ab common hai issay har koi janta hai .. isi liye sirf forex ko samjhna zaruri hai ... forex ko samjhnay k liye issay learn kary ... demo practice karain .. or other website pay ja k trading ko samjhy...
        • #919 Collapse

          salam bhai i think forex trading k liye aap ko computer expert honay ki zarurat nai hai... bcz forex trading is easy but hardworking work if u know the basics of computr than you can easily earn on forex trading and also increase ur earning.... we also know that their are alot of sites to learn and get more knowledge...
          • #920 Collapse

            dear forex trading business kay liye zayada compputer kay knowledge ki zarorat nahin hoti hay aur hum asani se es business se unlimited profit earn kar sakte hain aur humain sirf pouse aur keyboard kay istemal ka pata ho baqi hum asani se order ploace kar sakte hain aur yeah asan business hay.
             
            • #921 Collapse

              according to my point fo view apko just basic knowledge ka pata hona chaiya computer ka q k is may itna bara to koi kaam nai just order he lagana hota hai na to bus phir thora bohot perna ana chiya angrezi aani chaiya
              • #922 Collapse

                forex trading me apko computer ki itni jankari nai chahye bs apko MT4 software sai chalana ata ho phir ap forex kar sakty hen.
                • #923 Collapse

                  brother hamain computer ki basics ka pata hona chaye hai jesy hamain computer ko use karna ata ho apko typing karni ati ho. net ko use karna ata ho
                  • #924 Collapse

                    Forex ko use kernay ky liya koi khas knowledge ki zarorat nahi hai bus aap ko posting kernay ky liya typing ka pta ho phir is ky ilawa aap ko trading ky baray main pta ho ya phir kisi ko copy bhi ker saktay hain means ky itna mushkil kam nahi hai yeh ky na ho sakay
                    • #925 Collapse

                      Mere bhai ap ney bhot hi acha sawal kiya hai mere bhai ap ko forex trading business mein bhot high class knowledge hopna chaiye jis se ap trading kar sakty hain agar thora knowledge hai to waqt k sath barh jaye ga.
                      • #926 Collapse

                        dear forex klie ap ko computer ka ziada knowledge require nahi hota ha g ap ko forex me success mil jati ha ager ap ko forex me hi just knowldge or experience ho to forex ak bohat hi risky business ha js me practice bohat hi important ha g
                        • #927 Collapse

                          high quality knowledge is not need to work in forex trading business. if we have the knowledge of internet and typing we can easily work in forex trading. that is enough to work in forex trading business.
                          • #928 Collapse

                            trading krny k liy ap ko computer sy zyadh trading k knowledge ki zrort hoti hy q k comuter ka knowledge to fix hota hy k ess trh krny sy yeh ho jata hy lekin trading mein hr kisi ko nai pta hot ahy k ais aho jay to phr kia ho ga ess liy trading k liy ap ko sirf computer ko on aur off krna aur mt4 ka estimal ana hi kafi hota hy baki ahsa ahsat smjh mein a jata hy.
                            • #929 Collapse

                              forex mein trading karna k liya koi computer knowledge ki zaroorat nahi hoti hai forex mein agar kase ne bhi trading karni hai tu agar us ko simple se computer operate karna ata hai tu wo forex mein easy se trading kar skta hai forex k software bhut zida easy hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                dear forex trading business kay liye sirf computer kaay keyboard aur mouse ka pata hona chahiye aur hum asani se es business me online profit earn kar sakte hain aur es business me profit earn karne kay liye computer kay knowledge kay sath sath humain english bhi thori bohat ani chahiye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X