Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    computer ka knowledge hum ki is market main trading ko krny main madad krta hai jis ki madad say humy is market main teek say kaam ko krna hota hai sath main ik trader ko is ka positive use krna ana maloom hona zarori hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      forex pe work karnay kay liay apko bus apnay is buisness kay related jitni bi important informatiobn hai is kay baraty me hi informatuiobn ko collect karna hai i sy ako businss i stage ka pata chalta hai aur ap pe aik confidence bi create hota ahi
      • #1848 Collapse

        Joe khas kisam ka knowledge forex main computer ka nehe chaheye just simple typing speed achi ho or alfaz sads hn ts ka agla ko samj a saken or agla us she faida utha sake or app ko on off or internet use krna ana chahrte
        • #1849 Collapse

          G bilkul ap ko Forex trading business ma ma kam krne k liye computer knowledge hona zarori hai how to operate it and use of computer or forex ka software install kren but I think forex ka best use hm mobile ma Mar sakty hain as compare to computer I also use forex in mobile it is good as compare to computer
          • #1850 Collapse

            Nothing special but the basic one as you know your basic keyboard options use of mouse etc familiarisation with some basic shortcuts etc and nothing else all you know is your trading plan be professional in your approach not in computer
            • #1851 Collapse

              forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay chahiey keh har kisam kay knowledge ko enhance karna chahiey agar hum knowledge enhance kar kay trading karen gay tab esmain kamyab hon gay
              • #1852 Collapse

                Assalam O Alaikum respected brother computer pe kam normal computer ki tra e hota bs apko mt 4 k use ka pta hona chahiye mt4 k indicator aur custum indicator kesy install kary hain in cheezo ka thorathora ilm hona chahiye baki to total apki strategy pe dependent hy
                • #1853 Collapse

                  knowldge ko use karny k liye rules ko follow kar k hi hum sucess ho saky gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil ho saky gay aur market main achi trade kar k run kar skay gay
                  • #1854 Collapse

                    dear agar ap ko computer ka normal sa use bhi ata hai aor ap mt4 par kam kar sakty hai to ap ais market mai kam kar sakty hai, asal mai agar ap trading karna chaty hai to ap ko bas mt4 ka pata hona chaye k ais mai trade wagera kaisy lagaty hai aor kaisy close karty hai.
                    • #1855 Collapse

                      Forex trading kay liye computer ka bohot he ziada knowledge ke zaroort nai hoti hai . ager ap kay pass computer ka basic knowledge ho aur ap internet ko operate kar sakty hain tu app kisi masla kay baghir trading b kar sakty hain kion ke trading ka software b kafi simple he hota hai .
                         
                      • #1856 Collapse

                        Forex ko use karny k leye khas computer expert honay ki zarorat nahi hai.Trader ko simple meta trader 4 k har tools ko use karnay ka tareqa ana cheye.woh internet se achi sites visit karna janta ho jaha se us ko knowledge or Forex ki learning mai izafa hota rahy.Trader k leye sirf meta trader 4 ki practice bhout important hoti hai or baqi learning k leye us ko data find karna hota hai es k alwa trader ko khas computer expert honay ki zarorat nahi hai or i think har trader yeh kaam asani se kar sakta hai.Trader meta trader 4 ko jitna acha or quick use karna seekh jata hai woh during trading asani se har tools ko proper use kar leta hai.
                        • #1857 Collapse

                          bhai jaan hum ko computer pe enternet ka knowledge humy chaheay forex kerny k liay aor ye knowledge humy lazmi hasil kerna chaheay
                          • #1858 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                            Forex ko use karny k leye khas computer expert honay ki zarorat nahi hai.Trader ko simple meta trader 4 k har tools ko use karnay ka tareqa ana cheye.woh internet se achi sites visit karna janta ho jaha se us ko knowledge or Forex ki learning mai izafa hota rahy.Trader k leye sirf meta trader 4 ki practice bhout important hoti hai or baqi learning k leye us ko data find karna hota hai es k alwa trader ko khas computer expert honay ki zarorat nahi hai or i think har trader yeh kaam asani se kar sakta hai.Trader meta trader 4 ko jitna acha or quick use karna seekh jata hai woh during trading asani se har tools ko proper use kar leta hai.
                            Dear ap nay theek kah hy forex ka lay ap ko computer expert hona koi zarori ni hy ap ko forex ka knowledge hona zarori hy kyo ka ap nay trade karni hoti hy mt4 pay ap ko mt4 use karna ata ho aur ap ko forex news ka bary main knowledge ho news data ka pata ho as tarh ap ko surf computer aur net chlna ata ho
                            • #1859 Collapse

                              forex trading ko krny k liya ap ko couputer ko chalana ana chiya mnai to ap is my kam nai kr sagty hy ap ko copmuter nai ahy ga chala na to ap is forex ko bhi nai chala sago gy kio k is ki waja ya hy k ap ko is my forex my computer ki ya mobail ki zaroart hoti hy kio k ya onlin bisness hy our ap ko is my mobail my achi trading nai hoti hy is liya computer ka pta ho tb hi ya kam ho sagata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                Apkaey paas agr computer kaa fundamental knaowleg hao aor aap net chalanaa or softwaeres install krna aata hao bus computer kaa itnaa maloomat kaafi hai phr aap metaetrade softwares install ker key chalaa sakingey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X