Most traders want to recover their losses

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    recover krny ki koshish to zaror kry ga aur esi chakr ma ah kr new trader emotional trading krty hen aur loss ko recover krny k bajahay aur loss kr dety hen jis say un ka loss zida hota jata hy aur un ka account he zero ho jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Ji han AGR ap chahtay hain k ap apnay loss ko recover karain gay toa us k lye surf yehi aik way out hai k ap mehnat karain apni mistakes ko realise karain lain AGR ap aesa NAE karain gay toa apko loss ho sktahai mazeed
      • #33 Collapse

        Jo experience traders hotey hain unhain pata hy keh loss ko kaisay recover kia ja saktay hy. Profit aur loss sath sath chaltay hain. Aik to profit lena aur doosray loss ko recover krna hi aik kamyab trader ki nishani hy. Aap bhi kamyab trader ban saktay hain lekan is key leye aap ko hard work karna ho ga aur khoob experience hasil karna ho ga.
        • #34 Collapse

          Forex trading min loss aur profit dono hi earn kieye ja sakte hin magar es min aksar eisa hota he k traders intially kuch loss kar jate hin phir wo earning to kar nahi sakte hin magar wo chahte hin k kisi tarha se loss ko recover kiya jaei. Es business min loss ko recover kar leina bhi bari kamyabi he.
          • #35 Collapse

            assalam-o-alikum...
            dear...
            mostly good traders want to recover their lose but some can not do that ... for success we should recover our lose as soon as possible...........
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tradebd پيغام ديکھيے
              Most traders want to recover their losses. But the approach they take to recover their losses is wrong. Many traders trade with emotions and impatience after getting series of losses and this way they just multiply their losses. Learning from our experience and losses will help us in retrieving back our lost money from the Forex market.
              G Bhai app thee keh rhay hain lekin baz log apnay loss ko recover kernay k chakar mian apnay baqi paisay bhe zaya kerwa detay hain agar loss ho bhe jaye tw bnday ko relaxe rehna chahiye thanday demagh say kam kray cool down reh k
              • #37 Collapse

                trader ko loss ko recover karna chayie aur forex feature mein bahot hi famous hoga isi liye mein forex ko bahot ziyada time deta hon aur learn karta hon takay mein feature mein bhi achi earning kar sakon aur aik good trader ban sako mein forex say bahot piyar karta hon kiyon kay mein nay is say bahot ziyada earn kiya hay aur bhi karon ga future mein .
                • #38 Collapse

                  Bilkum sahi kaha ka forex mein agar aap apney emotions or sentiments le kr trade kreinge to loss honey k chances ziada honge. so bilkul cool mind ka sath trade krein. Ghusa, mauoosi, khoshi en halat mein aap aksar ouqat sahi analysis nahein kr sakein ge es liye en halat mein trade na krein bilkey bilkul neutral ho kr trade krein. thanx
                   
                  • #39 Collapse

                    g han ap thek kah raha han lakin loss ko cover b to karna hota ha is k lya ap ko is ma acha sa capital lana chahya ta k ap ko agar koi loss b ho jay to ap is ko cover kar saka. ap ko is ma zayada backup milta ha to wo sirf aur sirf capital sa hi multa ha.
                    • #40 Collapse

                      dear forex mai har koi he achii earning k liye aata hy ap ko achii earning osii waqt ho gii jab ap market ko smjho k data aur news ko daikho gy... agar ap aysa nhn karo gy tu ap ko fiada nhn ho ga aur ap loss kar baitho gy es liye mehnat karo...
                      • #41 Collapse

                        g zeeshan bhai. lakin loss ko le kr preshan honey ki zarurat nahine hain kun k aap forex ko aik bussiness ki trah treat krien. jis mein profit owr loss sath sath chalty hain. aap ney loss se preshan ho kr trade pe trade nahin krni warna loss barh sakta hai. hamesha thandey dil ka sath proper knowledge, indicators, news etc k sath impartial ho kr trade krein. insha allah kamyabi mili gi but loss owr profit sath sath chalein gey. keeep it in ur mind.
                           
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: moo پيغام ديکھيے
                          g han ap thek kah raha han lakin loss ko cover b to karna hota ha is k lya ap ko is ma acha sa capital lana chahya ta k ap ko agar koi loss b ho jay to ap is ko cover kar saka. ap ko is ma zayada backup milta ha to wo sirf aur sirf capital sa hi multa ha.
                          Nahein Moo! sirf owr sirf capital se nahein... capital aap k ozaron mein se aik ozar hai magar knowledge, experience k sath aap kam capital k sath bhi kamyab ho saktey ho... lakin knowledge, experience k baghair aap jitna bhi capital le ao lose kr batho gey... es liye knowledge, experience k sath capital ko use karo.
                           
                          • #43 Collapse

                            Yes most traders want to recover their losses and to do so they try to risk their money this is the main fault that every businessman does. I think this should not be done. If we try to recover then we have to risk our money and results a big losses.
                            • #44 Collapse

                              g han main ap ki bat se agree karta hon k bohat se traders apne loss ko recover karne main masrof ho jate hain jis se un ko or zayda loss hota he un ko anaylisis karna chaye markit ka or phr trade karni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                je bhai jaan ap ny bilkul theek kaha hy bht sy trades apny loss ko recover krna chahity hain .... wo emotions me aa k sometime gakt kadm utha dety hain jis sy unhen loss ka samna krna prta hy ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X