Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.
    G deqr friends aap logo nay dheka hoga k aaj dho major pairs gold our crude oil ke market close rahe is ke kia waja hay maray khyal may sab say ziada business ise dhono pairs may hotha hay our corona virus ke waja say jo market crash hoa hwy ose waja say ho saktha hay k ye pairs close ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

    makret main oil aur gold main bi trade kar skaty hain s hamain soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main kam ka rk hi hum apni har zrorat ko ora kar k hi hum trade karein gay uar hamain market main focus kar k hi hum achy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is k rules ko mind main rakhna hoga
    • #3 Collapse

      Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

      Dear Saudi Arabia aur russia ki meeting hone wali Hai is related isil iye yah market closed hai aur yah jab tak open nahin hogi to yah market closed rahegi aapko vate karna hai aur ek chij ka ilaaj MI gente dhyan Rakhna hai ki aap jab tak ismein mind se kam achcha karenge to fayde mein rahenge faydemand kam karne ke liye aapko achcha kam karna lajmi hai
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

        forex aik world wide business hain hum is maai gold mai kam kar ky bonus kama sakty hain hamy learning gyain kar ky aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik am business ke nisbat acha busiejnss hain hamy is mai anlysis ko use kar ky market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex aik internaitonal busines hain
        • #5 Collapse

          Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

          Ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai market Mein Aaj gold Payal aur silver ine teenon ki market open Nahin hui hai pata nahin Iske Piche kya vajah hai Alka Tu Suna Tha Ki Rasiya aur Saudi Arabia ke Darmiyaan Koi meeting Hone Wali Hai Iski vajah se ho sakta hai ki aaj market Band Ho lekin gold aur silver ki market ke bare mein koi samajh Nahin a Rahi Jo log aur Gold per kam karte hain unke liye Thodi pareshani Hogi lekin unhen Himmat se kam karna hoga aur kisi currency pair per kam kar len Inshallah Mande ko market open ho jayegi.
          • #6 Collapse

            Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

            forex market hafty main 2 din main band hoti hain jab market ko close hoti hain to hamy be apni trade close kar dena chahey or monday ko market ki movement ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar apni tarde ko open karna chahey yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

              Ji haa bhai jaan ap ki baat sahi hai air mein ap ki baat say itfaq karta hon aj saudi arbya aur russia mein meting hai is liye gold aur oil ki market band hai
              • #8 Collapse

                Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

                Aaj Koi pata nahin kiske jaise market close Kyunki Koi aisi official news To Nahin sunane Mein I thi ka Jahan se Hamen kya hota the aaj market closed hogi to isliye koi idea Nahin Hai ki kyon close thi market lekin koi baat nahin next time Ham ab Monday se kam karenge aur monday ko Ham ummid karte Hain ki Achcha kam karenge jisko bonus Mil Gaya Hai banke Sab ko bonus mil chuka hai to unka chahie kya Achcha use Karen uska apne system ka matlab kam Karen strictly follow paneru score
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

                  Yes aj gold r oil in ki koi movement dekhny main nahi ai hai and mujhy is ki koi info nahi kia kisi eik.pait ki markete bhi close hoti hai and mera khayal tha k whole markete close hoti hai r ager in ki markete close hai to is k pichy kia waja ho sakti hai and koi news bhi in per nahi ai r aj friday hai to whole markete close hony wali hai to monday dekhty hain k markete ki kiya movement hoti hai phir usi hisab se trade karen gy apna bonus soch samjh ker use karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

                    G dear ye to nhi bata sakty keh ye donu kyun closed rhi but ye baat kehna chahen ge keh ap ki ye baat bilkul bja hai keh market ko analyse kerte rehte ho ap. jo keh ek behtareen aadat hai.hum sab ko market ko analyse krny ki aadat apnany ki zaroorat hai ta keh hum market ki har chhoti badi khaber se bakhaber rahen. thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

                      Dear friends maray khyal say oil aur gold ke market covid 19 ke waja say close hoe ha aur es may hum ko sahe kuch nazar nahe a raha k next move kaya ho ge yh jub sahe tara say covid19 per US control kar lay ga tub he hum control kar sakin ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Aaj oil our gold ke market kis waja say close raha kisr ko patha hay.

                        hum market ki har chhoti badi khaber se bakhaber rahen. thanks sab ko market ko analyse krny ki aadat apnany ki zaroorat hai ta keh market ko analyse kerte rehte ho ap. jo keh ek behtareen aadat hai.hum

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X