Forex Kay Karobar Mai Ap Apny Nuqsan ki Kis Tarha Hifazat Kar Sakty Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: incomegrowth پيغام ديکھيے
    Tell us your opinion?
    Mery khyal main agar hum chahty hay keh forex trading main loss say bachy rahy to humay chaiey keh lalach ko chor dain aur ek acha profit gain karny kay baat trading close kar dain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      mere khayal mein app iss ko achi aur zindgi ki wel job keha sakte hai so app jitni mehnat karain gy app ko achi earning hasil ho ge aur app loss sy bachy rehy gy so mere khayal mein phely forex ko sskha jahy then trading start kee jahy :)
      • #543 Collapse

        Losses sey buchnay ka sahe tareeka yeh hay kay unhey smjha jaye unka pta lagaya jaye k woh kyn horhey hen, losses honay ki main waja lack of knowledge or skills hey, ager hum apni tamam tawujja skills ko hasil kernay mey lagaen tou hum na sirf losses sey buch sktey hen bulkay aik acha trader bhe bun sktey hen.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: incomegrowth پيغام ديکھيے
        Tell us your opinion?
        • #544 Collapse

          forex trading aik online bussiness hia jis mai hum ne trading se earn karna hotahi trading aik difficult kam hai jis ke liye hard working ki zarorat hotih ai us ke baghair app earning nahi kar sakte
             
          • #545 Collapse

            g bahi agar ap chahty hain ky forex trading main ap ko kam say kam loss ho to ap ko forex kay bary main knowledge lern karna ho ga aur hard work karna ho ga aur market ko analysis karna ho ga .
            • #546 Collapse

              dekhain loss hota hai hamari apni mistakes ke wajah se ager hum apni mistake se learn karain aur aik achi strategy aur plan bana kay us kay mutabik trade karain aur lalach na karain to loss control ho sakta hai.
               
              • #547 Collapse

                hum forex trading main apny apko loss se bacha saktay hai aur wo hum es tarha bacha saktay hai k hum demo trading zyada se zyada karay aur apny trading account ko lalach se dor rakhay tab hi hum achay trader ban saktay hai.
                • #548 Collapse

                  yes dear her koi yahi chahtaa hai ko us ko nuqsaan na ho lakin hamaraa almiyaa ye hai k hum is ko seekhney k liye itni koshish nahi kartey jitni hum ko karni chahiye is liye nuqsaan aksar bardaasht karnaa parhtaa hai
                  • #549 Collapse

                    forex trading may agar ap ko acha trader bana hay to ap ko is may bhot zada knowledge ki zarorat hoti hay or is may ap k pas jitna experience ho ga otna hi ap is may profit earn kar sakty ho or market ko follow karna ha ga or is may achi planing karni ho gi tab ap is ma achay trader ben skaty ho
                    • #550 Collapse

                      Forex tradinh ek acha business toi hai maggar iss main koi shak nahi kay iss main loss bhi hai tou loss se bachnay kay liye aap stop loss ka istemaal bhi kar saktay hain aur apni trading skills ko barahaayen takay achi tarding karain uss sey loss nahi hoga.
                      • #551 Collapse

                        by working hardly any one can avoid or prevent loss in forex trading business . your experience , patience , hard working also have a good role to prevent your loss in forex trading .
                        • #552 Collapse

                          If you trade on news time i think then there is chances of no loss only profit because currency moves on both side and you can make profit and probably no profit so i think trade on news timming is best
                           
                          • #553 Collapse

                            g han dear forex me asa hu sakta hai ke hum ko forex me kam loss hon lakn asa nai hia ke hum ko as me loss he na hon agr ap successful hona chaye hon to ap forex me zaida se zaida hardwork kro or as me successful hone ke koshish kro bus.
                            • #554 Collapse

                              janab agr ap ya chaty ho k forex ma ap ko loss kam ho to ap forex ki pehly full training ly or hamesha market ko dakh k hi trade lagy or stop loss zaror lagy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                bhi jaan ap nay yi ik bohat muskil sawal keya hay ager ap forex may loss ko rokhna chahtay ho to ap ko chahyiakay ap full experience kay sath tradding karian aur market trend daik ker he tradding karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X