Forex Kay Karobar Mai Ap Apny Nuqsan ki Kis Tarha Hifazat Kar Sakty Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    designed for learner I would prefer to help you indicate to start with study currency and be able to visited get paid with the stored. while not discovering currency you are unable to even be a decent sellers. you will find numbers in components web based obtainable for discovering currency it is possible to complete the work.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      Yes right we should invest in the forex trading business according to our experience that experience give us great knowledge and experience about the trading market, and also capital is more important for investment to take any types of risk.
      • #768 Collapse

        pakistan jee haan bhai jaan khawateen bilkul trading kar sati hein balkay mein tou logon ko yeh hi bola hoon keh khawateen ko zyada say zyada is kaam mein aana chahye kyunke yeh ghar pe beth kar karnay wala kaam hai
        • #769 Collapse

          jeet mare ha dosto jo post hoti hia os meh ham ko apnay words k sath kisi dosray member ka problem ka solve nikaltay hain jab k dear forex trading me thread wo hotay hain jo k ham khud bnatay hian jab ham ko koi msla aata hai meh toh posting he karta hu......
          • #770 Collapse

            aap kis tarha logo ko batatay hein kai forex aik acha aur secure business hai?

            dosto aap logon sa mera sawal hai yeh kai aap sa jab koi shaks pouchta hai kai aap kiya business karte hein ya kiya job karte hein to aap aager uss ko bataein kai aap aik trader hein jo live market sa trading karte hein currency pairs per to aap forex ko kis tarha defin
            • #771 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: incomegrowth پيغام ديکھيے
              Tell us your opinion?
              If you want to protect your self form loss than you have need to to get the proper knowledge of Forex trading and also you have need to do some practice on demo account to develop your trading strategy to know about the trading than you can protect your self from loss .
              • #772 Collapse

                ya jab hi mumkin ha jab ap ki is ma learning bohat hi ziada ho or ap is ma profit earn krnay k qabil hon or ap ko market ka bhi knowledge ho is ma or ap is ma sabar ko bhi show kary
                   
                • #773 Collapse

                  greed sy avoid kren , trade lot size km hona chaheay , or ek time mein ek trade lgaein ... yeh kch cheezen hain jin sy app ko loss thoda kam ho ga or profit k chance ziada ho jaen gy dear mje to yeh steps thek lgty hain or mein esy hi kam krta hun
                  • #774 Collapse

                    rules ko follow karkai .effective strategies bnakar ....trend analysis karkai hum forex trading mai loss ko protect karsaktay hain
                    • #775 Collapse

                      ager ap chaty hai k ap ko forex main kam se kam loss ho to ap ko bhut ziada hard work kerna pry ga forex ka knowledge ekhta kerna ho ga r market ko achey tareqe se analysis kerna sekhna ho ga r forex main kbi lalch nahi kerna ho gi
                      • #776 Collapse

                        han, ham apnay ap ko loss honay say is tara bacha sagtay hai jasay k ham 2 ya 3 line sa jeada post karay or ham post be karay ko achay nh karay to koi fida nh hai. or ham toray dan kay post karay.
                        • #777 Collapse

                          The best way is to diversify. Without diversification, your investment base will be to risky and you could get hurt in the end.
                           
                          • #778 Collapse

                            Apnay loss ko cover kernay ka aik he tarika hay or wo bhi jub kay aap ka pass margin available ho toaap apni loss wali trade ko headging kay zariye control ker sakty ho mazeeg is kay liye headging ki threads read karo.
                            • #779 Collapse

                              hum apne loss ko is tarahan protect kar sakte hain k hum achi planning karen business ko run karne k liye phir hard work karen business me apni pori pori efforts daal dein mistake ka koi ratiio na rakhein isi tarahn hum protect kar sakte hain loss ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                dear friend ager ap chahte ho ke ap apne loss ko ko complete kar sake to us ke lie ap ko ab se pehle apni knowedge or demo account per bohat mehnat karni chahiee is k baad ap aram se apna loss ko profite mai change kar sakte hain or protect bhi kar akte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X