Forex Kay Karobar Mai Ap Apny Nuqsan ki Kis Tarha Hifazat Kar Sakty Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    gee mery bahi jaan forex mein loss ko protcet karny kay leay or profit hasil karny kay leay expeirnce hee sab say best hai or hmy chaheay kay hum acha experince hasil karein or forx mein zyada say zyada learing karnien taky hum loss say bach sakien
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      dear main forex mian apny loss ko contorl karny kay liye apny mind ko slow kar leta ho jab market main kafi strict ho tous waqat marke tmian trade nai karta to is main ap ko bi ye he karna chahy easy traidng
      • #168 Collapse

        her new or old trader achi tarha janta hai keh forex trading eyk risky business hai or is main profit sy zyda loss ky chansiz hain but ager trader apny account ko loss sy safe rakhna chata hai to us ko chahiy keh woh forex trading ki proper traing ly, apni knowledge ko improve kary or demo trading account per practice kary.
        • #169 Collapse

          Mara yeh tarika kar hota hay kay main nay apna bonus acha bnana hota hay jis say mujhy loss kay chances kam ho jatay hain. daily 5 pips ja man nay apna target rakha hota hay . Jaisay hi mara target hit hota hay main trading say cut ho jati hon. warna greed karnay say loss ho jata hay mujhy.
           
          • #170 Collapse

            forex mein zeyada lalach nahi karna chahiye agar aapko achi profit ho jaye to phir aur trade na karen next day k liye chhor den kyun k sometimes aisa hota hai k aap zeyada profit earn karne ke chakar mein jo earn huwa hota hai wo bhi loss kar lete hain thora profit banayen aur loss se bachen
             
            • #171 Collapse

              agar app chaty ho k app ko forex trading main loss nahee ho tu app ko chayee k app is mai knoc batwo ko follow karo . is main ek tu app ko is main lalach nahee karni chayee or dosra app ko is main emotion ko be control karna hogha or forex main app ko ek plane banana hogha or app ko osi plane par hee karna hogha tu app is main ek achi trader ban sakty ho
                 
              • #172 Collapse

                trading main agar hum loss se bachna cahahtay hain to humain cahehay hai k hum demo pe trading ki zida se zaida prectic kray aur demo pe tarde kar k apnay trading skill improve karay ta k jab hum real main tarde karay to loss se bach saky
                 
                • #173 Collapse

                  dear we can protect our loss in forex trading with risk money management so we can say that loss in forex trading is controllable with risk money management we can also save by doing some simple steps like control your greed and emotions and be discipline and be patience and be stress free mind so i think these are the things if we control them then we can control our loss in trading
                  • #174 Collapse

                    agir app apnay app ko forex trading ma loss ko kam karna chtay ha tu app ko iss business k bery ma elam aur information jama karna hugi aur iss elam ko demo account ma practice kar kay apni skills ko behter karna hu ga.
                    • #175 Collapse

                      dear friend hum apne loss ko rok sakte hen apni learning se aur market k trend ko smaj ker aur agar kahen ko lot fas bhi jati hai tu avrage trade ker k apne loss ko cover kiya ja sakta hai ye aik bohat best treeka hai loss se bachne ka aur hmisha data ki knowledge ko zehin men rakh ker he trade kerna chaye apne mind fresh rakh ker he trade kerna chaye
                      • #176 Collapse

                        mere bhai agar ap chate hai ke apko forex pe loss kam ho to ap ko chaiye ke ap is me ziyada learn kare or kafi knowlage pik kare is se ap ke liye bhetar hai ke agar ap new hai to ap isko ziyada time de or phle demo account ues kare lake ap apna koi loss nai kare jab ap puri tarha is me perpar ho jaye to pir ap is me real account use kate or profit earn kare.....
                        • #177 Collapse

                          Mere khayal jitna achay se acha trader bhi ho uss ko kabhi na kabhi loss ho hi jata hai. Loss se bachnay ke liye zaroori hai ke aap ki trading pe grip achi ho. aap iss ki har technique ke baray main jantay hon. tab ki possible hai ke aap loss se bach sakein.
                          • #178 Collapse

                            Forex business is a profit and lossable business. But you can protect you from losses, for so you have to enough knowledge and experience on Forex business. I think you can overcome your loss with your knowledge and skill.
                            • #179 Collapse

                              forex tradiing me ap apna loss apnay target ko kum rukhtay huay bi ker sektay her trade se pehlay achhi tra sochain k market trend kia ha ore phlay kum volume ki trade laga ker market assess kerain is tra aap ka loss kum ho sekta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                agar ap ko forex tradig main loss ho gye to pershan hone ki zaroort nahi hi kynke forex tading aik profit or loss ka business hi ap asni se apne loss ko recover ker skayte ho agar ap ko trading ke bare main acha knwledge hi
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X