agar Ham trading mein kamyabi chahte hain aur ham ji chahte Hain ki Ham hamesha hi is karobar mein kamyab Ho jaaye aur yahan se accha munafa Kama sake to hamen chahie ki ham acchi tarah se mehnat Karen jab tak hamari acchi tarah se mehnat nahin Ho jaati hai tab tak hamen kamyabi nahin Mil sakti hai agar humne mehnat karni hai aur kamyabi hasil karni hai to hamen chahie ki Ham hamesha hi practis kiya Karen jab Ham hamesha practis karenge tab hi Ham trend ko analyse karna sikhenge aur tabhi hamen kuchh fayda milega iske alava hamen kabhi fayda nahin Mil sakta hai aur na hi Ham achcha munafa Kama sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим